Importance of risk and money management.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Importance of risk and money management.
    Members.Jaisa ky ap janty hain k Forex mai jab hum risk or money management ko study karty hain or es ko apni live trading mai use karty hain tu trader kafi nuqsan se bach b jata hai or profit b kafi hasil kar sakta hai.Risk or money management k advantages main ney apney experience k lehaz se beyan keye hain ap b read kar k faida hasil karain
    Risk management
    Risk managment ki madad se trader samaj sakta hai k koun c lot us k capital k mutabiq behtar rahay gi jis se nuqsan nahi hoga or koun sa leverage behtar rahy ga.
    Money Management
    Money management ki madad se trader achi tarha samaj sakta hai k us k experience k mutabiq kitna weekly or monthly target set karay jo woh achieve karnay k bad kitni amount ko withdrawal kar lay or kitni capital mai add kar sakay.
    Apky Comments ki zarorat hai jo ap es k baray mai apny valuable comments b dain or sath main apni opinion b day jis se baqi trader ko faida ho sakay.
    :p;)
    Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading ik risky business hai.is liey money management boohat important hai.agar hum big risk leety hain to big loss bhi ho sakta hai.forex main earn karny kay liey kamm risk main trading karna he acha hai.
    • #3 Collapse

      Hi Guys How Are You... I am new in forex-pak,,, so i need help about that,,, i dont know know about that... any user help me thanku very much... i hope you will be understand thanks...
      • #4 Collapse

        main ap se itfaq kerta hon forex tardign aik acha karobar hi orr bohat se log iss se achi earning hasil kerte hain agar ap ke pass acha knowledge ho ga to ap bi asani ke sath income hasil ker skte ho
         
        • #5 Collapse

          Wow Very nice... A perfect information.. Sir main Forex Trading Main new hon Abhi Aap K Article ko parhaaa buhat Zyada informative hai i wish k Aap orr bhi Aisa mawaad roman urdu Main he post Karain jo Study kar k hamain Eek Behtar Trader ban'nay Ka mokaa mil Sakay
          Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
          • #6 Collapse

            Meri nazar may dono management hi important hain, aur risk management may aik cheez included hoti hay aur wo hay risk reward jis ka ap nay zikar nahi kia, hota is may yeh hay keh ap calculation kartay ho aur phir aik ratio nikaltay ho, yani pahlay risk aur phir reward, misal k tor par risk reward kuch is tarha ka hota hay, 1:2.5, is ka matlab risk agar 1% hay to reward us k against 2.5% hua. is ko hum yeh bhi keh saktay hain k reward 2.5 guna hay, agar aik guna risk lya jaye to.
            • #7 Collapse

              Forex trading me risk and money management bohat important hai.Agar ap apnay risk ko manage nhi karen gay tu ap ko is me loss ho ga.Money management say hamay pata chalta rhata hai kay hum apni trade ko kaha tak our kasy manage kar sakty hai..
               
              • #8 Collapse

                je haan jaha tak risk ki bat hay risk to har kam main haay chahaya wo kis bhi level yea kisi bhi kism ka kam ho us main risk to hota hay is kay baghar to koe kam nahe hota .aur money management to nahayat he ahm chez hay forex ki jo insan is main money is tarha manage karay kay loss ki koe gunjayash na rahay tab profit hota hay
                • #9 Collapse

                  aik kamyab trader banne k leye hamay risk ko zaroor manage kerna hota hay.agar ham risk ko manage nahee kraingay to hamara risk of loss buhut zyada hojata hay es leye hamay chaheye k hamaray pass aik strong money management ho.
                  • #10 Collapse

                    ji ha bilkul thek kaha ha ap n m ap k bat s agree karta ho yani humy chahiya k hum hamesha apna account balance dekh kar trade lagy kiu k ager hum us hisab s trade lagy gy tu hamara kabi b account wash nahi ho ga
                    • #11 Collapse

                      mare dost app ko only is time risk lana chay jab ap ky pass zada bouns ho is ky ehlaw koi risk lanay ki zarorat ni ha app ko ye ap ky real trading account ky lay harmful ho gha mare dost but forex trading business me money management bohot hi zarori cheez ha.
                       
                      • #12 Collapse

                        bahi aap nay buhat acha define kia hai main newbie hon mugha achi tarhan risk and money management samajh aagai hai ab aagay kam karon ga tu aur mazeed concept clear ho ga Risk management main aap apna capital k mutabiq lot buy karni hai loat ka volume aur leverage kia hona chahia aur money management main aap k monthly target set hona chahai takay aap apna capital k mutabiq trade bhi kar sako aur profit bhi earn karo aur us main sa kitna withdraw karna hai aur kitna capital main add karna hai is ko money management kahtay hai
                        • #13 Collapse

                          money management is very important with the risk management. we must take the risk of the forex trading to trade in the forex market. we must manage our money properly.
                          • #14 Collapse

                            These two factors are very important for better trade in this forum...we should focus on these to get success in forex.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              jee bilkul janab mein ap ki is baat se agree karta hoon treding mein risk boaht hai is liye humy money managment importance ka khayal rakhna zarori hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X