Members.Jaisa ky ap janty hain k Forex mai jab hum risk or money management ko study karty hain or es ko apni live trading mai use karty hain tu trader kafi nuqsan se bach b jata hai or profit b kafi hasil kar sakta hai.Risk or money management k advantages main ney apney experience k lehaz se beyan keye hain ap b read kar k faida hasil karain
Risk management
Risk managment ki madad se trader samaj sakta hai k koun c lot us k capital k mutabiq behtar rahay gi jis se nuqsan nahi hoga or koun sa leverage behtar rahy ga.
Money Management
Money management ki madad se trader achi tarha samaj sakta hai k us k experience k mutabiq kitna weekly or monthly target set karay jo woh achieve karnay k bad kitni amount ko withdrawal kar lay or kitni capital mai add kar sakay.
Apky Comments ki zarorat hai jo ap es k baray mai apny valuable comments b dain or sath main apni opinion b day jis se baqi trader ko faida ho sakay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим