stop loss lagata ho ya nahi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    g han jo dost long terms par trade karte hen un k lie Ye zruri he Kuin kay wo log har wakat Computer kay sath nhi hotte to us me stop lose khud hi ruk Jatta he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      Dear friends mare khyal sy sy log ko abi tak yaqeen nhi ha ha k online kam thek ho sakta ha wo isi liye forex forum ko b thek nhi smjhty k ye bouns dy gi ya nhi is liye pak forex py log boht kam hn.
      • #123 Collapse

        dost meray khyal main stop loss aik buhaat achi sahulaat ha aur iss ko must use karna chaiya khas kar uss waqat jab app khud mohjood na hon tu ye app ko acct ko safety daita ha aur kisi bi baray loss say bach jatay hain iss main tu iss ko zaida say zaida use karta rahta hon aur ab ye mery ahdaat ban choki ha
        • #124 Collapse

          when you see that forex mushkil han tu app ko stop loss hona zorr han forex good job for you people can work at home forex good business for us
           
          • #125 Collapse

            dear stop loss aik boht ala option hai or uss ka yakeenan faida b boht hota hai. lekin ye aap k ooper hota hia agr to aap ki investmnt thori hai to ye aap k lye nuqsan deh he hoti hai kiun k market ho skta hai k itni move jaldi he kary or aap ko loss uthaana paray. lekin agr invest zyada he to is ka boht faida hai.
             
            • #126 Collapse

              g han trading mein stop loss lagna zarore hy kion ka stoploss ap ko bary loss sa save karta hy aur ap ke investment save rehte hy aur stoploss lagany sa jo loss ap ko hota hy wo ap dosary trade sa recover kar sakty hen magar ap ke equity agar chale jay tu wo recover nhn hote hy
              • #127 Collapse

                Yes I think this is depend upon your trading strategy but maximum stop loss is need when any forex news are coming and also when you should go out and your trade will be active then you can make stop loss order in your trade .
                • #128 Collapse

                  pehly main stop loss nahin lagata tha lekin ab main stop use karta hun.stop loss ki help say trading kar kay boohat achi earning lay sakty hain hun.ye acha tool hai to hamary account ko save rakhta hai.hum is tarah zyaada time market main survive kar sakty hain.
                   
                  • #129 Collapse

                    take profit kay sath sath stop loss ka option bhi boht usefull hay forex trading mai agar market against move kary to yeh sara capital ko zaya honay se bachati hay aur aik khas target par trade automaticaly stop ho jati hay
                    • #130 Collapse

                      jab tak aap ke pass sahi tarha experience nahin aata aur aap forex ko complete time nahin de sakte to us waqt stop loss aur take profit lagana chahye ta ke aap kisi bare loss se bach sakain aur aap ka waqt bhi zaya na ho, lakin agar aap expert person hain to phir aap ko is ke zaroorat nahin hai.
                         
                      • #131 Collapse

                        jub bhi main trading main order lagata hun to take profit aur loss dunu ko lagata hun ye bohat hi lazmi hota hai q k market hamare kehne par nahi chalti hai market ka kuch pata nahi uper neche gir sakti hai
                        • #132 Collapse

                          ya aik achi cheez hi jis se ap apne loss ko kam ker skate ho bohat se trader iss ko use ker ke bare naqsan se bach jate hain agar ap bi iss ko use kero to ap bi naqsan se bach jao gye
                           
                          • #133 Collapse

                            yar stop loss lagana tu zaroori hy, yehi ghalti meen bar bar kurta hoon oor loss kur laita hoon, laikun meen apni habit ko abhi tuk badal naheen saka,meen koshash kuroon ga ky real meen aanay sy pehlay stoploss na laganay ki habit sy hut jaoon.
                            • #134 Collapse

                              yar meen ny dekha hy ky buhat sy dost stop loss or take profit naheen lagaty, oor zayada ka loss kur laitay heen. meen samjhta hoon ky stop loss buhat zaroori hy, esi tarah take profit lagana bhi zaroori hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                bhai me trading k doran stoploss use krta hun g stoploss bohat ahm chese ha g forex trading me q k bohat se log is waja se loss kr jate hen k wo forex tradign me stoploss use nahi krte stoploss bohat ahm ha g is k bgher ap ka account empty ho skta ha g

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X