Importance of risk and money management.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1276 Collapse

    Forex business me successful hone ke leye trader ko always money management and risk management ko use karna hota he, agar ap ke pass 100$ ka capital he to ap woh lot size use kare jis se apki risk bhi zeyda na ho aur account manage bhi ho jae profit ke through, and apni har trade men stop loss and take profit ko zaroor set kare, is se apka account safe rahe ga zeyda loss se...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1277 Collapse

      Risk management aur money money management ko samjhna buhat zarori hota hy. In concepts ki madad sey hum yeh seekhtey hain keh kitni equity key sath kitney volum ki lots lagani hoti hain. Long term trading krni hy ya short term trading krni hy. Kis pair main trading krni hy. Agar kamyab trader banna chahtey hain to in concepts ko zaroor study krain.
      • #1278 Collapse

        Risk management aur money management key concepts ko samjhney sey aap forex main buhat jald kamyabi hasil kar saktey hain. Is tarah aap ko trading main asani ho jati hy aur aap equity ko saheeh tor pr use kr saktey hain. Equity key mutabiq lots lagana buhat zarori hy, is tarah loss kam aur profit acha ho jata hy.
        • #1279 Collapse

          money or risk management bohat carefully karne chahiyen aap ko agar lalach ke sath chalen ge or greed me pare rahen ge aap to kabhi bhi is business me kamyabi hasil nhi kar saken ge small volume per trading karna he risk or money management ko sath le kar chalna kehlata hai .
          • #1280 Collapse

            jnab hum jab trading main risk lay kar kam karty hain to humain trading main risk say tradiing karny main humain loss b ho sakta hay or humainn is main profit b ho sakta hay humain money ko manage kar kay kam karna ho ga
            • #1281 Collapse

              jnab hum jab trading karty hain to humain i main risk lay kar kam karna ho ta hay humain money ko mangae kar kay trading karni hoti hay jis say huamain trading main kafi achi earing hasil ho sakti hay or humain loss km ho skta hay
              • #1282 Collapse

                jnab hum jab trading karty hain to humain is main risk lay kar kay kam karna ho ga ta kay huamin trading main loss nai ho skay humain is main money ko manage kar kay trading main kam karny say achi eanring hasil ho sakti hay
                • #1283 Collapse

                  g risk management or money management ki help sy hum good trader ban sakty hay. Risk management sy hum ye shekh jaty haye ke konsa volum kis lot ke liye best rahy ga or is par kitna profit ho sakta hay.Money management sy hum apny capital ko save or utilized karna seekh lyty hay.
                  • #1284 Collapse

                    forex trading main risk aur money management ki bohat ehmiyat hay agar hum theak say risk manage karen aur money bhi tab he humara account acha result daita hay aur humay chahiey keh lalach main na pary kyun keh lalach sab ka kam barbad karti hay
                    • #1285 Collapse

                      g dear mer ekhyal me yahan wo kamyab he jo is me risk mangment or money mangment ko control karta he is me ye k agar is ka hum ko napta ho to hum ko is me nakami hoti he is liye dekhna chahye
                      • #1286 Collapse

                        jee haan aap sahi kah rahy ho forex trading ky kaam main risk or money management bohat aham hoti hai iss ki madad suy aap ko pta hota hai ky aap long trm trading ya chortrm trading lga kar earn karsakty ho
                        • #1287 Collapse

                          G han app ne sahi kaha ha is business me hmen risk or money mangement ka kafi kheal rkhna chahe kyun k ye aik asa business ha jis me hmen kabhi bhi acha earn kr skaty hain or is business se hm success b asani se tb hi ho sakty hain isi liye ye best business ha or sb se acha business ha
                          • #1288 Collapse

                            Risk management aur money management key concept ko samjhna buhat zarori hota hy. Maximum loss isi leye hota hy keh hum apni equity ka use dekh kar nahi kartey aur big volum of lots lagatey hain. Jis ki waja sey loss ho jata hy. Jo log equity ko dekhtey hoi lots lagatey hain, woh ziada loss sey bachay rehtay hain. Big risk lena dangerous ho sakta hy.
                            • #1289 Collapse

                              kamyab log wo hotay hae jo apni zindagi mae risk laitay hae.risk business mae bhot zaruri ha . agay barhana hae to risk laena ho ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1290 Collapse

                                G han app ne sahi kaha ha hmen is business me risk or money mangement ka kheal rkhna chahe kyun k is business me hmen loss ka risk b hota ha isi liye hmen chahe k hm is business me har cheez ko soch smjh k hi kreen ta k hm achi earning kr skayn asani se

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X