Forex ma La lach bahot hota ha muj sa

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    Forex main hum ghar bethy kamaty hain or jitna chahain earning karskty hain laikn jab hum continously earn krty hain forex trade say to hum main or earning karny ki lalach ajati hai jo k forex trade main bohat nuqsan deh sabit hote hay keo k lalach ki waja sy hum patience kho dyty hain jo k trade karty huy zaroori hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      dear friend men smajta hon ye har new trader ki problem hai asal men forex ki education k bgair trade krne se ye problem hoti hai dekho mere dost ap ko chaye k ziyada laluch na kro forex men agar ap aisa krogay tu bara loss othaigay ap ko chaye k ap daily ki aik limit bnalo os ziyada trade mat kro
       
      • #153 Collapse

        forex am ap trding ka waqt greed krty ahyn ap ko bht lalaich hote ha forex ma is lye ap ko cachey ka ap laalich ko chore ka trding ki trf dehan dayn kue ka lalich bure bala ha.
        • #154 Collapse

          forex main greed hi to wo cheez hai jis waja se sub ko losess hote hain aap ko apne greed per control hasil kerna hoga nai to aap ke losess km nai honge aur aap profit nai earn ker sakein ge
          • #155 Collapse

            G haan har trader kai sath lalach hoti hai is ki waja yeh hai kai ham sab insaan hai and ham mai emotions hotai hai. And is waja sai ham profit ki lalach mai ghalat orders laga letai hai. And yeh lalach avoid karnai kai liyai ap apna daily target set karai and woh target achieve kar kai trading na karai.
            • #156 Collapse

              dear friends forex main wakia he lalach boht hota hai or is lalach sy chahy jitna merzi acha trader ho us lalach sy nuksaan he uthata hai or is lalach ka shikaar new trader bhe hoty hai is leay dosto forex main lalach nai karna chahy balky lalach ky begair trading karni chahy.....
              • #157 Collapse

                han ji aisa sab ke saath hota hai jab aik trade profit main close hoti hai then ye hum try karte hain ke dosri trade ko juldi se open kya jaye bus yahi hum se gulti hoti hai ke hum 1st trade ke liye tu market ko analysis karte hain but 2nd trade ke liye aisa nahi karte jab koi bhi trade ko open karo os se phele market ko analysis karna chiya
                • #158 Collapse

                  Her trader ki yahe problem he kay wo greed karta he trading mein jis se loss faces karna party hein. Jab trader earning dakhta he to wo esi mein greed karta he or kam gain jab k ziada loose karta he greed se hamesha avoid karo.
                   
                  • #159 Collapse

                    forex ek aisa business hia jis ager lalch kya to samj le kah ap lost hogya es mai ap ko daily jitna be mile kafi hia age lalach na kar qk ap ki lalach ap ki trade ko tabah kar sakta hia,
                    • #160 Collapse

                      starting mai to her ksi ko greed hoti hay... but greed ko khatam kar k work karainge to success milegi... lalach ksi ko b success hone nahi deti its fact phir chahe woh koi b business ho ya forex trade........
                       
                      • #161 Collapse

                        mare dost forex trading business me aghar zada profit na hota tu is koi bi lalach na karta but zada se zada profit ky chaker me hum lalach karte ha is ye hum loss kar bathe ha ye koi achi baat ni her sorat me loss hi ha.
                        • #162 Collapse

                          yah to ap jetna bhe control karo gy othena he profit kamao gy ager ap ak day main 5 sy 7 $ kama laty ho to wo kafi ha is sy zeyada ho jaty han to bhe wo kafi han bhot zeyada time dany sy bhe loss hota ha
                          • #163 Collapse

                            app lalach mat keya kezha keyo ka business mai agar app apne strateyg bana ker trade kara tu kafe thek raha ga ik dam saay jada profit k chakar mai hum kafe jada mistake ker jata hai jes say hum ko kafe jada loss bhe hojata hai es leya samaj ker trade kara.
                            • #164 Collapse

                              lalach nahi karni chaye... lalach insan ko kuch time tak he faida de sakte h but lalch mai insan ko loss zaroor hota hay... its fact!!
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                je han bhai je forex trading mein aysa ho jata hay k hum lalach mein aa jatay hein maggar hum ko es say bchna chaheay q k lalach mein aa kar aadme apna he nuksan karta hay es leiy hum ko har trad soch samajh kar karne chaheay aur jaldbaze aur lalach say bchna chaheay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X