Forex trading min loss hone ki sab se bari eham wajohat.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading min loss hone ki sab se bari eham wajohat.
    Forex trading aik buhat hi ziyada profit deine wala karobar he es karobar min buhat se log buhat hi ziyada earning kar sakte hin ye hum sab ka man na he magar hum ye bhi jante hin k ye karobar loss bhi deita he main yahan apne sab sathion se jo es forum min kaam kar rahe hin un sab se aik sawal pochna chahta hon k wo kiya wajohat hin jis ki bunyad pe sab log loss karte hin es karobar min yani loss ki eham wajohat kiya hin??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Exmeposters پيغام ديکھيے

    dekho bhai is karobar may loss is liay hota ha ku k jab profit kuch ziada hi honay lag jaay to hum lalach karnay lagtay ha or ziada earning chahtay ha. hum ziada tar faslay soch samaj kar nahi latay just upar say nazar dali or kam shuru kar dia.
    • #3 Collapse

      Meri nazer boht se log se forex men is waja se loss kerty hein,k un k pas itna zada experience nhi hota hai,,or wo apna volume zada rakhty hein,,or jab loss hota hai tu unka sara capital loss ho jata hai,, :(
      • #4 Collapse

        wasy to loss ki common reasons greedy and emotions hain but is kay ilava bhe kai aisi cheezain hain jin ko ignore karny say ap ko loss ho skata hay in main strategy weakness and money management ki proper planing na hony say bhe ap ka account wash ho sakta hay
        • #5 Collapse

          trade main ham ko jab b loss hota hai us ki sub say bari waja greed us k bad hamary emotion or galt time pay trade lagana hai
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Exmeposters پيغام ديکھيے
            Forex trading aik buhat hi ziyada profit deine wala karobar he es karobar min buhat se log buhat hi ziyada earning kar sakte hin ye hum sab ka man na he magar hum ye bhi jante hin k ye karobar loss bhi deita he main yahan apne sab sathion se jo es forum min kaam kar rahe hin un sab se aik sawal pochna chahta hon k wo kiya wajohat hin jis ki bunyad pe sab log loss karte hin es karobar min yani loss ki eham wajohat kiya hin??
            yes you are right mere khayal mein loss ki sab se bari waja jaldi aur ghusa hein jb aik trader ko sabr nae hota to woh jaldi mein a kar ghalt faisla kar leta hai aur is waja se usay bara loss ho jata hai is lye in dono cheezon pe control rakhna chahye!!!
            • #7 Collapse

              forex buhat asha business ha ager hum forex ma kamybi chatae ha tu hmae knowledge or experience hasil krna ho ga ager hamain learning nai ho tu hum bgai sochae samjae trading kerty ha or hum loss ker daty ha
              • #8 Collapse

                wese to bohat sari reasons ho sakti hain loss ki lekin mere khyal se main reason yehi hai k jab ham learning nahi karte hain tab hi ham eloss hota hai kun ke learning kar ke hame kam karne ke experience mil jata ahi
                • #9 Collapse

                  yeah i am hundred percent agree with you apne bilkul theek kaha hai ye aik bht he acha online business hai yahan se hum bohat zaida earn kr sakhty hai... bs zaida earning k liye hmry pass knowlgde or practice ka hona bht zruri hai
                  • #10 Collapse

                    loss honay ki sab sy bahri waja lake of knowledge skill plan and experiance ha jab kci kam ma intrest na liya jhy tu us ma loss hota ha har kam ko sekhnay k liya mahnat ki zrorat hoti ha mahnat sy kam asan ho jata ha or loss k bth kam chance rqah jaty han.
                    • #11 Collapse

                      dear fprex pe trading karen k bad jo loss hota hy to us loss ki bahut reasons hain us ki reason ye hy agar ap k pas proper knowledge r learnig nahi hy r experience nahi hy to ap profit earn hi nahi kar saken ge
                      • #12 Collapse

                        yar forex aik b0hat hi acha business hai is ki gurantee sab detay hai lekin is me profit k sath sath loss b bohat hora hai aur is ki bohat c reasons hai jo main aur common hai me apko bata deta ho
                        knowledge ki kami aur dosra skills na h0na aur trend ka pta na hona
                        • #13 Collapse

                          is me loss hony ki sub se bari waja he ke is per ak hi topic per bar bar wohi bat rapeet karna or peher 2 post ke dermyan agher wekfa na dy to pher bi accout block ho jata he or he mery khial me loss ki sab se bari waja jaldi. jasa ke me phly bi bata choka ho is liye kam dhyan se kerna chaye
                          • #14 Collapse

                            g ya kaam sahi nai ha greedy and emotions hain but is kay ilava bhe kai aisi cheezain hain jin ko ignore karny say ap ko loss ho skata hay in main strategy weakness and money management ki proper planing na hony sgdf
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex trading main bara profit hai lekin is main loss bhi hai aur loss ki aik bara waja market trend ko theek tarah se judge na karna aur is ki aik aur waja hai keh hum lot size ziyada use kar lety hain jis ki waja se loss ho jata hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X