confidence'''vs knowladge

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2386 Collapse

    Meiry thinking main seb sey pheley knaolegd zroori hei kayon kay jab tak aap kay pass knaolegd nzhee hao gaa aap kay andaer confedance nahe aa sakata hai, iss liy banda ko ziada sy ziyaa l kamai ker ni chahiey.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2387 Collapse

      Information of confidance both seb sey mazeed aham ha, aur both sy he hm trading kr sakty hein agar hm chahey to only confidance sey be trading kr sakty hein eitemaad bhi important ha, aur maloomat bhi important ha
      • #2388 Collapse

        AOA all, Mairy khaeyl me onfedent sey zaidaa zaruri hai, aap ko education hao trdeng kaa leay tab aap trdeng main kamiyb he hao skty ahen confidance be matter kra hai but zaead information zroori hay.
        • #2389 Collapse

          maloomat iss a key to kamyabi Forex tradings karobar mein agar aap kameyaab honaa chahtaey hao to pehli ap ko Forex kaa maloomat gaining krna paraey ga, or jeb tuk ap poraitmad nahee hogaey ap trading nahi kr pao gei mer mein samjhta hoon ing kee hisab se in both ke need parrti ha
          • #2390 Collapse

            Hi all, bahi , mere khayal say info aitemad say more essential hei ku key ager app key paas Forex tradings kay mutaliqa maloomat hao gaa to hi app aitemad say job kry gay.
            • #2391 Collapse

              ji confidence sahi huta hain khnowledge se kiyon k forex se hut kr hum dekhain tu zyda tar iss societey mein hume job huamry practicl ki base per milti hai knowledge tu buhat hia mery paas
              • #2392 Collapse

                Confidence aur knowledge interrelated hain, jab ap kay pas trading ka acha knowledge hoga to ap market ka behtar tajziya kar sakain gy and confidently trade openn kar sakain gy. Aik achay trader ki ye bhi quality ha kay usay apnay ap par bharosa hota ha, for example kai dafa hum dar ki waja se trade bohot pehlay close kar detay hain and price humaray haq mein hoti ha lekin humain faida nahi hota.
                • #2393 Collapse

                  achi knowledge hi aik cha confident apko de sakta hai likin agar ap agar jitnay marzi bi nstrong hai jitynay marzi bi paisay walay hai ju tak apkay pass achi staretgy acha knowledge nai ho ga ap us level tak nakam nai ho sakatay hai
                  • #2394 Collapse

                    aap itni trading karein kay aap daily key knowledge strong ho jaye aagr aap sahi tarha trading nahi karo gy app pastion ko control nahi kar sako gy tyo app ko 100% peson loss ho ga app ka knowledge mein izafa hoo ga tabhi app acha earn kar saky gy
                     
                    • #2395 Collapse

                      Agar ap k pass ak aucha knowledge ha tj ap ko chiye k ap is ko use kar k agay ki traf bharyen is say agay ki traf janay say ap ka confedance level b increase hota chala jaye ga or ap k paaoon b market may jamna start ho jaty han
                       
                      • #2396 Collapse

                        Jee knowledge ho ga tu hi confidence aay ga bina knowledge k apa nahi confident ho sakte hain han.aghar aap k pas knowledge b hai uar aap phir b confused hain tu nahi sahi hai apko aghar loss ho jay yu mayoos na hun balke apko apne upar itmad hona.chahiay k aap loss recover karen gay senior s ko b juniors main confidence peda karne main madad chahiay ta k woh motivate ho k acha kam.kar saken
                        • #2397 Collapse

                          Confidence aur knowlede bohat behatr hai. Jis ky pass knowledge aur confidence ho tou wo forex market mai zada behatr tareeqay say trade kr sakta hai. Wo trader forex market maiasani say trend ko bhe follow kr sakta hai.
                          • #2398 Collapse

                            dear confident or knowledge me sy 2no he best ha lekin agar ap k pass acha experience or knowledge hoga tabhi ap achi earning kr sakty ho or kamyab trading kr sakty ho is liye hard work to get success easy in forex.........
                            • #2399 Collapse

                              bhai dono he important hain lakin pehly ap ko knowledge hasil krna ho ga phr ap confidence khud he a jay ga lakin aik cheez ap ko yad rkhni chahye kay yaha pe jtny traders b es business ma kamyab huy hain unho ne boht zyada hard work ki ha aur phr ja kar wo success hasil kr sky hain aur ap ko b pehly knowledge hasil krna chahye aur phr sahi trah se demo pe practice krni cahhye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2400 Collapse

                                Confidance vs info mairy khayal mei info bohut aham ha, pehli info honaa important ha, phr eitemaad to baaed mein ata ha, jb maloomat hooti ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X