confidence'''vs knowladge

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2416 Collapse

    forex main jo trador confidennt hoty hain unhain achahye k unko apny knowledhe ki base par trading karni chahye or apni skils k accorfing he confedntbt hona chahye ta k mazid es main achi tarding skihi ja sky
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2417 Collapse

      knowldge ho ga tab hi hum achi planing karein gay aur market main experience ho ga tab hi hum achi trade kar k earn karein gay aur market main confidence say hi trade karni ho gi tab hi hum earn kareingay
       
      • #2418 Collapse

        mere khayal main to knowledge sbsy ziada aham cheez hai q k jb tradsrs ko apny kam k baraya main knowledge ziada hota hai to tabhi yo unka confidence b brhta hai
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #2419 Collapse

          confidence say bi hum market main trade kar sakty hain so hamain market main plane kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur emotion ko kabo main rakhan ho ga aur profit hasil karein gay it is best
           
          • #2420 Collapse

            Dekhein bhai jaan confidence tab hi aata hy jb bandy k pas knowledge ho chahy wo koi bhi field ho aur Forex mein to ye bahot zroori hy jb tk ap Forex k baary mein zyiada sy zyiada knowledge gain nhi kr letay tb tk ap fully confident trader nhi ban skty
            • #2421 Collapse

              Trading k liay 2no he bahut zarori hain lakin merry khayal mn knowledge ziada aham hai confidence sy q k ager ap ka knowledge acha ho ga tu tab he ap ka confidence acha ho ga
              • #2422 Collapse

                Confidence se zayda knowledge ahim hai agr ap without knowledge trading karo gay to loss ke ehlawa kuch hath nai aye ga. confidence aik achi cheez hai jo har insan ke ander hona chaye lekin without knowledge confidence ka hona zero hai balke youn kaha jay ke na hony ke barabar hai tu bhi thek ho ga
                • #2423 Collapse

                  Confidence ki har kaam main ahmiat hoti hai laikin agar apke pass knowledge hoga to hi apko confidence hoga khali ap confidence se kaam yo nahin chala sakte ne knowledge ka hona zaroori hai
                  • #2424 Collapse

                    Mery khiyal me 2no chezen aik hi hain kyo k confidence tb hi ata hy jb insan ko kafi knowledge ho tab ja k koi faida ly skta hy
                    • #2425 Collapse

                      Assalam o Alaikum waa rehmatullaha wa barakatuhu sab group members ko (: bhai confidence tab hi ata hai jab hmein knowledge hoga knowledge k bghair confidence nae ata agr aa jye to phir bnda over confident ho k loss kr bethta hai i think knowledge is basic component of confidence..
                      • #2426 Collapse

                        Mery bhai agr knowledge na ho bndy k pass to confidance b ni aata aur agr bndy k pass knowledge hoto phr confidance aa hi jata hae too trader ko chaey k without knowledge confedance na barhain balky knowledge hasil karren forex trading ka.
                        • #2427 Collapse

                          mera khyal hai k forex ka knowledge ho ga tu hum confident show kar ksty hain aghr tu hmain forex k bary main kuj pta nahi hai or hum yah kahty rahen k mujhy tu forex k bary main bohat kuj pta hai or main expert hun es main tu yah bat galat hai or aysa knwledge ka kiya faida hai ayse condidency ki zarorat he nahi hoti hai es liye hmaisa apnni skills ki base par he confidence dikhna chahye
                          • #2428 Collapse

                            is forex main trade karny k liye learning karni ho gi ta k loss kam ho saky gay aur market main experience hasil kar k hi hum run karein gay aur market main boht hi acha earn karein gay aur market main rules ko follow kar k hi hum run karein gay aur market main profit hasil kar k hi hum run karein gay aur market main profit hasil kar k hi hum run karein gay aur market main earn ho gi
                            • #2429 Collapse

                              humain trade main agr kam karna hay to hard work kar kay achy say kam karna ho ga jis say achi earning hasil ho sakti hay kun kay knowledge ho gi to trade karna kafi sia rhta hay jis say humain maloomat main izafa ho ga or trade karny main asni ho sakti hay humain low risk main achy say kam karna ho ga ta kay trade main loss km ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2430 Collapse

                                agar humary andar trading confidence hay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur ye tab he ata hay jab hum forex trading ko sahi say time dai kar demo account par practice karnay kay baad he trading karen gay tab he hum esmain kamyab ho sakty hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X