Importance of risk and money management.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    forex trading aik bohat hi acha online business hi jis main ap log asni se earn ker skate hain agar ap ke pass aik acha trading plan hi or ap ke pass aik achi money management hi to ap ko asni se profit mil skate hi
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      bhai meri nazar me to aap ko risk management or money management ko nazazr me rakh kar trading karni chahiye and kabhi big lot nahi lagani chahiye agar aap ka balance kam ho to or kam se kam lot size use kar ke us se big profit hasil karne ki koshish karni chahiye ....
       
      • #78 Collapse

        Dear aik amayab trader bnany k liay humay risk ko zroor manage krna hota ha agr hain risk ko manae nahi krty ato humain risk of loss hubut zyadfa ho jata ha. is liy humau chahyia k humary pass aik strong money management ho
         
        • #79 Collapse

          Risk and money management direct ek dsory par depend hy oro ye kese trader par enhesar hoti hy. jesy aagr koi trader capital k mutabiq and market ko dek kar lot size utata hy toh good money manage oga or uska risk km hoga..
           
          • #80 Collapse

            forex market jo hai wo bht bari market hai or risky or difficult bhi hai os ko smjhna asan nai hai humein kafi mehnat karni parti hai pr impossible bhi nai hai humein chahye k humein esy pehly achi tarhan sy smjhein phir enter hn es market main
            • #81 Collapse

              forex trading aik bohat hi acha online business hi jis main ap asni se earn ker skate ho agar ap ke pass achi learning hi or acha trading plan and money managemnt hi to ap asani se earning ker skate ho
                 
              • #82 Collapse

                App ko risk nahi balke money management ke sath is kam ko karna ho ga risk app ko nafa tu da ga hi per app ko loss ka bhi khtra ho ga is kiye app ko money management ke sath apni trade ko karna ho ga jis se app ko app ko apni investment ka bhi pata ho ga aur app kam earn kare ge per kisi bhi loss se safe ho ge aur app is main log time trade karna ho ge .
                • #83 Collapse

                  wasay sach btaon to mujhay aj tak risk management or money management ka sahi nahi pata tha bus aj say pahlay in ka nam hi suna tha kay risk management tor money management ko samnay rakh ker hamsha trade karni chahiay.now ab pta chl gya hay thank you rizwan bhai is useful post kay liay.
                  • #84 Collapse

                    yes dear i think ke forex aik risky business ha r is mein hmein bohat he careful ho ke rhna chye take hm is mein loss na kare r is mein apne emotion ko control mein rhak ke he trade karni chye take ap is mein success ho sake
                    • #85 Collapse

                      g ye aisa bussiness hy jis mai risk b hy is liay money management hona zruri hy agr humain is k bary mai zyada knowledge hy tu hum is mai zyada earn ker sakain gay
                      • #86 Collapse

                        muja khyal sa ap ko bohot achi kam ka bara ma yah karna hoat ah akyo ka yah ak achi ka ka bara ma kahna chta ho jsi ko ap bohot achi sa karna hota ha as ma.
                        • #87 Collapse

                          Yes apne bilkul sahi kaha hey aur i think agar hum forex main achi money management ke sath work karty hain aur forex ko achi trha se learn kartey hain to phir hum is main zaroor kmiyab ho saktey hani.
                             
                          • #88 Collapse

                            bahi forex aik riske business hai ap isay mukamal parhanay or sekhnay k baad hi join kar saktay ho forex main agar apka account 100 dollar ka hai to ap trade usi hisab say dalo gay i mean 10 ya 20 cent wali is say zaida agar ap dalo gay to yeh ap k lyh riski ho sakta hai jiski waja say apka account wash ho sakta hai ..
                             
                            • #89 Collapse

                              Forex trading main risk management and money management yeh dono most important tools hain aur jo trader bhi inko mad e nazar rakhtey huwey trade karta hey woh kabhi bhi forex main fail nahin hota hey aur always is main kamiyab ho ta hey.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Money management dikhne main to kafi alag dekhta hai or traders ko lagta hoga k yeh humain ziada profits se rokne k liyeh hai lekin esa nahi Money Management banaya hi traders k benefit k liyeh hai take ap ka is market main interest bana rahe or long term trading krsaken.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X