Forex ma ap kis par zayada da atabar karta ha News ya indicator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: attaullah پيغام ديکھيے
    dosto mera ya question ha ka Forex ma ap kis par zayada da atabar karta ha News ya indicator or konsa true hota ha
    Main ziada tar news par belive karta hun kyun keh jab bhi news aati hay tab market main indicator bhi theak say nahi bata sakty hay market ki next stage kya ho gi es liey humay news ko daikh kar trade karna chahiey jab bhi news ka time ho to.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      well hamen kabhi bhi indicators ke uper depended nai rehna chaye kiun ke yeh market movement ke hisab se change hote hain jab ke news bhot ziada important hain trading karne se pehle isse hamen daily ke market trend aur uske analyisis ka bhi pata chalta rehta hai ke is waqt market ki value kia hai to hum usi hisab se apni trade open karsakte hainke hamen ziada loss bhi na ho
      • #258 Collapse

        Dear Forex Tradign main dono factors hi bohat important hay . Forex Tradign main successful honay kay liye aap ko dono factors ko view karna zroori hay . wasey main Indicators ko zyada view karta hoo kyo kay vo aap ko her second mian update kar rhy hoty hain .
        • #259 Collapse

          Forex mein main tu ziada news per he depend karta hai kyun k indicator k against news chali jati hai aur main sub ko ya he suggest kru ga ka news se ana se pehla aap ko trading nahi karni chaya kyun k agar aap indicator se trading karu ga tu aap news agar effect ho gy tu aap ko trade loss mein bhi ja skti hai.
             
          • #260 Collapse

            news trading ziada thek rahte ha forex trading mein. since i am new so i am using it to earn good profit. ap indicator bhe use kr sakty han par yeh apki choice ha k which one u select. aksar loog without indicators kam krty han.
             
            • #261 Collapse

              Dosto meto zada atbar news per hi karta ho or wo mery liye hamesha sahi sabit hui hy isliye mene indicator per kbhi dhayan nahi dia magar indicator bhi bhot faide mand hy .
              • #262 Collapse

                hi news pe beleive krta hu me just apnay experience pe beleive krta hu q k forex me hamesha mere sath ulta hi hua ha jb b mene news pe beleive kr k trade ki ha lekin ab me news b sunta hu to poora us
                • #263 Collapse

                  forex trading main bohat se indicators hote hain jis main kam ker ke ap achi earning hasil ker skate ho agar ap ko tradingmain kamyabi lene hi to learning zaroori hi iss ke bagar ap earn nahi ker sakte
                   
                  • #264 Collapse

                    jee janab aap ko chhaiye key aap ko news key time per trading karni chahiye kio key usi time pey aap scalping ki thara sey thorhi thori profit uta sakte hey kio key usi time market thorhi fast hoti hey
                    • #265 Collapse

                      dono ke uppar hi bharosa kia ja skta hai per mere khayal se ziada farq news se parta hai aur hamy news per ziada bharosa karna chahaye as compare to indicator per her logo ka apna apna views hota hai bohat se log indicator per bhi depend karte hai per overall news ka effect ziada hota hai.
                      • #266 Collapse

                        trading main news best hain ,main news ko preffer krun ga ,forex dunia ka top online business ha ,ye aj kal best earning way ha,trader agar achi trah is ki knowledge hasil kray or mehnat kray to kamyabi hasil kray ga,forex main koi cheating nahi ha ,ye pure work ha
                        • #267 Collapse

                          Dono per he nahee, jee han may smjhta huun kay na he EWS per etbaar kren na hee kisi kisam kay indicators per, sirf or sirf technical analysis per etbar kren or achi trah say demo practice ker kay medaan may utren. Baki sub ka apna apna view hay kuch log NEWS ko theek kehtay hen or kuch Indicators use kernay ko.
                          • #268 Collapse

                            ma dono par atabar karta ho forex indicator ko first per rakta ho forex ma logo indicator par zadia atabar karta han forex good for you
                            • #269 Collapse

                              i think both the news and indicators should be considered at the time of taking any trading decision in the forex market. success mainly depends on our skills of trade in the forex market.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                jee my dear ap na to news par our na indicator par itbar karo kyo ka ya ap ko 10 15 % he bataty ha ap ko analysis kar ky market ka pher ap koi order ko place kary takhy ap ko los naho sakhy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X