Forex ma ap kis par zayada da atabar karta ha News ya indicator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1006 Collapse

    Forex market jyadatar market news ke base par chalta he.Market indicator ke bharose ham trade nehni laga sakte.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1007 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: attaullah پيغام ديکھيے
      dosto mera ya question ha ka Forex ma ap kis par zayada da atabar karta ha News ya indicator or konsa true hota ha
      dono ki apni apni ehmiat hai....jab news aa rhi hoti hain to technical analysis owr indicator uss waqt kam nahien krtey....uss waqt market fundemental analysis pe chal rhi hoti hai... owr news na a rhi hone tu market technical analysis pe chal rhi hoti hai....tu ye dekhna owr differentiate krna aap k kaam hai k kab fundamental bases pe trade kerni hai owr kab technical bases pe............but both have their own importance.
       
      • #1008 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: psahoo466 پيغام ديکھيے
        Forex market jyadatar market news ke base par chalta he.Market indicator ke bharose ham trade nehni laga sakte.
        aap ki baat sahi nahi hai k hm market indicator pe bharosa nahin ker saktey....dunya mein 70% se ziada log technical indicator pe trade kertey hain.........fundemental basis pe tu aksar scalping trades kerty hain.........
         
        • #1009 Collapse

          hum jab trading karte hai to humien news bhi daiklhna parti hai, kuch websites hai un per search krna hota hai or humien hamara koi forex member ya koi friend bhi keh sakte hai keh trade daley.kbhi aisa bhi hota hai keh news per daikha hua acha profit de jata hai or kbhi indicator bhi.humien chahiye keh hum trading karte waqt har taraf search kare har taraf sey knowledge ley.
          • #1010 Collapse

            mere dost ap ne good question pocha hai mere kehyal se tu indicator pe kabi b itmad nahi karna chahiye indicator tu bohat loss karwa detay hai aur news par trade perfect hoti hai wo he badna news par trade kar sakta hai jis ko news par trade karni aati hai main kuhd news par trade krta ho agr ap b news par trade karna chahty ho tu main ko sikha do ga
            • #1011 Collapse

              main ne abi forex trading main trade nai ki lakin main yahan per ye kehna chahon ga k ap ko news or indicator dono par hi atbar kar k kam karna chaye dono hi ap k liye bohat helpful hote hain
              • #1012 Collapse

                main dono py time k hisab se depend karta hu jab koi indicator milta hai to us ko follow karta hu aur jab koi news ati hai to phir us ko follow karta hu.main sab chezon py amal kar k kam karta hu.
                • #1013 Collapse

                  I think both means are good some people gain experience in indicator using and some in news one should see both
                  means it will really give you more profit and news sometimes are for specific time but indicators always help you in trading.
                  • #1014 Collapse

                    gr ap is mna akmkaro o pisa kam sakta ho sab ka liy ha ya ak acha busines ha sab ka liy ha ya ak acha business ha ap be is ma akmkaro sab ka liy ha sab ka liy ha ap be is ma akmkaro sab ka liy ha ya ak acha business ha ma to is ma kod he kamkarta ho
                     
                    • #1015 Collapse

                      apne apne expernce ki bat hoti hai mere khayla mai news par trust karna chaye hai usi mai thek information hoti hai usi se ham kamyab ho sakty hain....
                      • #1016 Collapse

                        forex mei ziyada atbar news par he and forex mein loss hona tu koi bari bat nahi hay lekin is ko recover karna ziyada important hota hay mein tu ab forex ko bahot pasand karta hon kiyon kay yeh aik acha business hey ap forex ko achi tarha learn kar layn kiyon kay yeh aik great buisness bhi hota hay .
                        • #1017 Collapse

                          Forex trading main news and information dono bohat help karty hain Kuch aap be andaza laga sakty ho ke keya right ha
                           
                          • #1018 Collapse

                            Asalam o alikum bhai jee ma na ap ki post pari ha aur ap na buhat acha sawal kiya ha aur ma ap ki baat sa belkul agree hu aur ma to yahi kaho ga ka humy forex newz par ziyada itbaar karna chahye qu ka jis par hum trding karty ha us cronnti ki newz huti ha aur us ka hum ko ziyada faida huta ha
                            • #1019 Collapse

                              news to bahut khatarnakl hotey hain un par news par trade karna nahayt risky kam hai main khud sey karta hun.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1020 Collapse

                                mere bhai hamew har haal me forex seekna chahiye , hame forex keliye indicator ko bee use karna chahiye aur sahi waqt par news bee dekne chahiye hame forex ke baare me sabb malomat hasil karne chahiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X