Forex ma La lach bahot hota ha muj sa
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    forex pa trading k wqt bht bar asa hota ha k ap trading ma greed ki trf chala jata ho kew k jab ap ko acha profit hota ha to phr next time usa b zyada gain krna ka sochta ho to isi waja sa ap ko bht dafa loss b ho jata ha isi lea sab log yahe kahta han k forex ma greed ko avoid krna cahea
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      yes its a human nature as well and as far as this site is concerned its quite genuine to happen but one has to control his greed or you can say wishes or internal desires if he wants to get and achieve something in life its reaaly important for a trader or business man to be practical.....and avoid emotional and fascinating ads
       
      • #648 Collapse

        I think Forex trading business main sab se ziyada log jis chez se mutasar hote hain aor apna loss karte hain wo lalch aor greed hi hai agar hum is chez se bach saken aor kam se kam profit per shukar karen to hum bahot jaldi na sirf kamyab ho sakty hain balkey nqsan se bhi bach sakty hain
        • #649 Collapse

          bhai jan agr ap apna lalach pa controll krna chta ho to hla demo account use kro dil khol ka pasa lgao and loss khao jab akl a jay to phr real account pa a jao
          • #650 Collapse

            forex main akr sub loglalchi ho jate hy boht lalich krte hy 1 din main ameeeeeeeeeeeeeer bna chahty hy jo k esa nahi hota.................
            • #651 Collapse

              Hard work aur knowlexge jitna faidamand hai greed yanee laalach utna he bura hai forex trading mein is say jitna door raho utnaacha hai aur issi meinforex ke kaamyaabi ka raaz chuppa hai.
              • #652 Collapse

                bro forex m ap success gain kr chaty hn tu greedy ko leave kr dy is sy ap ko loss ho ga or ap ka business khtm ho jy ga .bro m ap ki bat sy agree krta hn but is waqt humy apny mind sy kam lany chaye na kh hum jadbazi ka muzhra kry .
                 
                • #653 Collapse

                  es main apne mind ko contrl rakho aur jub lalcuh ae tu app es main loss ka bare main sochna strat kar dena tu app ko es main lalcuk wala kam khatam ho jaega aur app es main kube be lalcuk nhn karoge aur ap es main kamayabi hasil karne k lye es main thore proit main razi ho jaoge
                   
                  • #654 Collapse

                    ye baat bohat thek hai or thek b hai or ham sab par suit b karti hai kue ke ham sab k dillo k andar paise ki la lach hoti hi k hamay ye mil jye hamay wo mil jye bas esi la lach k waja se insan apne balance ka loss kar k beath jata hai.
                     
                    • #655 Collapse

                      us sa ziada kamay is lalach ki waja sa aksar nuqsaan bhi utha jatay hain apna aap pa control karna zrori ha aur daily target pora ony par rading stop kar dani chahia
                       
                      • #656 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: attaullah پيغام ديکھيے
                        dosto forex trading ma lalach bahot hota muj sa is waja sa pir ak jab profit ma closed karta ho to jaldi ke waja sa pir dosra lag jata ha ap ka sath hota ha
                        forex main lalach karney waley ko ye saza milti hai k pichla jo us ney profit kamaya hota hai wo sub uska zaya hojata hai aur account khali kar baithta hai.
                         
                        • #657 Collapse

                          app ko agar forex businss main lalach hota hai to bhout buri bat hai ku ki app ko forex business main lalach se bohut hai problem hoga . is lyea app ko lalach kabhi nahi karna chyea ha . or lalach allah bhout na pasand karta hai.
                          • #658 Collapse

                            apko apne emotions ko control karna hoga to tab hi aap is main kamiyab ho saktey hain aur hamen is main always without lalach ke hi work karna parta hey warna phir hamen is main koi kamiyabi nahin hoti hey.
                               
                            • #659 Collapse

                              ji haan meray bhai jaan mein tou yeh samjhta hoon k lalich sab hi tarde mein kertay hain lekin jo iss ko control ker leitay hain woh iss busienss mein success ko hasil ker leitay hain mein tou achi tarde ker raha hoon.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                Is ki waja aik yeh ho sakta hay ke app ko abhi tak loss nahi hua ho ga jis ke waja se app lalach zada karte hay aur app ko safe reh kar kam ko karna hay tu app ko is main risk nahi lena chahye jab bhi kam ya zada nafa mile app ko trade ko closed kar ke market ko dekh kar phir kuch time ke bad trade ko karna chahye .
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X