Forex ma ap kis par zayada da atabar karta ha News ya indicator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #991 Collapse

    agr ap muj sa ya swal pucho to mera mutalik ma news par zaida trust kro ga keo ka ka koi bi badi news hamri trading par bohat zaida asarandaz hoti or ais ka hama loss hota par agr koi aysi news ho to insan ya dakh ka apna loss kam bi kr sakta ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #992 Collapse

      salam, bro main news per zada atbar krta hun kyun k news ki waja se market main falucation zada hoti hai, n os ko asani k sath cash kia ja sakta hai, wesay tu hmain phely news k sath sath khud bhi market ka analysis krna chaye agr hum kamyab hona chatey hain
      • #993 Collapse

        Mere bhai mera to ye opinion ha k agar ap forex main kamyab hona chahte hain to ap ko news or indicator main se apne liay mufeed points pick kar k un ko apni trading main shamil karen to ziada kamyab rahen ge.
        • #994 Collapse

          forex trading men 2onu chezen itibar ke kabil hen q ke ye 2onu chezen ap ko help deti hen sahi trading ke lie news ap ko daily agah karti he jab ke indecator ap ko fori agah karta he.
          • #995 Collapse

            forex main market k chart ko daikhna zaroori hai and is main ham indicator bhi use kar saktay hain and news bbhi daikhna zaroori hain.both par aatimaad karna zaroori hai.
             
            • #996 Collapse

              zyda tarh hum ko news par nazar rakni chay indecator bi us wqt usi tarf ho jata hy jas tarf market move karti hy as lay jab news time indecotor chak karn indarcoter market up show kar rah hon lakn jab news time market down ho gi to indocator bi down ho jay ga
              • #997 Collapse

                forex pe hum indicaters to bta hi hai or mera bi ye hi khiyal hai ke new pe hum ziada itabar karna chaiye kiyon indicaters kahi dafa ghalt hote hai but new har dafa sahi hoti hai
                • #998 Collapse

                  forex ma hm sb sa ziada indicator pay eithbaar krte ha but hme ziada eithbaar news pay krna chyieee.....bcz news pay hme pta chlta ha ke trade upr jae gi ya nechay
                  • #999 Collapse

                    Sab se pehle news ko dekhna zrori hair then do stay number par indicater ko read or dekhna aur aakhar mein soch smj kr forex trade transaction krna hair.
                    • #1000 Collapse

                      news ziada achi hoti hai indicator sare hum ko nuksan dete hain kai indiator aise hote hain jin main humain profit hota haiaur kuch indicator aise hote hain jin main loss ziada hota hai isi liye news best hai
                      • #1001 Collapse

                        dear news par zeyda depend karna chaye kinu k indicators siraf hamy market movment bata sakti hay hamy 100% sure nahi karti es ley news ko fallow karna chaye
                        • #1002 Collapse

                          News trading py boht affect krte hain,jab bhe news release hote hain tb market main indicatorz fail ho jatay hain or as per news value market ki movement hoti hy.
                          • #1003 Collapse

                            dear brother main tu forex main news pe trding kerta hon khun k news pe market main up and down a jata hai lakrn indicator to wo batay ga jo market main ho ga.
                             
                            • #1004 Collapse

                              forex ak online business ha sab is akm ko likekarta ha apbe is maa kmkaro or pisa akmo sab is akm ko pat time business kahta ha sab is akm ko like karta ha apbe is maakmkaro or pisa akmo sab ka liyha ya ak acha business ha
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1005 Collapse

                                In my point of view, humen news pe ziada believe karna chaye kun k news direct market pe affect karti hen or news market ki movements ko bohat tezi se up down karti hen or news ki waja se market k trends change hote hen uptrend or downtrend men change hote hen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X