Forex ma ap kis par zayada da atabar karta ha News ya indicator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #841 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Shad
    news play a very important role in forex trading business . if you keep a good lesson in latest news you can take the right decision in the right time . so news in very important in forex trading business .
    ASSALAM O ALEIKUM hmm mere bhai jahan tk baat hai k kis pe zada aitibar krte hain to mere khayal se to hamein donon per hi aitibaar krna chaye or donon ko serious lena chaye kabhi kabhi hamein indicator bht profit krwa deta hai or kabhi kabhi news se hamein bht faida mil jata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #842 Collapse

      g ha bhi jee ma to forex ma sub sa zayda atbar indecator par lrta ho hum ko s par dill lg akr kam kry gay to hum ko si aperd ill lg kar kam krny sa biohat fida ho sakta hy
      • #843 Collapse

        dost news to mere ko ziyada samaj mein nahi ate hai par mein indicator par dhik kar trading kar ta ho news ko samaj na zara mushkil hai
         
        • #844 Collapse

          I prefer trading with indicator than trading the news because trading is very difficult and beside it is more volatile compare to trading with indicator although there are so many indicator and it is hard to find a consistent indicator that can give you profit all the time but never theless i still prefer
          • #845 Collapse

            News, Indicators kabhi bhi itne trustworthy nhi hotey hain k ap un py trust kr k apni puri trade start krein. Traders k liye zarori hota hai k wo apni knowledge use kr k Market ko analyse krein aur news bhi letey rahein ta k wo appropriate trade place kr sakein.
            • #846 Collapse

              dear main ziyada tar news par aetbar karta hon news bilkul right hoti ha lakin indicator dhoka deti ha is liyea main tu news par depend kar k hi trading ka work karta hon or us k bad mujhy loss ho bhi jata ha tu main apni mistake manta hon news ko wrong nahi khta.
              • #847 Collapse

                forex main indicators se zyada news pe depend karna chahye kyon ke jis country ki currency false news arise hoti hy ya aap news se kch time fhly trade krty ho
                • #848 Collapse

                  bhai main ne to apnay aap pr hi ittemad krna seekha hai aur jo rah main samajhta hon k theek hai wohi apnata hon wesay jo analytic websites hain main unki madad zaroor leta hon
                  • #849 Collapse

                    g hahumye forex trdaing par har cheez par atabar karye gye to kamyab ho jaye gye hume forex trading me demo account par bhi atabar karna ho ga aur forex ki knowledge par bhi tub hum forex me kamyab ho sakte hai thank you
                    • #850 Collapse

                      mere khayal main forex main indicators se zyada news pe depend karna chahye kyon ke jis country ki currency pe hum trade karte hain oski Economy jam changes aaingi to zahir si baat hai apki trade par bhi oska direct asar ho to ap koi bhi currency par trade karne se pehle thodi news bhi dekh lya kare ke kis country main crises chal rahe hain.
                      thanxs
                      • #851 Collapse

                        forex me sab se ziad ato app ko apne uper aitbar hona chahei ta k app ko yakeen ho k app success pa len ge news par bi app aitbar kars akte hain kiun k news se app ko bht kuch milta hai .
                        • #852 Collapse

                          dear, forex k buisness men har chez ko he boht zyada importance hasel hein aur hamen forex k buisness mein news aur indicators dono ko use karna chahiye to phir humen acha trend mel sake ga
                          • #853 Collapse

                            Dear brother main dono cheezo par atabar karta hoon news ka trand or indicator ka trand jab same milta hai tab order laga kar profit earn karta hoon forex mein humein zeyada news ko follow karna chahiye news bohat hi important hoti hai indicator bhi follow karna chahiye sath hi sath
                            • #854 Collapse

                              hum log tu news ko accept krtaye indicators per nahi kiu indicators tu some time hi right kam krtay e hai or news maket k movement k sath work krti hai es lia news best hai trade ma or es se hi tu trade work krti hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #855 Collapse

                                Main indiacator se trading karna achha nahi samajhta, kyun ki indicators sirf history ki base par signal dete hain. Main in dono mein se News ko prefer karon ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X