Importance of risk and money management.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    bahi forex aik riske business hai ap isay mukamal parhanay or sekhnay k baad hi join kar saktay ho forex main agar apka account 100 dollar ka hai to ap trade usi hisab say dalo gay i mean 10 ya 20 cent wali is say zaida agar ap dalo gay to yeh ap k lyh riski ho sakta hai jiski waja say apka account wash ho sakta hai .. or traders ko lagta hoga k yeh humain ziada profits se rokne k liyeh hai lekin esa nahi Money Management banaya hi traders k benefit k liyeh hai take ap ka is market main interest bana rahe or long term trading krsaken.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      well mere dost Forex ek essa business hai jis main kafi sara risk hai likin hum is risk ko minimize kar sakty han apny knowledge r experience sy is sy app risk ko manage kar lain gai r ishi tarhan app ko apny money ko b manage karna ho ga agar app ko losses sy bachna hai.
      • #438 Collapse

        Ye 2no points bohat ehmiyat rkhte hian trading main humain lazmi in pe dyan dena chaye trading krte waqt, risk ko jitna km ho skte rkhain jis tra ap lot ka bta rhe hian humain lot ke sahi detail hone chaye.
        • #439 Collapse

          agar koi trader apny apko tader khy skta ha to usy lazmi Risk management ata hoga or Money management bhi Q in k baghair trading nahi ki ja skti
          Removed
          • #440 Collapse

            bahi forex aik riske business hai ap isay mukamal parhanay or sekhnay k baad hi join kar saktay ho forex main agar apka account 100 dollar ka hai to ap trade usi hisab say dalo gay i mean 10 ya 20 cent wali is say zaida agar ap dalo gay to yeh ap k lyh riski ho sakta hai jiski waja say apka account wash ho sakta hai .. hoga k yeh humain ziada profits se rokne k liyeh hai lekin esa nahi Money Management banaya hi traders k benefit k liyeh hai take ap ka is market main interest bana rahe or long term trading krsaken.
             
            • #441 Collapse

              main ap se itfaq kerta hon forex tardign aik acha karobar hi orr bohat se log iss se achi earning hasil kerte hain agar ap ke pass acha knowledge ho ga to ap bi asani ke sath income hasil ker skte ho
              • #442 Collapse

                han jee forex trading me ek kamiyaab trader wo hi hai jo risk le .. risk tou hai he her business ka hisa ess key bagheir aap ka business hi adhora hota hai or aap ko is key sath sath money management bhi krni hoti hai
                • #443 Collapse

                  assalam-o-alaikum jee jana bilkul ek acha trader banne ke liye apko risk lena to zarori hai because profit n loss to har business main hi hota hai to aap loss ke bare main souch te rahe and risk na lein to aap agey barh hi nahi paengay Thank you...
                  • #444 Collapse

                    yes you are right .. i am fully agree with you !!! apne ye sari baaten hume bata ke humari bht help ki hai ye information humare liye bht achi hai jo humari agay trading may help karegi .... or apki baat bikul sai hai jab tak hum apne money ko manage na karenge tab tak humara risk bhi khatam nai hoga ....
                    • #445 Collapse

                      i think forex me risk management bohat ahm kirdar ada kri ha risk ko manage kie bgher ap forex me kamyab nahi ho skte ho g risk management bohat hi ahm kirdar ada krti ha g forex tradig business me jnab
                      • #446 Collapse

                        The Brookings Institution has previously described Australia as an "important laboratory and learning opportunity" for U.S. thinking about climate change and energy policy, as it
                        • #447 Collapse

                          yh batin to ham ko lazmi samny rkh kr kam krna hota ha keh risk management krian aor money management lazmi kia krain tb jab ham kam krain gy to us ka faida aor result acha pa skain gy.
                          • #448 Collapse

                            bhai jan forex mai experience ki buhat importance hai aur jis ke pass experience hota hai wo risk lai sakta hai aur high earning kar sakta hai .. jis ke pass knowledge ho lekin experience nanho to wo kuch bhi nahi hai wo earnig nahi kar sakata hai aur loss kar sakta hai jab tak ap ki knowledge or strategy abut money sahi nahi hogi tab tak ap trading start na kare parctic krte raho
                            • #449 Collapse

                              G han dear yeh baat bilkul thek hai forex mai risk or money management ki bohat hi ziada zaroorat hoti hai is mai humain risk k factor ko mind mai rakhty howe trading karni hoti hai or dosra hum is mai new trade laganey sy pehly apny capital pe nazar rakhty hain or then trading karty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                is information ka bahut shukriya maine abhi join kiya hai aur in threads e mujhe bahut kuch seekhne ko mil raha hai jo ke agay jaker meri trading mei bahut help denay wala hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X