Importance of risk and money management.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    your both points are valid. risk factor is so high in forex but still person has to take risk because without taking risk profit will also not achieve and loss factor make you fear from trading.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      je haan forex mein successful honay k liye ye baat mind mein rakhay agar ap successful hona chatay hain es mein risk na ley aur apni money ku sahi tarha invest karay thankful for question
       
      • #408 Collapse

        main is main new huun mujhay is ka nahi pta itna ziada is main itna pta hai kay agar to achay say kaam karain to aap ko he faida hota hai or aap sakoon say kaam karty hain.
        • #409 Collapse

          jee han dostoun mera is bare may yeh khayaal hay kayforex aik best busineess hay jis may kaam acha hay tawajja bhi dayn aur aik kamiyaab trader bun sakte hain and risk and moiney managemnt is very important
          • #410 Collapse

            very nice and informative thread ap ny post kia hy ess liy meri apni rai ess mein yeh hy k mein ny apna aik plan bnaya hua hy jo yahan per share krti hoon. mein 30% of equity sy trade krti hoon aur stop loss not more then 5% of equity and take profit up to 10% of equity, yeh hy mera plan agr koi follow kry ga to faida ho ga inshALLAH.
            • #411 Collapse

              janab frisk tho thanks k ap ny apny knowledge ko share kiya kiu k yaha boht new trader hai jo rist or money mangement mai farqe nahi karsakthy hai so risk managment mai trade apny trade ko loss sy kafi had thak bachathy hai or money management sy trader apny money ko west hony sy bachaty hai
              • #412 Collapse

                ji haan bikul sahi kah apne ke humeen aapni eqiuty ko dekh kar hi trade karni chahy kun ke market ka kuch nhi pata hota ke wo kab kis taraf ko jay is le apni eqiuty ko dekh kar hi trade kare to acha hy.
                • #413 Collapse

                  Yes your essay management and also money management rules are truly multipurpose for all initiate and I evince to all new bargainer that when they sign any trade then must stoppage his arrangement then terminate his lot filler for trading .
                  • #414 Collapse

                    bhai risk jitna kam hoga utna he hamen is business me profits milte hain forex aik best business hai is me risk ko kam se kam rakhte hue he hum achey se profits hasil kar saken ge
                    • #415 Collapse

                      g haan ye ik business ha jis mein hum asani se earning kr skty hain is mein bhut ziada risk haa but knowldge ho to sucess ha
                      • #416 Collapse

                        me nay b apnay risk ko kum karnay k lye bhot sari tdabeer apnae the lekin kaam koi nahi aye jiss say mjhay loss he hota raha lekin ab me nay yaha pay acha aur bhot he acha plane bnaya hai.
                        • #417 Collapse

                          bhai ap ki thread read kar k mjhay bhot he khushi hoe hai jiss say mjhay lagta hai k aesay he hum apni earning ko barha sakty hain jiss ko hum apni money management me kar k apni risk ko kum kar sakty hain.
                          • #418 Collapse

                            forex trading main ap proepr money managemnet ke bagar kamybi hasil nahi ker sakte iss lye ap ko iss business main kamyb hone ke lye achi earning kerna ho gi then hi ap iss main kamyb ho sakoo ge orr acha profit bi le sakoo ge
                             
                            • #419 Collapse

                              mere khayal mein tou mein yeh samjhata hoon k humein apni forex tarding ko kerte waqat money managaement ko hi follow kerna chahiye tah k hum apni tarde behter ker sakein.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                salam! mere qabele ehtiram doston forex trading marketing ki ek esi trading website he jo ap ko kafi munafa deti he as a part time job r mai is wesite pe new hun is lye mai is k bare mai ziada hi jata mai to bs is pe posting kar ta hun baqi kam mera dost kar ta he ap logo ka shukria forex k bare mai itni malmat dene ka .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X