stop loss lagata ho ya nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    main tu use karta hoon aur jab app ko is ka use karna app ki adat ban jye ge app ko loss kam aur app ko profit zada ho ga aur app ki trading earning bhi achi ho ge aur app ko apne emotion ko control ko karna bi ata hay jo ke aik ache trader ke lye buhat zada fada mand baat hay .
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      In this respect, i must say that stop loss is the weapon against the huge loss and it keep us away from the critical situation. I am trading since 2011 and I never trade without using the stop loss and I am earning good amount. I will also give the advice to all the newcomer that they should use the stop loss method in order to prevent the huge loss.
      • #93 Collapse

        main to daily trading stop loss k baghair krta hi nhi. q k market aik dum se up down hoti rehti hy jis se bare loss bach jata hn
        • #94 Collapse

          Forex trading me stop loss lagana chahe stop loss lagane se hum trading me apana loss ko kam kar sakte he jisa se naye trader ke liye forex me achha kam karne me help hogi.
          • #95 Collapse

            yes main lagata hon stop lose jab mari trade profit main aa jati ha to main stop lose use karta hon . stop lose karna sa ap ka capital save rahata ha . ager hum stop lose use nai karain gain to hamain lose bi ho sakta ha.
            • #96 Collapse

              ji han main b stop loss laga he tarding karte hun aur dosray trader ko b yeh he kahoun ge k stop loss k sath he trading karay because agar hum stop loss laga k trading krtay hain to hum loss se bach jaty hain
              • #97 Collapse

                bilkul dear stop loss forex ka aik bohat hi aham tool hai jis ka hamein bohat smartly faida uthtnay ki zarurat hai, aur mein stop loss zarur use karta hun ta kay agar market achanak meray khilaf jay to mujhay zayada nuqsan na ho.
                • #98 Collapse

                  brother kiyun min hamaesha currency mein trwding kartha hoon aur low risk managemwnt ko follow kartha hoon iskiya meine bohut acha back up chorw howa hota hai for thw trend change mein isliya stop nahi detha sirf tp detha hoon ta k agar light chali jayee toh meri tp hit hojayee magar al khabi b nahi deta .
                  • #99 Collapse

                    Mainay ek do bar stop loss lagaya tha tu wo balance hi khatm ho gaya tha, kyun ki wahan tak meray pas pasay nhe thay, isi liye isko laganay k liye bahut ehtiat ki zarurat hoti hai aur soch samjh kr lagaya jata hai, warna chhoti si mistake say apka balance khatam ho sakta hai, isi liye main ab isko lagana chhor dya hai.
                    • #100 Collapse

                      ye markete ki ratio dekh kar lagana chahye agar markete down pe ho to stop loss laga lena chahye ta ke aap aik bare loss se bach jao lakin kabhi kabhi stop loss take profit lagana faida mand nahin hota jab markete up and down ho rahi ho to ho sakta hai ke market neeche ja ke aik dam char jai aur jab stop loss laga ho ga to phir aap ka trade stop ho jai ga.
                       
                      • #101 Collapse

                        Forex is a best and biggest business in the world. forex is a great money making machine. and any traders can make huge profit from forex trade business. but forex trade business has huge loss too. at this reason all the traders must need to use stop loss.
                        • #102 Collapse

                          Dear ager aap apny account ko safe krna chaty hen too aap stop loss must use karen, aap ka account chota hy to choti trade lgahen or stop lazmi lgahen is sy aap ka account safe reh skta hy, stop lose ka aap knowledge lain or or learn karen or ziada sy ziada practice karen to aap ahi tarah stop loss ka use kr skty hen.
                          • #103 Collapse

                            Stop loss lgana zarori hy as lay kay market ka koi pata ni chalta kay kab up ho jay aur kab down ho agher ap nay stop loss ni lagy to ap ki tread maeket kat hasb sy ni lagi to ap ko loss ho ga pher us ko cover karn maskal ho jata hy as lay main to kata ho kay kay ap spot loss zaro lagn chay.
                            • #104 Collapse

                              Mai stoploss to nahi use karta lekin Take profit use karta houn. Is ki waja yeh hai kai mai aik part time trader houn and har wakt market watch nahi karta. And is waja sai take profit mujhai bohat help karta hai. And yes woh trader jo 15hour market ko watch karai take profit un kai liyai zaroori nahi hota.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                mere khyal main ager ap itna time forex trading ke business ko dete hain tu stop loss ki zarorat nahi hai but ager ap kam time dete hain ya ap ko kam time milta hai tu ap ko stop loss aur take profit ka option zaror use karna chiya is se ap ka hi fida hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X