Importance of risk and money management.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
    Members.Jaisa ky ap janty hain k Forex mai jab hum risk or money management ko study karty hain or es ko apni live trading mai use karty hain tu trader kafi nuqsan se bach b jata hai or profit b kafi hasil kar sakta hai.Risk or money management k advantages main ney apney experience k lehaz se beyan keye hain ap b read kar k faida hasil karain
    Risk management
    Risk managment ki madad se trader samaj sakta hai k koun c lot us k capital k mutabiq behtar rahay gi jis se nuqsan nahi hoga or koun sa leverage behtar rahy ga.
    Money Management
    Money management ki madad se trader achi tarha samaj sakta hai k us k experience k mutabiq kitna weekly or monthly target set karay jo woh achieve karnay k bad kitni amount ko withdrawal kar lay or kitni capital mai add kar sakay.
    Apky Comments ki zarorat hai jo ap es k baray mai apny valuable comments b dain or sath main apni opinion b day jis se baqi trader ko faida ho sakay.
    :p;)
    risk and money managemnt bohot zarori hy forex emin keun k foex aik risky business hy or is mein success hasil karny k liye hard work karn aparta hy tab hum success hasil kars akty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      mare dost forex trading business me money management ki bohot hi zada zarorat ha mare but risk tu bohot zada nikusan wali cheez ha mare dost app ko forex trading business market ky business me risk se doro hi ho na chay mare dost.
       
      • #18 Collapse

        han ji bht hi importance hai risk management aur is ke saath saath money management aur jab ap risk management kar lete hain tu ap ka money management bhi ho jata hai aur bht zarori hota hai apne amount ko dekhte hue risk lena humein itna hi risk lena chiya jo humere amount ko wash na kar de
        • #19 Collapse

          Assalam-O-Alaikum to all Dear Friend's hum sab ko money manage ker ke rakhna chaye kyoun ke insan jesay bhi ker kay kama tou leta hai per main cheze usko sambhalna hai our risk kam lena chaye.
           
          • #20 Collapse

            Forex ko na to sekhna mushkil hy our na he trading mushkil hai,agar hum trading ko seikh k karein gy to humain boht faida ho ga.Agar hum baheer sekhay trading sy aik pesa bhe nahe kam sagain gay so first learn and then earn it better to every one.
            • #21 Collapse

              agar app kay pass investment hai jo kay start main har kissi kay pass hoti hai trading karnay kay leye to app ko risk management karni hoge. aur risk management bohat ziada important hai trading kay kaam karnay kay leyee. money management ka second number hai. agar app money management nahi kareen gay to phir app dar kay trade nahi kar payeen gay aur loss ka dar rahay ga appko
              • #22 Collapse

                Ap nai biklul sahi kaha. Risk to har business mai hota hai and risk lai kar hi earning ki jati hai. Jo risk nahi lai sakta woh agai nahi barh sakta. And money management bhi bohat zaruri hai, and yeh aik trader ko market mai survive karna bhi sikhati hai. And jesa apnai kaha, target set karna and withdrawal karna bhi batati hai,
                • #23 Collapse

                  je han es ki boht improtant hai app ko es main boht faida ho skta hai aur ap ko es main kafi kamaaybi milste hai ager app money mgt rule ko follow karo tu app ko es main kafi faida hoskta hai aur app kamayab hoskte ho so forex trader main ye boht he important cheez ha app ko dekhan hoga
                  • #24 Collapse

                    Money managment forex tarding business main bhot important hai hamen apni investment ko dekh kar tarde karni hoti hai aur risk kam he lena chaiye .
                    • #25 Collapse

                      Jab ap trading main ana chah rhay hain tu phr apko yeh baat samjh layni chahye k risk management aur money managment main kya fark hai aur ye kis tarha helpful ho sakty hain, kyonk yeh dono hi important hain apk liye isi liye main apko yeh baat per agree krta hoon k inki importance bahut ziada hai, yani apko kitna risk layna chahye kahan kahan per aur kis tarha money save krna chahye.
                      • #26 Collapse

                        Money managment is an important thing to notice as it can give you good option of withdrawing money from time to time without any delays.
                        • #27 Collapse

                          Forex trading me risk management and money management bohat important hoti hai.Agar ap apnay risk ko manage nhi karen gay our asy hi trade start kar day gay tu ap ka loss ho jae ga.Asi tarha money management bhi bohat zarori hoti hai..
                           
                          • #28 Collapse

                            planing kisi bhe business main kamyabi ki zamanat deti hay aur trading jesy risky business main bagheer planing kay kamyabi hasil krna impossible hay so is main money management ki aik unique planing kay sath survive kia jaye to ap is market ko control ker skty hain
                            • #29 Collapse

                              forex trading main koye be risk nahee hain forex trading main on logo k ley risk hainn jiss ko forex trading k bary main knowledge nahe ho or agar app ko forex trading main knowledge or experience ho tu app forex trading main trading kar is main ek bohat he acha profit bana sakty ho
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                dost meray khyal main forex bussiness main in dono cheeson ki buhaat ahmihaat ha kyun kay risk factor ko samanay kay app safe trading kar saktay hain aur bahtaar money management kay zahrihay apnay capital ko bahtaar tariqay say use kar saktain hain iss tara loss ka chance bi buhaat kam ho jata ha

                                اب آن لائن

                                avatar Ayeza
                                avatar Sno
                                Working...
                                X