Forex ma ap kis par zayada da atabar karta ha News ya indicator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    bhai ye dono hi chezen hamen future economy changes ka idea deti hain perfect koi nahin hoti k future kisi ko pata nahin hota per hum apni analyses se dono chezon ko match karke strategy plan kar sakte hain,,,,
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      my dear forex mein ye dono hee important hien is leay hum in dono ko chek karty rehna chaheay or in say faida hasil karna chaheay forex tading mein indicatier say kafe rehnami hasil ho sakti hai or news effects bee kafe faida mand hoti hein
      • #108 Collapse

        Dekhain yahan bhi level ki baat hai... Agar ap indicators or news ko level main rakh K consider nahin karain gy Tou yakenaan nuksaan ho Ga.. in my views eek Achay Forex Trader ko indicators Say Zyada news k Sath trading Karnay Main Zyadaa exposure milta hai
        Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
        • #109 Collapse

          Dear i think that news is a best for trading but we should loss in we follow the bad news. so we avoid the bad news during the trading. we should be believe in true news than we get profit and can trade clearly.
          • #110 Collapse

            forex main kuch success ki keys hoti hain jaisay kay forex kay indicators forex kay analyses forex ki news waghira aur her aik ki apni jaga per aymiyat hay aur ham kisi ko bhe nazar andaaz nahe ker saktay forex main is sab ko use kerna perta hay
            • #111 Collapse

              i think friend the both the things are the important if you will not follow the news then it is impossible that you will win in the forex and the same case is on the other side if you will not follow the indicators then you will not win so depend on the both
                 
              • #112 Collapse

                forex trading mein news or indiacater dono he faida mand or effectife hoty hein or humy chaheay kay hum in dono ko use karien or forex say earing hasil karein news effect kafe asar andaz hoti hein or indacter kafe faida mand hoty hein
                • #113 Collapse

                  forex trading main har bandy ka apni stertegy hain koyee is main indcator use kartha hain tu wo sab indicator par trust karty hain .or jo log forex trading main news dek kar trading katy haini . tu news par trust karty hain . forex trading main indicator be achi hain or news be achi hain
                     
                  • #114 Collapse

                    mery khyal main trading main news aur indicater dono per bharosa nahe kiya jaa sakta agar insan ki 6th sence kam kr rhe ho tou uski suni jye because insan ka knowldge uss k kam atta hai mushkil waqt main aur agar insan ko kisi per aitbaar krna chaiye tou wo apne skilss hai k main yeh krta sakta hon aur indicater per aitbaar krna thek nahe aur news to wese b ziada fake he hoti hai up and down krne k liye..
                    • #115 Collapse

                      forex main news aur indicator 2no ki help lene chaheay hai aur us lehaz se he trading krne cahehay hai ziada tar new ki help jo hai wo humray leay faida mand sabit hote hai because jis mulak ki currency pe hum trade kar rahy hain whan ki market k trend ka humain pata chal jat a hai
                      • #116 Collapse

                        achi or successful trading j kiey sab kush daikh kar chalna parta hai.agar hum forex main news or indicators sabhi ki help say kaam karty hain to boohat achy result lay sakty hain.jitni zyaada tricks or knowledge ho ga.hum utna he zyaada kamma sakty hain.
                         
                        • #117 Collapse

                          we should not trust on news we should analysis the news but we should not trade with news only dear and indicators are good and some traders are using them they say that we should use these indicators but i think we should totally depend on indicators some traders do not like indicators and they only trade with their wisdom
                          • #118 Collapse

                            forex main hamen kabhi bhi indicators par fully trust nahin karna chahiye news ke muqabley main kioun keh forex main news bohot hi ziada important hotey hain aur hamen always news par hi trust karna chahiye.
                             
                            • #119 Collapse

                              brother ye dono hi bht important chezen hain or hamen in dono ko analyse karna aana chaiye or analyse karke humain in dono ke results match karke dekhne chaiyen jis se hamen acha result mil jaega mutually....
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                dear i would like to tell you that forex trading is very very risky trading buisness and i think that we all should try to be an expert and i think that this si the best earning source for all and we all should join forex trading business

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X