confidence'''vs knowladge

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1816 Collapse

    confidence is need to work properly in forex trading business. to become success in forex trading business we should have enough confidence. but over confidence may cause a lot of loss in forex. knowledge is the main key to become success in forex trading business. to earn maximum profit form forex trading business we should have enough knowledge in trading.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1817 Collapse

      forex trading aik business hay iss main loss bhe hoota hay or profit bhe iss main confidence itna zaroori nh=ahee hay jitna kay knowledge bina knowledge kuch nahee hasil hoota hay..
      • #1818 Collapse

        hmmm mary khyal sy appp ko confidance hona to bhot achi baat hai lakin agAR APP KO USKY BARY MAI MUKMIL KNOWLEDGE BI HOO TO YAH TO SONY PAY SUGHA JASI MASSAL HAI THNX
        • #1819 Collapse

          knowledge ko mai tu zeaday prfer karo ga beco es se he profit hota hai ap ko weanr aes k ealwa tu kuch be nahe earn ho ga conficende tu kuch be nahe hai
          • #1820 Collapse

            g han agr is kam ko confident hu kr is kam ko kr the hain tu tu is kam ko krne me aza ata ha or agr ap ke pass is kam ke barrey me kownleged ha tu is business me ap logon ko loose nai hu tha ha.
            • #1821 Collapse

              confidence or knowledge dono hi is trading ka hissa hey likin is trading mey ap ko is trading mey confidence or knowledge dono ho zarurat hey . Jhana tak confidence ki at hey ye har trader k andar ho na chaye likin ziada over confidence nahi ho na chaye . Or knowledge tou hona zaruri hey kisi bhi trader k liye .
              • #1822 Collapse

                We have enough knowledge and ability of my friends love to understand how to manage the business are generally safe, efficient and pushes us something to think we can do it right, but the problem means greater confidence of traders who come to to address the lack of knowledge, but if the maximum,
                • #1823 Collapse

                  agar aap k paas is ka knowledge hai to aap is main confidence k sath is main trade kar sakty ho is say aap ko loss k chances kam ho jatay hain is liay is main theek sya trade karnay k liay aap k paas knowledge ka hona lazmi hai
                  • #1824 Collapse

                    Dear forex trading main confidence is sorat main aata hai jab apky pas khowledge ho apkay pas knowledge na ho to confidence ka kya faida. es lye both are important.
                    • #1825 Collapse

                      forex trading main jo bi aap learning kartay hai agar aap us ko trading kartay time use karian gay too aap jab apni analysis karain gay too aap ko automatically confidence increase ho jai ga oor phir jab aap trading karain gay too aap ko kafi faida ho gay so my dear agar knowledge hai too confidence a hi jata ha but agar nai ha too confidence nai ata thanks ..
                      • #1826 Collapse

                        aap ka jitna knowledge hoga apa utni he achi eanring kar saktay hain .. aur acha profit hasil kar sakty hain.. yahe waja hai
                        • #1827 Collapse

                          Confidence ki apni ehmiat he aur knowledge ki apni aur mere khayal main good trading k liye dono bohat zaroori hain ager aap k paas knowledge ho aur confidence na ho to kam nahi chale ga aur ager confidence ho aur knowledge na ho to phir bhi profit nahi ho ga is liye confidence aur knowledge dono he zaroori hain.
                          • #1828 Collapse

                            G bhi g app ka question to boht he zeada acha ha mera mutabik to forex trading k lya dono he chezain boht he zeada zerory hain ager knowledge to ho lalin confidence na ho to knowledge ka koi fida nahi or ager confidence to ho lakin knowledge nahi to pher b iss ka koi fida nahi....lehaza dono chezon ke boht zeada zerory ha....
                            • #1829 Collapse

                              forex business mn acha confidnce aur acha k owledge bht hi ziada zaruri he aur hum iski madad se kabi b fail nai hotey hn aur aik ache confidence and knowledge se hi him is mn kamiyab ho saktey hn aur acha future bana saktey hn
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1830 Collapse

                                dear i think k forex trading k lie knowledge ziada important hai kuin k ager forex trading ka knowledge ho ga to confidence be phir hi a skay ga aur knowledge k bgair confidence be fazool hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X