confidence'''vs knowladge
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2266 Collapse

    jnab huamin trading main agr knowledge ho gi to hi hum trading main kam kar sakty hain or huamin trading main acha profit hasil ho sakta hay agr huamin knowledge nai hogi or huamin confidence say humainn trading karny man b loss hi ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2267 Collapse

      main ye smjhta hon brother k jab tak ap k pas kisii cheez k bare main knowledge nai hoga to ap k pas us main kam karne k confidence kahan se aye ga sab se important cheez knowledge hah aur agar ap k aps knowledge hah us cheez k bare main to confidence khud ba khud aye ga
      • #2268 Collapse

        yeh dono cheezey separate nahi hai jab ap hard-work kerte hai to knowledge se hi ap ko confidence milta hai so ap forex trading main knowledge gain kerte rahe kiyun ke trading knowledge se hi ap ek confident trader bun sakte hai
         
        • #2269 Collapse

          jnab humain is main confidence say kam karna ho ga ta kay huamin trading main loss km ho skay kun kay huamin trading main agr success hasil karni hay to huamin is main knowledge ho gi to huamin trading main loss km ho sakta hay
          • #2270 Collapse

            forex trading main confidence aur knowledge dono alag alag hay but agar ye humary pass ho to hum traidng main bohat achi earning bhi kar sakty hay knowledge humay trading kay bary main learn karnay say enhance hota hay
            • #2271 Collapse

              bhai mere khyal sy confidence trading me kafi impotance rakhta hay kue confidence ke bgar hum kuch ni kar sakty. or agar hum knowledge ki bat kary tu wo bi buhat importance rakhta hay. forex me agar hum confidence ko knowledge sy compare kary tu zeada importance knowledge ko hay.
              • #2272 Collapse

                G han app ne sahi kaha ha hmen is business me hmeshah achi knowledge se hi kam krna chahe hemn chahe k hm is business me hmeshah achi knowledge se kam kar k hi hmen is business me acha earn krna chahe or hm asani se success b tb hi ho sakty hain
                • #2273 Collapse

                  mere khyal me 2onon hi achi cheezen he is liye hum ko dekhan chahye or learn karna chahye k hum is me kis tarha se kamyab ho sakte hen or is me agar loss ho jaey to no problume hum ko stand lena chhaye
                  • #2274 Collapse

                    my dear friend forex trading main kaam karny ky liye hamain har us cheez ki zarorat hoti hai jiss sy hamain forex main klaam karny main faida hi iss main kmyaab hony ky liye achy knowladge ki zarorat hoti hai
                    • #2275 Collapse

                      humain is main confidence say trading main kam karnay main humain achi earning hasil ho sakti hay agr hum is main knowledge say kam karny main acha profit hasil ho sakt hay or humain is main demo say help hasil karnia hay
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #2276 Collapse

                        forex trading main agar hum apny knowledge ko enhance karen gay to eska sath sath humara confidence bhi increasa hota hay so humay chahiey keh aisay he dil lga kar forex trading par focus karen aur kamyab earning aisay he kar sakty hay
                        • #2277 Collapse

                          confidence bohat zarori ha jo traders forex ko learn krtey he aur demo trading kr ke real account bnatey he un ka confidence level bohat high hota ha laikn jo log baghair sekhay trading start krtey he un ko koi be trade lganey ke bad ye confidence ni hota ke me profit earn kr lon ga jis se wo aur kai trades open kr laitey he wo be baghair sochay smjay to loss hota jata ha. pehlay forex knowlge hasil krna prta ha.
                          • #2278 Collapse

                            mairy khayal mai to confidence aur knowledge dono he bohat important hai. kyu k forex trading mai maximum earning karny k liye dono ka hona he bohat zarori hai.
                            • #2279 Collapse

                              knowledge or confidence buhut zaruri hain per knowlegde first step hai information hu gi ap k pass tu agay kuch ker saku gay, confidence second step pay ap ku zarurat perti hai kun k der say bhi kam nae chalta step laina hota hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2280 Collapse

                                Ye dono alfaz jo ke mere friend nahi use ke hai agar ye hum logo mien aajai tu hum aik successful trader ban sakthe hai . Confidence apni knowledge pe rakhna he tu success hai mere dost

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X