Forex ma La lach bahot hota ha muj sa
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #616 Collapse

    jee kyun k jo bhi forex mein ata hai tu jab wo forex mein profit ko dekhta hia tu wo greedy ho jata hai iss liya forex mein wo loss karwa leta hai kyun k forex mein greedy person ki koi bhi jaha nahi hai us ko loss he hota hai forex mein hum ko kabi bhi greedy thinking se trading nahi karni chaya.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #617 Collapse

      ni dear is me lalach ni hona chahea kissi kism ka or is me apko patience se kam karna chahea or apko is me achi learning or experience ki zrorat hoti hai jis sse ap apni life ko easy or comfortable bna sakte hain.
      • #618 Collapse

        hahahaha yar lalach es kaam main bht hi bura hai aap bhi janty ho k aap ko es ki waja se bohat loss bhi hua hoga so please agr successfull trader banna hai to sabr rakhna ho ga or acha mauqa dekh k hi trade lagaya karo
        • #619 Collapse

          agar forex trading main app log is main lalach karo gy tu is main app logo ko is main loss si koye be nahee bacha sakta hain or agar app log chaty ho k app ko is main loss nahee ho tu app logo ko forex trading main apni ader si lalach ko nikalna hogha or forex trading main ek bohat he acha experince hasil karna hogha jiss si app forex trading main eka cha profit earn karni k qabil ho jawo gy
             
          • #620 Collapse

            dear greedy is waqt ap foolow krty hn jb ap trading kr rhy hoty hn ap ko boht profit ho rha hota hn pir ap without thinking or knowledge or market ka analysis kiya beager ap trading open kr daty hn .is sy hum ko boht loss hota hn or hum pir is business m survive ni kr paty
             
            • #621 Collapse

              lalach k hawalay sa ek baat ki jis bi kam ma lalach ajye us kaam ma app ko just nuksan hi nuksan hai,aur Forex bi ik aysa hi kam hai jis ma User new ho ya old jb wo apna account ko lalach ko apna zahan ma rakh kr mange krta hai to wo bht bary nuksan ko face krta hai,agr user bina lalach kam kare to bht hi kam nuksan ki tarf jye ga,
              • #622 Collapse

                zahiri bat he ye to har insan ki nature men shamil hota he k usy dolat bht attract karti he or agar usy koi proift ho raha he to wo jaldi jaldi usi business men invest karta he zyada profti ki lalach men,
                • #623 Collapse

                  Bhai yeh aap ka akelay ka problem nahee hey mujhay bhee yeh greed factor kafi stata hey lekin eb shukar hay kay itna zyada nahee hota hay kyn kay mey ney jab sey perhna shuru kia hay is market k baray mey mujhay kafi kuch smjh mey aanay lga hay, poora tou khair nahee smjh aaya hay haan kuch kuch smjh arha hay kay kis trah sey khud ko greed sey bachana hay, kis trah sey overtrading sey doore rehna hay or kis trah sey apnay capital ko safe rakhna hay.
                  اصل پيغام ارسال کردہ از: attaullah پيغام ديکھيے
                  dosto forex trading ma lalach bahot hota muj sa is waja sa pir ak jab profit ma closed karta ho to jaldi ke waja sa pir dosra lag jata ha ap ka sath hota ha
                  • #624 Collapse

                    bhia jan ap akyly nahi han jis sy forex mai lalach hota ha balky jaha tak mera khayl ha forex mai har kisi sy lalach ho jata ha q k ya bussiness he aisa hi k koi lalach k bgair reh e nahi sakta ha
                       
                    • #625 Collapse

                      mere khyaal se apko poori tarhan focused karna hoga forex per qk apka dhyaan greed ki taraf jaraha hai jo k theek nahi hai ak trader k liye hamen hamesha lalach se door rah kar kaam karna chahye forex mai
                       
                      • #626 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: attaullah پيغام ديکھيے
                        dosto forex trading ma lalach bahot hota muj sa is waja sa pir ak jab profit ma closed karta ho to jaldi ke waja sa pir dosra lag jata ha ap ka sath hota ha
                        Ziada tar forex trading main traders lalach he karty hay aur esi chakar main apna profit smait loss kar lety hay humay lalach nahi karna chaiey aik target tak profit gain kar kay trading bs kar daini chahiey.
                         
                        • #627 Collapse

                          muj say bb hot ahi lakin ham kiya karin k insaan hai he lalichi iss liye ham ko iss main controle karna hoga
                           
                          • #628 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: attaullah پيغام ديکھيے
                            dosto forex trading ma lalach bahot hota muj sa is waja sa pir ak jab profit ma closed karta ho to jaldi ke waja sa pir dosra lag jata ha ap ka sath hota ha
                            Forex main lalach bilkul bhi nahi karni chahiye kyun k lalach ki waja sy hum woh profit bhi kho dety hain jo hum ny earn kiya hota hai iss liye behter hai k daily ka aik target set kiya jaye aur jab target k mutabiq profit hasil ho tu phir trading close kar deni chahiye.
                            • #629 Collapse

                              forex me laalich se bachne ka aasan tareeqa yeh hai k hum apna daily ka profit target fix karen aur is target ko poora karne k baad mazeed trading na karen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #630 Collapse

                                aap lagta hai k abi new hain toh aap ko meri yeh he rai ho gee k forex forum ko aap join karo senoirs traders ki thread or post ko read karo or apnay andar say emotion trading system ko end karo taa k aap ko trading kartey waqt lalich na ho...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X