Forex ma La lach bahot hota ha muj sa

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    forex trading seekhnay kay liay aap ko apni greedy per aur apnay emotion per control karna hota agar aap aapnay emotion aur greedy per control nai karein gay tou aap ko kafi nuksan hojay ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      Dear aap ko hi nahi Forex may har kisee ko lalich hota hay lakin aap say quen kay double entry lagti hay lihaza aap jab pahli entry lagatay ho to us kay sath hi aap us entry ka take profit laga diya karo.
      • #138 Collapse

        Forex m laalach to bhot hota ha isi ly aksar trader jald bazi m kafi nuqsaan utha bethty ha. forex m kam k ly passion k hona bhot zrori ha or trading k ly achy wqt k intezaar key-point ha..
        • #139 Collapse

          ye baat bohat thek hai or thek b hai or ham sab par suit b karti hai kue ke ham sab k dillo k andar paise ki la lach hoti hi k hamay ye mil jye hamay wo mil jye bas esi la lach k waja se insan apne balance ka loss kar k beath jata hai.
          • #140 Collapse

            Bhai mere sath bhi hoa krta tha jab naya tha is field main lekin ab main ne kafi had tak control krliyeh hai or sahi manoon main control kiya nahi jata hojata hai jab ap ek cheez ki haqeekat jan lete hoto to ap agah hojate ho uske nuksanat se or apko yeh bat hamesha yaad bhi rehti hai
            • #141 Collapse

              jnab isme koi bri baatt nhi ha ka apko lalch ha is field me har kisi ko lalcha ha balka is field me hi koi pakistan me to har kisi field me lalch ha mara sath bi aksar trading karta waqat asa hi hota ha ap tenshn mat len koi buri bata nai sab ka sath asa hota ha
              • #142 Collapse

                bahi mere friend ne jab forex ko join kiya tha us se bhi hamesha lalach hota rehta tha lekin mene is business ko jab join kiya mene hamesha thanda dimagh rakh ke sahi decisions le kar trading ki or abhi me ne demo per aik bar bhi loss nahi khaya hai .
                • #143 Collapse

                  Is trahan se to mere saat bhi hota hai jab market ko dekhta hun me kheta hun bs trade dubara laga dun jaldi jaldi ziyada se ziyada profit ho magar is surat me loss bht hojata hai is lalach me mera ek account zero hogya hai is trading me lalach nahi karni chaye bs kamiyab hota hai .
                  • #144 Collapse

                    wo hai Greed ya jisey hum Lalach kahte hian q ke humain jo profit hasil ho raha hota hai hum us pe shukar nahi karte aur mazeed ki lalach karte hain phir jaise hi suddently market down hoti hia to humain loss ho jata hai. us sa ziada kamay is lalach ki waja sa aksar nuqsaan bhi utha jatay hain apna aap pa control karna zrori ha aur daily target pora ony par rading stop kar dani chahia
                    • #145 Collapse

                      kise b trder ko pehli baat to yeh hai k lalach se parhez krna chaheay hai ta k wo loss se bach pay aur dosri baat yeh hai k humain har time market main deal anhe lagna chahay hai lalach kar k balkay humain aik aim bna lena chehay hai k rozna ki kam se kam 3 aur 4 del lage jay bs aur us main he acha profit hasil kary bs
                       
                      • #146 Collapse

                        well mein to abi new hun forex trading mein but i think ap thek keh rahe hein trading k waqt hum greedy ban jate hein or hum chahte hein k hum bus jaldi se profit earn kar lein aur is chakkar mein hamein ulta loss hot haii..so hamein avoid krna chahye greed ko..
                        • #147 Collapse

                          janab lalach buri bala hai is liye ap ko lalach nahin karni chahiye aram se treding karein koi jald bazi na karein
                          • #148 Collapse

                            Insani fitrat choon k lalchi ha..is lie traders lalach me ajate hn..or raaton raat ameer bannay ka khuwab unhe le doobta ha..agr long term benefit chahte hon or long term sochen to profit b acha hoga or lalach b ni ayegi..as said "greed is a curse"
                            • #149 Collapse

                              greed and fear are the two components that highly effect for ex market because more you feel the fear of losing your money more you put your self in danger and similarly greed is same more you greed to win more you put your capital at risk than all is your luck that you win or you loose
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                jesa key har bandy or bacho ko bee pta hai kay lalach bore bala hai is leay humy ksi bee kam mein lalach say kaam nae karna chaheay balkay hum forex mein market ko deakh kar us ki movemnt ko dekh kar trading kanri chaheay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X