Forex ma La lach bahot hota ha muj sa

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    Money is the thing that every body wants to earn. so your greed is not fortunate in this business. But you need to remove your greed. This greed can make you zero in this business. To remove you have to be make your mind calm and tension free.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      lalach insan ki fitrat mai hota hai,, our forex ik aisa business hai jis mai zeyada kamane ka chance hota hai our iss lie lalach b barh jatha hai,,,our trading k duran jub wo lot size zeyada lagata hai tu profit k sath lose karne ka b chance zeyada hota hai our jub lalach limitition cross karta hai tu result lose hi hota hai,,,
      • #108 Collapse

        Yes my dear friend as we all know that all human biengs are comonly greedy by nature, and same case is with me also so you can say that is the general case which all traders have to face .
        • #109 Collapse

          bhai jab main new trader tha to mere sath esa bohat huwa hai is ki waja se mujhe ko kafi loss b huwa hai isiliye mai ap ko yehi kahunga k jald bazi ki waja se hum ko hamesha loss he hota hai ap slowly patience k sath trading kara karo chahay ap ko profit kam hoga lekin ap loss se bach sako gay.
          • #110 Collapse

            Dear forex trading me agar ap greed karty hai tu ap ko ho sakta hai kay start me tu profit ho jae but end may ap ko is me loss hi hota hai.Forex trading me loss ki big reason greed hai.Greed say hamay ziada loss hota hai na kay kisi or waja say..
            • #111 Collapse

              g bhai bat ye k online trading me ap trading karty time jitna earn kar lo us pe khush ho jaya karo or zayda lalach mat kia karo ap ko bht loss hoga es kam se
              • #112 Collapse

                jb tk apka forex mein lalach khatam nai hoga tb tk ap achi trading nai kar skte kyun ke is mein lalach hi control karna bara matter hai
                • #113 Collapse

                  dear lalach aik natural feeling hy is j bary main kuch nai keh skte mager yei feeling forex k lye boht hi harmful hy tu ager app chaty hain forex main boht sari success hasal karain aur profit gain karain tu lalach k bagair kaam karain app good trader ban jaian gae
                   
                  • #114 Collapse

                    yea forex me kam karke sub ka lalach bar jata hai par sab ko ye yead rakhna chayea k lalach bohat buri chis hai lalach se admi sub kush bhola dete hai aur loss karta hai islaye lalach me nehi parna chahiye aur apni lalach ko kabu me rakh kar kam karna chahiye
                    • #115 Collapse

                      dost meray khyal main forex bussiness main insaan ko apnay jazbaat pe qaboo pahna parta ha tab hi kamyabi possible ha kyun kay jab admi ko profit ho raha hota ha tu wo try karta ha thora sa aur ho jahay but issi main loss bi ho jata ha iss liya lalich say bachain
                      • #116 Collapse

                        Yes some time we trade and also get succeed too but its in human nature that he always willing for more and that is the beginning of our greed which always show us negative result and that is our losses.
                        • #117 Collapse

                          Greed(lalach) main samjh ta hoon ke honey chahye kyo ke agar aap ko lalach nai kisi chis main to aap wo kaam lagan ke saath nai ker sakte forex bhi aik aisi trading hai jis ki bina par aap kaam kar rahe hain magar duniya main aisa koi kaam nai jis main (loss) nuqsaan na ho isi lye aap ko loss bhi kabhi ho jata hai
                          • #118 Collapse

                            forex main lalach sirf aap ka masla nahi hay bale jab main ne forex trading shoro kiya tha wos waqt main bhi buhat lalchi tha lakin jab loss ho jai to phir ahista ahista is lalach main kami ajati hay.
                             
                            • #119 Collapse

                              Greed is a enemy of a trader because greed allows make a trader loss and that's what greed is very harm.make sure that a greedy trader can no run a long and that's why he allows looser.So don't make a greedy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                bhai marey ap ko bohat buri addat hai aisa bilkul nahi karna chaheye ap ko greedy hona bohat buri baat hai ye ap ko kabhi trading mein kamiyab nahi honay dengy ap ko is se bohat nuqsaan hoga aur i think ab bhi hota hoga forex par trading karna asaan hai par is ka matlub ye nahi k ap lalchi ban jayen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X