Mehnat aur qismat
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Mehnat aur qismat

    Mehnat se hamesha kaam kro ap ko daily achi earning ho skti hain is my ap jitna chahu earned ker sktain hain or ap ko bth dhu is my daily ke koi limit ni hain yeh akh best hain kam jee yeh real business hain specially market situation per b ager ye dono chezen perfect hn tu ap ak din mein maximum earn kr sakty hn,..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Mehnat aur qismat

      Jo log mehnat karte hain wo khud apni qismat ko chamkate hain isliye mehnat bht Zaruri hai.. Forex main hame mehnat se kam karna Chahiye ta k hame b kamyabi mile or hm b apni qismat ko chamkaen
      • #33 Collapse

        Re: Mehnat aur qismat

        Mehnat r qismat ek dosre k sathi hein jb hm hard work kart hein to qismat khus bakhud hmara sath deti hai.jb hm zyada axhy sy mehnat krty hein to vhi hmari axhi qismat bn jatti hai r hm smghty hein k ye hmari good luk hai lkn agr kbhi hmari mehnat ka phal hmein usi time na milly to hm kehty hein k ye hmari hard luk hai.
        • #34 Collapse

          Re: Mehnat aur qismat

          Mahnat or kismat dono hi kamyabi kay liy zarori hy. Ager app mahnat nahi kerty to kismat app ka sath nahi daiti is liy zarori hy kah mahnat or lagan say kam kia jay ta kay app ki kismat may jeet likh d jay
          • #35 Collapse

            Re: Mehnat aur qismat

            Dear friend hamari qismat bhi hamara us watq tak sath deti hy jab tak hum mhnat karty hain jab hum mhnat krana chor dety Hain tu hamari qismat bhi hamara sath nh deta hy hum ko har Kam qismat py nh chor dena chahiye hum apni qismat khud banty hain mhnat sy mhnat har mushkil ko asan banati hy mhnat mn azmat hy aur mhnat ka phal mitha hota hy hum ko chahiye ky Pak Forex mn mahnat sy Kam Karen mhnat hy tu kamiyabi hy otherwise na mahnat na kamyabi
            • #36 Collapse

              Re: Mehnat aur qismat

              Dear friend forex forum main ziada sy ziada mahnat krny chahay q k mahnat krnaysy hamain kamyabi hasel hoty hy hamain mahnat sy kam krna chahay aur apny kismat ko zamanat chahay hamain forex forum main jitna hamary kismat main bonus hota hy hamain urns hi milta hy
              • #37 Collapse

                Re: Mehnat aur qismat

                Ji friends ham koi bhi business karte hai wo hamari qismat Par hai k hamen us se keya profit hasil hota hai lekin us main mihnat bohat zarori hai tu forex bhi ek acha business hai tu forex main bhi hame mihnat or lagan se work karna ho ga baqi hamri mihnat or qismat se hamen bohat kuch hasil ho ga.
                • #38 Collapse

                  Re: Mehnat aur qismat

                  Ji han bilkul theek hai Sabse pahle to mehnat hi bahut hi Jaruri Hoti Hai Hamen Apne mehnat Patwa Dena Hogi aur FIR Apne lakh aur Kismat Agar Hogi To Ham ismein Masjid aur Khoob mehnat Karenge Taki Hamen Se Achcha Khasa fayda Hasil kar sake
                  • #39 Collapse

                    Re: Mehnat aur qismat

                    As-salamu alaykum main ummid karta Hun ki aap log sab theek thaak honge aisa hi hai mehnat aur kismat ek hi chij hoti hain jab aap mehnat karenge to kismat bhi aapka jarur sath degi bagair mehnat wale kabhi kamyab nahin ho sakte aap log jab Tak mehnat nahin karoge to tab tak kamyab nahin ho gaye aap jitne bhi lucky Ho agar aapane kamyab hone hetu aapko kismat ki nahin mehnat ki jarurat hai
                    • #40 Collapse

                      Re: Mehnat aur qismat

                      Assalamu alaikum me umeed karta hun ki aap log sab theek thaak hn gay forex ek aisa business hai jismein mehnat ki bahut jarurat hoti hai agar humne kamyab hona hai to hamen mehnat karni padegi fork bahut hi achcha business hai usko Ham din mein bhi kah sakte hain Ham raat mein bhi kar sakte hain ya part time bhi kar sakte hain aur full-time bhi kar sakte hamen chahie ki Ham yahan per mehnat Karen aur profit gain Karen
                      • #41 Collapse

                        Re: Mehnat aur qismat

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Hareem fatima پيغام ديکھيے
                        Aap Ki Kismat aap ka tab tak Sath Nahin Degi jab tak aap mehnat Nahin Karenge isliye agar aap apni Kismat Mein acchi kamyabi ko Rakhna Chahte Hain To aapko chahie Himmat Aur mehnat se kam Karte Rahen Jab aap donon per focus Karenge to aapki Kismat aapko Kabhi Na Kami Nahin Degi
                        ap nay yeh bohat achi bat ki hay, forex main qismat mehnat k bagher to sath daiti hi nai, agar day bhi to 1 dafa ya 2 dafa, har bar to qismat sath day nai sakti, mehnat karain gay and mehnat say forex trading k baray main knowledge gain karian gay sath sath demo account pay practice kar k jab hum trading karain gay rules ko and strategies ko follow kartay hoay to phir us time hum keh saktay hain k qismat nay sath diya ya nai. meray khayal main to qismat ka forex main koi kam nai, agar hum nay mehnat ki hay to us ka phal milay ga, agar phir bhi loss hota hay to it means k hamari mehnat main kuch kami hay and ham nay abihi forex ko sahi say seekha nai and kahin kuch ghalti kar rahay hain jis ki waja say loss hoa hay,
                        hamain qismat ko chor kar mehnat pay focus karna chahiay ta k forex trading main hum kamyaab ho sakain
                        If you work hard no body can stop you from success
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #42 Collapse

                          Re: Mehnat aur qismat

                          mehnaat se ap qismat ko bna sakty hain ya ais keh lain k qismat mehnaat ki mohtaaj hoti hai jab ap mehnaat se kaam karen gy to apko kismat ka sahara lena nahi parega balkey kismat waley apke pechey hungy seekhne k ly es ly mehnaat se kam kren seekhen trading ko analysis ko or phr ap market main kaam karen

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X