Forex ma ap kis par zayada da atabar karta ha News ya indicator
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Me in dono par kisi par bhi trust nahi karta hun is dono ka hi kuch pata nahi chalta hai ye kabi bhi aap ko loss me le ja saktay hyn me is ko dekhta zarur hun magar is par atabar nahi karta hun me apnay knowledge se karta hun.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: attaullah پيغام ديکھيے
      dosto mera ya question ha ka Forex ma ap kis par zayada da atabar karta ha News ya indicator or konsa true hota ha
      indicators apko sirf hintz day rahey hote hain aur wo bhi thore time k liye agar ap waqt par maujood hun tab indicator ko istemal karain warna news par depend karan.
       
      • #63 Collapse

        i think technical analysisi is best for trading and i think The way to control our losses or possible losses is by implementing any risk management can be using stop loss or cut loss. Thus, we have choice of doing it and what will be convenient for us as a trader and which will be worthy to our strategy.
        • #64 Collapse

          bro well im new user..abi mera 1st month hai or mein demo account mein practice kar rahu hu..i think k both news and indicators hamari help karte hein but i think indicators are more useful because news everytime hamara sath nahi deti..
          • #65 Collapse

            yar forex main sab sa ziada hamain apna aap pa aitbar karna chahia main samajhta hon k news aur indicators apni jagha importance rakhtay hain laken aap ka analysis aur aap ka experionce jab tak aap ko ijazat na da tab tak aap koi decision na lo
            • #66 Collapse

              Humain news pay depend krna chahiyay .lakin wrong news bhe uth parti han lakin humain news pay depend krtay wakt bhe ache tarha soch samjh kr faisla krna chahiyay yeh na ho wrong news ki waja sa loss na ho jay.
               
              • #67 Collapse

                bhai mere khyal se to mein indicators aur news dono ke dekhta hun aur un dono ke mutabik aur jahan se bhi ho sake market rates ke bare mein informations leta hun aur phir mein apni strategy bana ta hun.
                FOREX PAK FORUM FOREVER
                • #68 Collapse

                  janab forex treding mein indicator se zeyada mein news pe belive karta hoon or mein daily news learn karta hoon
                  • #69 Collapse

                    dono main sy kesi par bhe atbar ni keya ja sakta ho sakta ha ky dono he galt hon kaie dafa esa hota ha news kesi side kie hoti ha aur market kesi aur taraf move kar jati ha is waja sy kafi logon ko loss hota ha
                     
                    • #70 Collapse

                      my friend the both things are important if you will just trust on the one thing then it is not the good ,for example if you will trade on just news then you will do the loss and if you will just trade on the behalf of the indicators then it is also not the good thing
                       
                      • #71 Collapse

                        Brother main to news par aitbar krta hon.es say humain markeet ka pata chalta rahta ha k up ho rahe ha ya pher down.es say humain trading main asan ho jati ha.
                         
                        • #72 Collapse

                          dear friend men live singnals ko ziyada follow kerta hon lekin aitbar men khud ki trade pr he krta hon singnals bhi galat ho skte hen ap apne ap ko study k sath leker chalen aur aur resisst aur spurt ko ziyada watch kren tu behter hoga aur ap boht ache se trade kr ske gai
                          • #73 Collapse

                            dear news ki hi wajah sa Forex ki market main changimng ati hain indicator or news dono hi Forex ka liya important main dono ko samna rakh kar hi trading karta hon . lakin news zadha imporatant hoti hain Forex main indicator to technically move kar raha hota ha. lakin sudden change news sa hi ati ha Forex main
                            • #74 Collapse

                              mostly mai technical indicator per atabar ker tho wasa mai new ko bhe note ker ho jada FOMC statment time es wak kafe jada payment mai moment hote hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Mugy dono pe interest he, news pe bhi or indicators pe bhi or apnay oper bhi, indicator news kay bina to right signal deta he magar news k time indicator signal to theak deta he magar news indicator ko os k signal k against lay jati hein.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X