Trading main sabar or menahat ke zurarth hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading main sabar or menahat ke zurarth hai.
    Asslam o alikum my dear forex forum member trading main Kam karnay ka lay hamy sabar or menahat sc Kam karna ho ga or is Kam jaldi Karnay ke zurarth nai is slow or study Kam karna ho ga is main jald bazi main ap loss be Kar sakaty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading main sabar or menahat ke zurarth hai.

    Yes trading ik din ka kam ni hai es lae es ma mehnat zaruri hai, jb long term he ly kar chalna hai to khosis karni chahe k achy andaz ma karni chahe, jan chorani hai to phr rehny deyn tokky maryn kiu k ye business karna jo ni hai, es lae es ko sekhny ki zarurat b ni hai,
    • #3 Collapse

      Re: Trading main sabar or menahat ke zurarth hai.

      G han thek kaha apny k forex main kaam karte hue trading main nehnat or hard work karnj chaye or achi sy achi knowldge or information honi chaye taa k wo is main kamyab ho saken or beshak mehant ir hard work sy hume kafi had tak kamyabi milti hai pr hum is main successful hoskte hain.
      • #4 Collapse

        Re: Trading main sabar or menahat ke zurarth hai.

        G bhai apki bat sai hy k trading main saber or mehnat ki zarurt huti hy is liye hemn chahye k hm jitna hu sky mehnat aur saber se kam len aur kam ki raftar ko taiz kren aur bht ziada mehnat kren aur mehnat krne ka phal apko aik din zaror mily ga is liye jitna hu sky hemn mehnat krni chaye
        • #5 Collapse

          Re: Trading main sabar or menahat ke zurarth hai.

          G bilkul tk kaha h ap ny treading my mhynat r sabr bht zada zarore hta ha treadingk liy hmy forex my daily ghnto tak kam karna hta ha posts karni hti h vaha sy experience hasal karna hta h hmy demo my b bht ZDa practice kar k treading k liy expert bn na parta ha r sbar tread my bht zarore hta h sabar ni kary gy to loss pay gg
          • #6 Collapse

            Re: Trading main sabar or menahat ke zurarth hai.

            Jee jee bilkul saber keraingay to earning ho gi warna aap jald bazi main loss ka samna ker saktay hain. Es liye seekhain, Demo account per apply kerain aur phir real per aa ker achi earning kerain. Apnay aur apnay ghar walo ke halat theik bnaye. THANKS
            • #7 Collapse

              Re: Trading main sabar or menahat ke zurarth hai.

              hamain sbr say hi trade karni ho gi ta k earn karine agy aur boht say log si forum main kam karty hain aur hamain is forum main learning karni ho gi ta k earn karin agy aur hamain is forum main bi trade kar k hi hum planing kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is k bary main bi trade kar k hi hum perform karny main bi koi mushkil na ho saky gi it is best job
              • #8 Collapse

                Re: Trading main sabar or menahat ke zurarth hai.

                Sabar aur mehnat ke bagair Forex form per kamyab nahin hua ja sakta Forex form ko regular basis per kaam karna padta hai aur Sabra aur mehnat ke sath kam Karen aap yaqeenan kamyab honge.
                Thanks
                • #9 Collapse

                  Re: Trading main sabar or menahat ke zurarth hai.

                  bilkul agar ham ne sabar ko choar to loss ho ga aur agar ham ne mehnat ki to hi hi ham kameyab hon ge is liye bsu ahca kama karain aur dil se kaam karain ham,jina bhi acha kaam karain ge utna hi acha learn karain ge uar agar ham ne learn karna hai to demo sab se best jaga hai jahan ye kaam ho sakta hai aur agar ham aese kaam karain ge to hi am kaemayb ho sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading main sabar or menahat ke zurarth hai.

                    Asslam O Alaikum dear all members umeed krta hn ap.sb khairat c hn.gy Hilary.respectable member ny bilkul theak kha k force m jam krny.k.liye sabr r hard work. No zarorat cti hy so carry on all dear
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading main sabar or menahat ke zurarth hai.

                      Trading karte waqt Ham Logon Ko mehnat ke sath sath Sabra ki bhi bahut jyada jarurat Hoti Hai Nahin To Ham kar lete hain lekin Humse Sabar Nahin Hota aur Jinse Sabar Nahin Hota unko bahut jyada lost face karna padta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading main sabar or menahat ke zurarth hai.

                        hamy saber sy or manet syy kam karna ho ga pher he hum acha bonus kama saky gy forex aik unique business hain hum is mai raat maai be kama kar sakty hain hum is mai din mai e kam kari sakty han hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai maket kaa balm nahi hota forex aik wasee business hain is maai haamara koi be bosss nahi hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading main sabar or menahat ke zurarth hai.

                          Forex trading mein emotional per control karne wala Banda kamyab hai acchi trade ka vate Karen yah bhi Koi trade Karen stop loss ke sath Karen Taki aapka capital save Rahe moment ke waqt trade Karen kyunki use waqt achcha market achcha profit de sakti hai apne analysis ke sath trade Karen.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading main sabar or menahat ke zurarth hai.

                            G han dost humein forex pakistan mein kaam kartey hoqey sabar aur mehnat ki zaroorat hai tab ja kar hum es forum mein kamiyaab hoon gey aur es forum mein hum phir agey bhar sakein gey dostu aur sabar se hi hum es forum mein acha profit kama saktey hain es leiye hum ko jaldi nahi karni chahaye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading main sabar or menahat ke zurarth hai.

                              bohat he achaa sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko apna emotion ko control or apna mind set create karnaa hoga to per hum ko achi earning hoge es leya hum ko chaheya ka es leya hum ko lot of knowledge be lanaa hoga to per hum ko achi earning hoge warna hum ko loss eh hoga.................

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X