Forex ma ap kis par zayada da atabar karta ha News ya indicator
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1471 Collapse

    Bro yei both hi kafi zaroori chizen han r hamin in both ko analyse krna ana chaeiye r analyse karki humko in both kee natayaj match karki dekhni chaeiyen jiss sy hamin nice nteeja mill jaeyga mutually.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1472 Collapse

      Forex mei more tar aitbaear don py hee hotaa ha, pr mare according go trader ziyada hoty hein woh khabarein py touch hoty hein market ki up down kaa pataa jaladi chaltaa ha
      • #1473 Collapse

        Salam to everyone, mugey lgta hai, ky Forex tradings mein khabarein bht ammal dakhael rakhtee hai, iss ky barey mein janey bnaa trading krna very risk hao skta hai, to main to indicators ke bjaey inhesaar krta hon khabarein py jb khabarein ati hei to peri markit move kerny lag jaati hai, to es kaa khaas kheayal rkhna hotaa hai, trading krny sey pahly.
        • #1474 Collapse

          bhai aik cheez to zehn ma rkhni chahye kay news boht he aham hain forex ma kyu kay es time kuch pta nhe hota kay market kdhr jay ge aur indicator b es time fail ho jaty han kyu kay boht dafa indicator humy galt signal b dete han lakin indicator ki humy zyada se zyada practice krni chahye phr he hum indicator ko sahi trah se smaj sky gay wrna hum yaha boht loss kr skty hain.
          • #1475 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: shazinoreen پيغام ديکھيے
            Salam to everyone, mugey lgta hai, ky Forex tradings mein khabarein bht ammal dakhael rakhtee hai, iss ky barey mein janey bnaa trading krna very risk hao skta hai, to main to indicators ke bjaey inhesaar krta hon khabarein py jb khabarein ati hei to peri markit move kerny lag jaati hai, to es kaa khaas kheayal rkhna hotaa hai, trading krny sey pahly.
            ge han forex trading mein news ahm hien aur trader ke lie lazme hota he keh woh trader market ke news ko dekhe aur trader ke lie yeh bhe lazme he keh woh forex trading market ko indicators se analysis kre aur forex market ke shaih trend ko smjh kr apne trading market mein enter ho phr trader ke trading profitable ho ge
             
            • #1476 Collapse

              kuch traders kay khayal mai News trading best rehti hai aur kuch traders technical trading karty hain aur chart aur indicators ke base per he trading pasand karty hain . lakin jahan tak mai samjhta hon aik achay trader ko dono he styles aik sath trading kay doran istaimal karne chaiye iss say trading mai ziada achy result milin gaay .
              • #1477 Collapse

                brother meree soch kee nazdeek to indicator he very good ha, kiun ki anki imdad sy meni ic busines mei bohut hasil lya ha, aur aek wahed idecators he han ki jinn sy mein bahot kma skta hon aur is mein lose sy bachh skta hon meni always indicators ko he follows kiyaa ha, Forex mein.
                • #1478 Collapse

                  daikhan g yah dono cheezain boaht important hai forex trading ka hawaly se. per in ka time different hota hia. yani baz okat time news ka hota hai. q k jab koi news annouce hoty hai to us time sary indicator fail ho jaty hai. or jab news announce ho jaty hai to us ka kuch dair bad indicator ka time hota hai q k us time news ka pora effect market per ho chauka hota hai is k bad indicator ko daikh kar trading lagain .
                  • #1479 Collapse

                    jahan tak mera khayal hai main to news pai eh zaida atbar karta hon kyun k main ye samjhta hon k jo faida news trading ka hai aur jo profit apko news trading daite hai wo apko indicator kbhy bhe ni dai sakte hai so news trading better hai
                    • #1480 Collapse

                      forex aik aisa business me kay jis pe apko aik aik step ko bohat hi soch samjh kay lena hota ahi trade karna aik achi placement hoti hai trade pe aik bi order apko bohat hi bara ost de sakta hai aur is taraha say aik achi position aik acha profit de de sakta hai
                      • #1481 Collapse

                        mei Forex tradings mein khabarein aor indicators both pr aitbaer krta hon kayon kah both he humaey markit kee movements ky mutaliq guaeide krty hai aor hm enkao daekh ker apnee trading lga sktay hei.
                        • #1482 Collapse

                          mein forex mein dono cheezo per aatbar karta hoon news aaye to tabhi bhi apko tradein nahi karni chahiye or indicator sab sey best hai un per app bhrosa kar sakty hain indicator sey hamein yeh pata chalta hai key market konsi side mein ja raha hai ab market mein kya ho ga
                          • #1483 Collapse

                            forex trading main news ki apni value hay aur indicators ki apni so humay dono ko value daini chahiey agar hum value dain gay tabhi esmain safe trading karna seekh sakty hay aur humay sahi say focus karna chahiey
                            • #1484 Collapse

                              kuj logun ko indicator par yakeen hota hai or bhaht se logun ko news par hota hai es liye yah unk mental level par depend hota hai aik bat yah bhoti hai k dnu ki baten sub he glat nh hoti dnu ko sath ly kr chalna hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1485 Collapse

                                me tu trade ko pehlay indicator kay sath karta tha likin ab me trade ko news kay balbotay pe hi use karta ho kyu kay mujhay news pe trade karnays ay acha khasa profit mil jata hai is liay me enws koa chi taraha say jan kay i trade start karta ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X