Mehnat aur qismat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat aur qismat
    Aap Ki Kismat aap ka tab tak Sath Nahin Degi jab tak aap mehnat Nahin Karenge isliye agar aap apni Kismat Mein acchi kamyabi ko Rakhna Chahte Hain To aapko chahie Himmat Aur mehnat se kam Karte Rahen Jab aap donon per focus Karenge to aapki Kismat aapko Kabhi Na Kami Nahin Degi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat aur qismat

    minute offer kismat donon hi acchi chijen Hain aapko pata hona chahie ki Jab aapki kismat acchi vah to aapke pass profit automatically a jata hai aur uske alava Jab aap hard work karte hain aur baju Kat aap wrong entry Le lete hain analysis karne ke bavjud bhi to aapko kafi jyada nuksan uthana pad sakta hai isliye hamen chahie ke hard work karte rahen
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat aur qismat

      G bht he achi bat ki hy apne k hmen sab se pehle mehnat krni chahye us k bad hmen mehnat p zor dena chahye q k jitna hm menhat krne gy utna he hmen bht ziad aearning bhi hu ske gi us k luye hmen bht ziad aearning ki lazmi zarort huti hy
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat aur qismat

        zindgi me insaan agar sirf kismat par depend karta hai to sab ki kismat ek.jesi nahi.hoti kuch ki kismat me pedaishi ameeri hoti hai or kuch ki kismat me ghareebi dears forex business aisa hai jiss me mehnat se hum alni kismat khud roshan karte hen or mehnat se he kismat badlate hen humari mehnat humari.kismat banjati hai
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat aur qismat

          Agar aap mehnat karoge to aapko uska Sila jarur milega isliye aapane mehnat kabhi nahin chhod nahin yah market Hai Jahan aur bhi hota hai. Aur agar aap loss Mein khud ko control nahin karoge aap market ke emotion Mein aaoge to aapko kabhi Bhi kamyabi nahin Mil sakti isliye Agar aapane kamyab hona hai to mehnat nahin hai. Main uske liye aapko demo per kam karna hai time per kam karne ke liye. Hi sabse important hai ki aap apna time manage karo.
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat aur qismat

            Brother forex form aik bahut hi achcha aur aasan online business hai aur ISS Mein kismat ka koi link nai hota mere khyaal se jo is Mein acchi mehnat ke sath kam krta he wahi apni kismat acchi bnaatey hue is form Mein kamyabi Hasil karta he
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat aur qismat

              hamy is main mehnat or lagan sy kam karna chahey per he hum is main ache capital kama sakty hain hum is main aik din main aik account main 24 ganty he kam kar sakty hain hamy month ky start main kam or tiem ke planing kar lyne chahey or per is ky hesab sy month ky end tak kam karna chahey per he hum target ko asane sy pora kar sakty hain yai aik wase business hain
              ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat aur qismat

                G han dear bilkul agr ham mehnat kren gy to qismat hmara sath dy ge insan ki qesamt insan ky apny hath ma hoti hy wo chay to apni kismat kharab kry ya bnay jitni ham mehnat krem gy utna us ka hamen ajer mily ga jb ham mehnat he ni kren gy to hamri qismat kharab he ho ge
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat aur qismat

                  mehnt r kismat dono chezain matter krri h kisi ek cheez ki base p apko sb kuch ni mil sakta jb tk ap mehnt k sath sath lucky na hn q k mehnt s apko bonus mil sakta r kismat s apka bonus sara loss men ja sakta h isi liay hmesha soch smjh k kam krain tbhi kamyab hn gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat aur qismat

                    Dears sb se pehly to mehnat hi bahut zarori hay mehnat k bina kuch nhn hay mehnat khub karyn aur phr allah pe chorr dayn k allah sb behtar karny wala hay aur allah hi mehnat ka phal deta hy allah se dua kryn k wo qismat main likh day allah agar day ga to wo rehmat bhi ho gi aur us main barkat bhi ho gi aur agar allah nhn day ga to is main koi na koi hikmayt ho gi....
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat aur qismat

                      hamy qisamt ko ignore kar ky mahnet sy kam karna hho ga pher he hum pasisa kama skay gy forex aik acha busienss hain hum is mai night mai be kam kari sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nah htoa forex aik amm buisnes ke nisbat acha business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat aur qismat

                        mhnt karien gay tab hi hum planing kar k hi hum run karien gay aur hamain is k bary main ansley karien gay tab hi hum run karein gay aur hamain apni kismat ko pora kar skaty hain aur hamain is k bary main bi trade karien gay aur market main bi trade karien gay aur market main bi anslye kar k hi hum achi trade kar k hi hum real maun bi trade karien gay
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat aur qismat

                          humen mehnat kr k kam krna chahye lucknkhid acha hp jayega ku k mehnat se hi kamyabi miltii hay or forex pe jitna ap karene jitna kam krenge utna hinfaida mand hay
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnat aur qismat

                            Dear ap koy b business kr rhe hn us me first bat mahnat ha qismt bad k bat ha jub ap forex Pakistan business me acha mahnat k sath acha work kr rhe hn to samjhu ap acha business kr rhe hn to qismat khud ba khud mel jate ha first bat apke business me mahnat ke ha jetne mahnat kro ge silla zror mele ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehnat aur qismat

                              Dear mehnat aysi cheez hay jo kay aap ko agay laykar jaati hay forex market may jab kay Qismat aysi cheez hay jo kay kabi kaabar hi kaam karti hay rozana kaam nahi karti hay iss liya aap ko qismat say hat kar mehnat karni hoti hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X