Forex ma ap kis par zayada da atabar karta ha News ya indicator
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1516 Collapse

    mery khyal main jab market main news ati hay to market main bohat tezi hoti hay so humay chahiey keh us tezi ko theak say daikhty huway follow karen aur trade tab he achi kar sakty hay esmain aur indicators ki madad say bhi humay help leni chahiey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1517 Collapse

      forex market main indicators ki apni ahmiyat hay aur news ki apni hay so agar hum indicators ki theak say setting kar kay use karen gay to en main say bohat acha result lay sakty hy aur hum esmain kamyab earning chance tab he avail kar sakty hay agar enka use thek karen gay
      • #1518 Collapse

        dear zaida tarr tuo hammy news per he trust kerna chaiyie lakinn ager hammy indicators ka sai trah sa indicators ka istamal kerna anna chaiyie tuo phir hamm inn per b trust ker sakte hai or hammy inn ko daihk ker k b trade ker sakte hai oss k liye hamyy in ka istamal anna chaiye..
        • #1519 Collapse

          bhi sahib news or indicator donoon hi qabil e iatemad naheen hen . men to in donoon me sa kisi aik par bhi iatemad naheen karta .albatta men news or indicator sa kuch rahnumai la lat hon or bas is ka ilava mera experience hi ha jis ka sath sath agey barhta hon or kamyabi pata hon .
          • #1520 Collapse

            janab mery khyalsay hamen donu par believe karna zrori hay because news aur indicator hamen trading men kafi help karty hain hamen in k zarye say signal melty hain trade lgane k lye aur is trah say ham trading karty huwe apni tarding ko kameyab bna sakty hain
            • #1521 Collapse

              humay chahiey keh dono ko he value dain kyun keh dono he apni apni ehmiyat kay hamil hay news bhi market main bohat tezi paida karti hay jab news ka time ho to humay news ko follow karna chahiey aur indicators ko bhi humay use kar kay entry point lena chahiey
              • #1522 Collapse

                dono ki apni jga value hay agar hum news ko follow karty huwya kam karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiey keh esmain indicator ko bhi theak say use karty huway trading karen tab he humari trading achi aur kamyab ho sakti hay
                • #1523 Collapse

                  humain is main hard work kar kay achy say ana ho ga is main kam karna kafi sai hota hay humain is main trust hay to hi kam karty hain magr huamin news ko follow kar kay market main kam karna ho ga ta kay market main achi earning hasil ho sakay is main indicators ka use karna humary liye kafi asan hota hay trade ko use karna ho ga
                  • #1524 Collapse

                    Indicater sy acha hy k ham news pr trust kry indicater ka koi barosa nai hota hy is liya in pr trading bhi nai krni chiya jo bui trading kry who nees pr bharosa kr k ham kr sgty hy ya phr ham khod analysis sekh k kr sgty hy kam
                    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                    • #1525 Collapse

                      humay chahiey keh dono ko daikhty huway he trading karen agar hum news ko follow karty huway trading karen gay to humari trading achi ho sakti hay aur humay chahiey khe news ko lazmi follow karen tab he humair trading achi achi ho sakti hay
                      • #1526 Collapse

                        humay chaheiy keh news ko bhi follow karen aur indicators ko bhi humay dono say he result akhaz karna chahiey tab he hum forex trading main kamyab earning kar sakty hay humay esmain theak say focus karna chahiey kyun keh focus kar kay humari trading bohat achi ho sakti hay
                        • #1527 Collapse

                          dono ki apni apni value hay market main news bhi bohat asar andaz hoti hay aur hum agar hum indicators ko bhi theak say set kar kay use karen gay to hum en say bhi acha result lay sakty hay so humay chahiey keh esmain theak say focus karen
                          • #1528 Collapse

                            humay forex may indicator se zada se zada news par aitbar hota hay humay cahiay k hum news ko sahi achay se read karna cahiay and phir forex trading karni cahiay
                            • #1529 Collapse

                              is main hum dono say trade kar k hi hum sucess hon gay aur market main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k losss kam ho skay gay aur news ko dekh k hi hum real main bi trade karein gay tab hi hum sucess hon gay au rearning ho skay gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1530 Collapse

                                forex main indicator and news donon ki hi importance hy ,in donon ke baghair ap forex trading ni ker sakty aur na hi ap success ho sakty hn
                                Signature removed by moderator

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X