Forex ma ap kis par zayada da atabar karta ha News ya indicator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1441 Collapse

    mery khyal main dono ki apni apni khasiyat hay news bhi market par asar andaz hoti hay so humay chahiey keh news ko bhi follow karen tabhi hum esmain safe trading kar sakty hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1442 Collapse

      hamain risk ko manage kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur news aur indicator sab achi trade kar k sucess ho saky gay aur plane kar k hi hum market main sucess ho saky gay aur earning ho
      • #1443 Collapse

        Assalamo Alaikum wa rehmatullah! bhai ye totaly ap ki system pe apki stargy pe depend krta hy depend karta hy ,, qkgr ap price action trader hain to ap ko kisi indicator ki zaroort nai partiis liye indicstors pe aitbat karna muhhy pasand nai aur news main luck chalti hy
        • #1444 Collapse

          forex me agr atabar krna hai to apny experience aur knowldge pr atabar kryn. indicator pr chlna hai to news time indicator ka istamal na kryn. aur news time side pr hi rhyn to acha hai.
          First LEARN Then You Can Remove The "L"
          • #1445 Collapse

            AOA to everyone, Bhae meiry khyaal sy to indicator or news donao ki dekhna chaaheay or unn donao kee mutaebik or jahaan say be hao sake market rates ki bare mei infaormations lena chaaheay aor pher apnye plan bnany chaaheay.
             
            • #1446 Collapse

              dear jaha tak bat hai news trading ki to aus mai ap ko phly to pata ni hota k market kis tarf jaye gi ais liay news par to yaqeen ni karta magar indicators hai jo hum ko market ka trend bata rahy hoty hai k market ne kis tarf jana hai aor ais mai ab kaisy trade lagye.
              • #1447 Collapse

                forex men ap zada ehtibar bas trend per ker skaty hein or trend ka sahi ap ko just indicators hi batay hein news se ap ko sahi information nahi mil sakti hai ap bas indicators ko follow kerien or apni trading ko kerty rahein
                • #1448 Collapse

                  AOA all, Donoo par he atebaar ker saktey hen laikin hundred% tou atebaar nahi kar sakty kayon ky kabi kabi hm sey news ko samajhny mey ghalti ho sakti hey aor ham unkao follw ker keh loss krwaa saktey hen.
                   
                  • #1449 Collapse

                    ye dono hamain market k bary main achi information dety hain aur hamain trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur trend ko use kar k hi hum achi trade kar k run karein gay
                    • #1450 Collapse

                      News market move karte hain na ke indicators. Balky indicators to news ka effect visual kar ke ap ko dikhata hai kafi dair baad news ke guzar jane ke
                      • #1451 Collapse

                        Assalamalaikum to everybody, Bhae darasaal mein khd 1 nayei traders hon , abhi flhael itnaa tajruba to nahi , but aek zatee raaey keh toaor py kahaa jaa sakta hai, ky khabarein py depends ke jaey to behtr hugae
                        • #1452 Collapse

                          forex tradding my hamy kisi bhi taime par kisi par bhi ehatabar nai krna chaiya kio k agara ham kisis par ehtabar kr k tradingkrty hy to hamko loss hota hy indicater opaar trading krna bhot zeada risky hota hy kio k is par ham sab ko pt ahy k ya kabhi bhi galat signal dy sata ahy our news jo hoti hy who thek hooti hy par ham ko khod apny mind sy trading krni chioya
                          • #1453 Collapse

                            Market py q k news ka effect tu hota hai lakin market khud bhi kisi bhi wqt twaqoo k barrakas up ya down ho sakty hai jis ki binna pr app ki trade loss ya profit ko yakseer bdal dta hai
                            • #1454 Collapse

                              news pe ziada trust karna chaye kiu k news pe hi market move karti hai indicators ko us time use karna chaye jab news day naa ho aor news k time indicators ko bilkul use nahee karna chaye us time loss hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1455 Collapse

                                Assalamalaikum everybody, ye Forex mein tool hein agar hm in par 100percent itbaear kre to hami lose hao jeay gaa achaenak yei 70percent theik hoty hein bass wakat yei bhee loss kra deti hein aur iss ley aap kissi bhi tool pr 100percent itbaear na kre.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X