stop loss lagata ho ya nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    well dear mein to abi new hoon forex trading mein or abi demo account mein hi practice kar raha hun but mein us mein stop loss use karta hun or ye ek bht achi cheez hai..hum is se apna loss control kar sakte hein or zyada loss hone se bacha ja sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      stop loss ak boht bori chez nhi ha ager ap stop loss use karta ho to ya ap ka account ko protect karta ha aur ap ko heavy loss sa secure karta ha. so my friend new trader ko to ya zaror use karna chaea.ma to use karta ho.
       
      • #78 Collapse

        Mein jaab bhi trading karta hoon hamesha stop loss laga kar karta hon because ess tarhan aap apnee loss koo limit kar dtee hain aur aap kahein bahar bhi chalee jayien yaa light bhi chali jayee too safe rehtee hain
        • #79 Collapse

          dear forex trading me stop loss ka option bohat hi acha hay agar ap samajte hain kay market me trend ap kisamaj se bahir hay to ap apne account ko wash hone se bachane kay liye stoploss ko istemal karte hain jo acha option hay.
           
          • #80 Collapse

            many abhi tak real am tradinbg nahi ki ahi magar lagana bahtar rahat hai kyun k iss k bagar app ki trading achi nahi hoti hai or na hi app achi trading kar sakty hain
            • #81 Collapse

              As a newbie main Samajhtaa hon K Stop loss laganaa Aap K liyee Faiday mand hai Agar aap nay Trading 1.3660 par ki hai or Stop loss 1.355 par lagaya hai tou is Ka Matlaab hai K market bhalay 1.350 par aa jaye magar aap ki Trade 1.355 par close ho jaye Ge...aab tak ki Study k mutabik stop loss Aap K Capital ko bachanay main Madadgaar Sabit hota hai... i Suggest aal the traders to use stop loss
              Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
              • #82 Collapse

                Forex trading me take profit and stop loss bohat achay tools hai.Ap kay stop loss and take profit use karna chahye.Beshak ap forex ko daily jitna marzi time day.Forex market some time bohat fast ho jati hai.Our ap ko apni trade close karny ka time nhi milta..
                • #83 Collapse

                  yes me during trading SL ka use karti hun q k is se humy ye faida hota han k hum is business me zyada loss se bach jaty han isi liye humy SL ka use zaror karna chahye is se humara account empty hony se bach jata han ye boht zarori hota han.
                  • #84 Collapse

                    stop loss ya take profit os sorat may lagaya jata hay jab hamaray pass time naho forex business k leye.lakin agar hamaray pass time hi time ho to phir hamay take profit ya stop loss ko estimaal kerne ki koi zarorat nahee hoti.
                    • #85 Collapse

                      mery bhi ap ny bhot acha swal keya ha stop loss aur take profit lagana bhot zarori ha ap kie marzi ap chahy forey ko jetna time dain pher v zarori ha lazmi lagaya karin
                      • #86 Collapse

                        mery khyal mein forex mein jin ki account kam invesment kay hein unkay leay stop loss or take profit lagana zarori hai chahy wo khud market dekh rahy hun lekan jin kay acccount zyada invesment kay hin unaky leay zarori nae
                        • #87 Collapse

                          ji ha bilkul sahi kaha ha ap n m hamesha jab b trade lagata ho stop loss lazmi laga deta ho kiu k us k waja s m bohat bary loss s bach jata ho stop loss bohat achy cheez ha is k waja s account wash hony s bach jata ha
                          • #88 Collapse

                            main 2 saal sy forex trading main hoon or aaj tak kabhi bhi stop loss option use nahi kiya main ny myry nazdeem yeh use less hai because aksar eysa hota hai keh markeet hmary stop loss ko tuch kar ny phir favor main a jati hai or istarah humain loss ka samna karna parta hai.
                            • #89 Collapse

                              mein ne abhi tak nhi lgaya ....shayd mujhy iski zrorat hi nhi parti kyun k mera plan hi aisa hota hai k loss ka dar nhi hota kuch na kuch profit hi hota hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                insta forex main hum kisi bhi Qisam k baray loss se bachney k liye aur apne raqam ko secure krney k liye stop loss ka istimaal krte hain aur iss ka istimaal baray loss se bachney k liye bohat zaroori hai. iss main hamain ghaflat barat k time waste nahi krna chahye.aur regular basis pe iss cheez ka kheyal rakhna chahye..zeyada loss krwaney wala hi zeyada profit leta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X