confidence'''vs knowladge

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1786 Collapse

    well brother according to my opinion confidence trader me tab born hota he, jab trader ke pass trading me experience forex me knowledge and good strategy jise follow karte howe confidence se trade kar ke munafa earn karta he.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1787 Collapse

      forex trading business ko samajhna aur seekhna ka lia knowledge to bohat hi zaroori cheez ha is ka baghair ap is ko ksi bhi tarah nahi samaj sakta aur nahi hi is ka baghair trading karna mumkin ha magar jab ap trading karta han to is time ao ma confidence hona bohat hi zaroori ha warna ghalatian bohat hon gi aur musalsal loss ma chala jain ga.
      • #1788 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Rabia555 پيغام ديکھيے
        dears members kia ap samjhty hen k confidence knowledge se important hy ya phir knowledge???????
        Main smjhta hu k wese to dono cheezen hi bht important hain bt mere khayal se ziada important knowledge hai,,becuase jb tk ap forex ka proper knowledge nae gain kren ge us waqt tk ap success hasil nae kr skte,,or ap ziada earn bhi nae kr skte,,confidence is lehaz se important hai k agr ap ko trade main loss hota hai us waqt a ne khud ko tention me ni daalna or mayoos nae hona...
        • #1789 Collapse

          jnab may samjta ho kay forex trading may confidence kay muqable may knowladge ki zayada zarorat hoti hay knowladeg kay bagar forex traing may app os waqat tak qamyab nahe hosaktay hay
          • #1790 Collapse

            Bro mere hisab se dono hi important he kiun ki agar hamare pas knowledge nehni hoga to ham ek chij ke upar confidence hokar kuchh kehenehni sakte to hame pehele knosledge hasil karna chahie then confidence automatic aega.
               
            • #1791 Collapse

              forex mein trading mein kaam karay confidence aur knowledge se kaam karay kiyon jab be ap asay experience kaam karay gae tu ap ku forex mein faeda he faeda ho ga thankful for question
                 
              • #1792 Collapse

                Aslam o alaikum dear g confidence or knowledge alay alag 2 cheezan han confidence tab kam ata hai jab hum kam karnay lgatay han or knowledge jab tak nhe hoga hamaray pas ham koi kam nhe kar shaken gay iss lia pahly knowledge or phr knowledge pay confidence hona z ruri ha. ... kio k confidence ka hona z ruri hai kam karnay k lia... .
                • #1793 Collapse

                  Sir g mera tu khayal ma knowledge or confidence ma kisi kiam ka kyi compition nahi hai bal k yh ek dosry k bina bilkul adury hain q k confidence k leay ap ko knowledge ki zarorat hoti hia or ap knowledge confitant hi ho kar hasil kar sakty hain.
                  • #1794 Collapse

                    is trading main confidence aur knowledge dono ka sath hota hay yani agar aap main experience hay knowledge hay to aap main confidence increase ho ga aur aap aik kamyab trading kar saktay hain
                     
                    • #1795 Collapse

                      According my opinion confidence and knowledge both are important in forex business but i prefer knowledge more important in forex because if we gain more knowledge then our confidence level will be increase so for me knowledge is most important .
                       
                      • #1796 Collapse

                        forex trading main confidence aur knowledge dono ka hona lazmi hota hay agar in dono main aik cheez bhe kam ho gi to aap achhay trader nhe ban saktay,
                           
                        • #1797 Collapse

                          dear fellow confidence come after you get a great knowledge and learn more things in the business you see up and down in the business and you become a good trader
                          • #1798 Collapse

                            g bhai dono chasy bhat zarori ha phaly ap learn karo phar ap ka pass knowladge aya ga par dome account par trading karo or phar ap ka confidence aya ga phar ap ach earn kar sako gya
                            • #1799 Collapse

                              i think knowladge hi confidence deta hai jabhi tu hum kisi cheez ko karne ka irada karte hain ye dono positive cheezin hai aur dono hi aik ache trader me hona zaruri hai tabhi wo ache aur powerfull decisions le kar business me profit hasil kar sakta hai lekin sath sath over confidence se dur rahe.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1800 Collapse

                                aik achay trader kay ley confidence aur knowledge ka hona bahut he zaroori hota hay in dono main say aik bhe kam nhe hona chaheay trader ko her kism ka knowledge hona chaheay .
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X