stop loss lagata ho ya nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    bhai ji loss jesa bhi bohot bura lagta hai to stop loss toh lagana hi chahye mere khayal se toh.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      ji stop loss zarori hai lagana agr ap trade ko khud monitor kr rahe ho tu ap without stop loss bi trade kr sakhte ho par agr ap badha order lagate ho aur ap kahe kam se bahir ja rahe ho tu yeh zarori hai ke stop loss laga ke kam kro wrna ap ka loss zyada hoga aur ap ka account nil bi hosakhta hai
       
      • #48 Collapse

        is aap ki time par depend karta hai agar aap is par mukammal time daitay ho trading k waqt aur agar nhi daitay to isay use karna acha hai yeh aap par depend karta hai k aap isay live istimal karay ya phir stop loss lagay.
        • #49 Collapse

          dosto trading ma stop loss lagata ho ya nahi ya zarrori ha take profit be lagata ho ya nahi kunka kuch log 10 sa 15 ganta forex ko data ha os ka lya stop loss zarrori ha ya nahi main stop loss use karta hun.ye ik best tool hai or agar hum is ka use karty hian to hum big loss say bach sakty hain.mery khyaal say agar hum sl kay begair trading karty hain to hum earn nahin kar skaty hain.
          • #50 Collapse

            i think it depend on you if you or live on your trade then it is not needed because we some time we take SL on small leverage then we loss our equity so i think we use TP when we or not face trading and shut down laptops.i think SL needed then ,when we are busy,.
            • #51 Collapse

              janab jahan tak mara khayal haiy stop loss wo hi log lagaty hain jo bohat hi high investment kar ka high profit chakar main party hain asal stop loss woh hi logg use kart hain un ka ilawa stop loss use karny ka koi tuk hi nahin.
              • #52 Collapse

                jnab mera ap say ye kahna hy kay agar ap khud trading kar rahe ho to phir zarori nahi hota ap stop loss ya take profit lgae lakin agar ap trade lga kar kisi kam say bahir chaly jate hain to phir ap kay liye ye zarori hy.
                • #53 Collapse

                  bhai jaan jahan tak mara khayal ha stopp loss wo hi use kart hain jo log gold trading use karty hain yani ka jo log bohat sara rupia invest karty hain gold trading main wo log hi stopp loss use karty hain.
                  • #54 Collapse

                    stop loss ka benefit yeh hai ke ap ka loss define hojata hai aur ap zyada loss se bach jate ho, stop loss is waja se bi zarori hai ke ap agr badhi trade krte ho lot size zyada hai tu stop loss ap ko loss se bachata hai aur ap ke nuksaan kum hota hai
                    ha agr ap khud trade pe bethe ho 10 ghante tu phr shayad stop loss ki zarorat na padhe
                     
                    • #55 Collapse

                      Forex trading main stop loss ek bahot acha option hy. stop loss ap ko huge loss sy bachata hy. main ny shuru mein kai dafa apna account khali karwaya hy stop loss na laga kar. ab jab b main trade open karta hun to stop loss aur take profit zaroor lagata hun kiyo k forex trading ek bahot hi risky business hy aur stop loss laga kar ham risk ko kam kar sakty hein.
                      • #56 Collapse

                        jab main trading main naya tha to main stop loss nahin lagata tha but abhi main sl lazmi use kart hun.ye acha tool hai or is tool ki help say trading boohat easy ho jaati hai ik trader kay liey.
                        • #57 Collapse

                          ASSALAM O ALAIKUM..
                          my dear bhai jaan yahan toh loss par stop lagana zarori hai par oskay k liye apko kaam bhi acha karna hoga or ye apkay future kay liye bhi acha hai.
                           
                          • #58 Collapse

                            dear friend men samjhta hon loss stop zaroori hai har aik trader k leye hum jese apne mind men aik profit ke limit set krte hen wese he hum ko loss ki limit rakhni chye market agar humari twako se ziyada humare agains move mare tu hum kam loss kr k nekal jain nahi tu hum ko bara loss bhi uthana per skta hai
                             
                            • #59 Collapse

                              dear main hr time stop loss to nai lagata lakin haa ager kabhi zarurat ar jye to phir zarur laga laita hu or stop loss b ek bohat achi cheez hi es ki waja se app ger na hotay huway b ap apni trade khud ba khud close kar wa sakty hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                stop loss ya take profit ka use zarori hai bhi aur nahi bhi kun kay agar aap live trading ka hisa hoon tou pher zarori nai hota lakin agar aap laga tar trading nai kar saktay yani live trading ka hisa har waqt na hoon tou pher zarori hota hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X