Mehnat aur qismat
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Mehnat aur qismat

    Apny achi baat ki hy ham aghar mehnat ko sathi banaty hn tou hamari qismat bhi achi hy hogi qismat ko acha bannahy tou phar mehnat ko apna sathi banana hoga tab hi ap apni qismat achi bana sakty ho ham jetni achi learning karn gy hamen outna hi faida hoga kam mn.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Mehnat aur qismat

      Forex ma mehnat chalti kismat nahi apko chaiya ky ap mehnat kro jitni zyda mehnat hogi uthi hi kamyabi hogi sirf kismat oa depen krna ziyayi ha apko chaiya ky ap soch smjh ky dehan sa trading kryn taky apko in return acha reuslt gain hosky or kismat pa depend krogy to loss hi higa
      • #18 Collapse

        Re: Mehnat aur qismat

        forex main in dono ka barra hath hotha hai ap ki mehant or qisamt ka ap mehnat kar key bhe apni kisamt ko badl skty hai kiun k kismat badli ja skti hai jisa k ham or app janty hain is lia agar ham forex main success hona chahty hain to ham ko chahi hai k ham ziada sey ziada mehant kary or rozana ka trget bana kar forex main kam kary ise trha ham ko achy result milly geyai
        information for Beginners
        Complete Forex Knowledge
        • #19 Collapse

          Re: Mehnat aur qismat

          Ham jab bhi Pakistan Forex Mein Ham mehnat karenge Tu Hi mehnat ka phal Allah Pak Hamen har Surat dega aur jab Ham mehnat acchi karenge to acchi kamyabi Hamen har Surat Hasil hogi Tu Hi Hamen chahie Ham Pakistan Forex Men acha Sa time invest Karen tu hi Asaani se acchi kamyabi Pakistan Forex Mein Hasil Ho jay gi aur Hamari kismat bhi aise acchi ho jayegi isliye Pakistan Forex ko bahut Hi zyada like kia jaa raha hy
          • #20 Collapse

            Re: Mehnat aur qismat

            Ji bilkul har kam isme se nahin aata mehnat karna bhi bahut jaruri hota hai agar aap mehnat karte ho to to aapko uska ka fal jarur milta hai Pak Forex per kam Karke aap apni kismat ko change kar sakte ho q k pak forex ek aisa platform mein jahan aap ap jitni mehnat karte ho aapko utna he experience or knowledge hasil hota hota hai jo ke trading ke liye bahut jaruri hai.
            • #21 Collapse

              Re: Mehnat aur qismat

              Hamesha apni mehnat pe yakeen rakhain aap zyada time den trading ko aur mehnat ka sahara len kismat ko na dekhen qismat ka taluk nahi hay business mei aap ki mehnat aap ki dilchaspi he ap ko ess kaabil banati ha kay aap ne kasay kamyab hona hay.
              • #22 Collapse

                Re: Mehnat aur qismat

                Mehnat ke sath aapke jindagi mein kismat be aim rule Ada karti hai Forex trading mein agar aap mehnat karenge Tu Allah ki zaat jarur fayda degi . Jo hamare naseeb mein hoga vah hamen milkar rahega chahe vah Forex trading hai ya koi aur business .
                • #23 Collapse

                  Re: Mehnat aur qismat

                  mehnat aur kismat trading Mein hardworking Karne Wale ki kismat bhi zyada achi hoti Hai kyun k Jo trader hardworking Karta Hai uski madad Allah tala Khud karte hain is liye Hamen Forex trading mein zyada Se zyada mehnat Karte rahna chahiye kyun k Jab Ham Forex trading mein zyada hard working Karte Hain to is se hamara luck bhi kaam aata hai aur is se ham zyada Kamyab hote hain Forex trafing mein mehnat karne se hi Hamen kamyabi milti hai aur Main zyada mehnat karni chahiye Jo mehnat karega wahi Kamyab hoga aur forex mein hardworking kar ke Ham expert trader Ban sakte hain hardworking karne wala trader hi Kamyab Hota Hai har member ko zyada Se zyada mehnat Karte rahna chahiye kyun k Jab Ham is mein zyada mehnat Karenge to is se Hamen bahut zyada fayda hoga aur iski wajah se Ham Forex Mein Kamyab ho sakte hain hardworking karne se hamari kismat bahut achi Ho jaati Hai is liye Hamen bahut zyada mehnat ka Karte rahna chahiye mehnat karna hamare liye bahut zyada zaruri hota hai trader hamesha mehnat karne ki wajah Se Hi Forex Mein Kamyab hota hai mehnat karne ki wajah Se Hi Hamen kamyabi milti hai isliye Hamen Forex mein zyada Se zyada mehnat Karte rahna chahiye Jo mehnat karega wohi Forex Mein kamyabi Hasil kar k expert trader Ban jaega
                  • #24 Collapse

                    Re: Mehnat aur qismat

                    mehnat keren ge to qismet bi sath de gi kuch log mehnat nahi kerte or qismet ko bura bhala kehte hen ye boht gelet baat ha forex ma ager ap mehnat keren ge to qismet bi zaror ap ka sath de gi or ap ki mehnat kabi zaya nahi ho gi is liye mehnat keren ap ki qismet bi zaror ap ka sath de gi mehnat kerne se hi insan sab kuch hasil ker sakta ha
                    • #25 Collapse

                      Re: Mehnat aur qismat

                      Ji bilkul dost theek kah rahe hain Ki Insan mehnat chahie hi Kamyab Hota Hai jo log Kisi bhi kam mein mehnat Nahin karte vah Hamesha Piche Rah Jaate Hain isliye friends Hamen jo bhi kam karna chahie mehnat aur Lagan ke sath karna chahie Aise Hamen kamyabi Hogi Forex Ek Aisa business hai jismein mehnat ki zarurat hai pher jakar kamyabi Hasil hoti hai.
                      • #26 Collapse

                        Re: Mehnat aur qismat

                        Agar Kisi bhi kam Mein Kamyab Hona Chahte Hain To struggle Karenge to hi Kismat bhi Sath Degi otherwise Kismat per depend nahin karna chahie struggle bhi Karni chahie struggle Karenge to form Mein Kamyab Ho Sakenge bahut hi Achcha business hai ismein struggle Karen aur Kamyab Bane Kismat per different na Karen
                        • #27 Collapse

                          Re: Mehnat aur qismat

                          Qismat bhi bhot zeada asar krti hy jis k naseb my jitan hota hy utna hi milta hy taaime pr milta hy na hi phly milta hy nahi bad my pr hamary Allah ko bhi mhant krna bhot seada pasand hy to hamy mhant krni chiya our ham kamyab sahi achi trha sy ho sgy gy acha kam kr k hi uam agy barh sgy gy
                          • #28 Collapse

                            Re: Mehnat aur qismat

                            Mehnat ka phal bht metha hta hai aur mehnat kbhi raigan nahi jati is liye qismat k sath sath mehnat bhi kren aur forex aik business platform hai yahan Jo mehnat kry ga kch sekh k agy bhary ga qismat uska sath zarur degi
                            • #29 Collapse

                              Re: Mehnat aur qismat

                              agar hum apnay hadaf ko haaAaasil karne kay liye sakht mehnat karte hain to phir hamein achi aamdani hoti hai agar aap ko yahan munafaty haaaAasil karnaAAa hai to pehlay aaaAap ko forex say mutaliq tijarat aur tijarat ki mahaaAAarat haaAaAsil karna hogi jabkay tajurbah hamein forex mein behtar banata hai aur aik zabardast tijarti mansoobah tashkeel detaaaA hai. achi mnijmnt ke sAAaathaur kesmat ka bhi kamyaaAbi mein aaaAth zaroor hotaaaA hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Mehnat aur qismat

                                g han sab se phli mehnat os ki bad kamiyabi melte ha mehnat karen aur pher apne kismat ko jagte dekhen hamen mehnat karte rahna cahihye os ki bad he hamkameyabe ki taraf jaen ge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X