Importance of risk and money management.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1426 Collapse

    risk ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur trend ko use karny main bi asani ho saky aur money ko mange karny k liye boht hi experience hasil karny ki zarorat hoti hai it is best
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1427 Collapse

      risk ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur rules ko follow kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur experience hasil kar k hi hum market main profit hasil ho saky ga
       
      • #1428 Collapse

        Bahot shukria bhai g ap ny risk management aur money management py jo article likha hy wo bahot zbrdst hy iski madad sy ham especially new traders ko seekhny ko bahot kuch mily ga
        • #1429 Collapse

          Jo bhe kam keya jata hai ya jo bhe bissness keya jata hai us mn risk hota hai as liay forex mn bhe risk hota hai as liay as mn bhe money management bahut he zarori hoti hai
          • #1430 Collapse

            Is bat se har koi waqif hai ke forex aik risk wala kam hai is ley is main money management ko bahat important hasil hai jo log money management ka khayal nai rakhte wo ghaty main rahty hein koun sb se pehle aur ahim pehlo bhi yehi hota hai jis par sb members ko focus karna chaye
            • #1431 Collapse

              Risk ki forex main bahot zayada important hai is se ap sudden bahot agay bhi ja sakte hain aur ye apko doba bhi sakti hai apko chaye agar ap risk lena chate hain to is k liye zabardas planing karni chaye
              • #1432 Collapse

                Es forex me risk aur money ke bht importance hy kyo k jb tak hum risk leny ke himat nh ho ge tab tak hum kch nh kr sakty aur jb risk len gy tou yakeenan kafi earn kr len ge
                • #1433 Collapse

                  Assalam o Alaikum waa rehmatullaha wa barakatuhu sab group members ko (: g mery khyal mein dono managements hi important hain lekin risk management zyada zroori hai khas un k liye jo new hain trading mein taa k wo km leverage pe trade kren unko km loss ho big leverage pe loss b big hota hai...
                  • #1434 Collapse

                    bhai ap na jo ya thread post kiya hai bahut he helpful hai ya mujha is thread sa bahut kuch sekhna ko mila hai ap na tk kha hai kah risk mangement aik baht ziyda key factor hai hamri trade ko scuess full bana ka liya jab ham i sko use kar kah cahiln ga tabhe hamin kamybi mila ge.
                    • #1435 Collapse

                      G han bilkul apki baat darust hae aur bahot achi baat seekhaie hae apny k ik acha trader zaroor risk reward ratio aur money management k sath trading krna hi behtr smjta hae aur forex trading ko as a professional business k taur pe isko krta hae koe game ya juwa smjty huay ni krta.
                      • #1436 Collapse

                        humain trade main agr kam karna hay to money ko manage kar kay achy say kam karna ho ga jis say market main achi erning hasil ho sakti hay magr humain deo ko use karna ho ga jis say market main loss km hog a is main koi b order ko place karty hain to humain risk to lyna hi hota hay achi eraning b ho sakti hay or loss b ho sakta ha y
                        • #1437 Collapse

                          bhai risk manag ment main aghr hum ny trading karni ho tu hmain apni trading main take profit ka use karna hota hai take profit hmari maony managment ko manag karta hai or es k ilawa hmain api trading main risk k factor ko kam karna ho tu hmain stop los ka use karna hota hai hmain apni trading main en do method ko use karna lazmi hota hai es k bgair hmari trading ka koi faida nahi hota hai
                          • #1438 Collapse

                            hamain risk ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky gay aur market main emotion ko kabo main rakh k hi hum run karein gay aur is forex main greed ko avoid kar k hi hum run karein gay aur market main emotion ko kabo main rakh k hi hum sucess hon gay aur market main demo main practice kar k hi hum sucess hon gay aur market main profit hasil karein gay
                            • #1439 Collapse

                              humay chahiey keh riks ko theak say manage kar kay trading karen kyun keh risk management bohat zaroori hay aur humay aisay he blindly trading nahi karni chahiey es trha ki trading humary liey loss ka sabab banti hay aur humay esmain sabar say kam karna chahiey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1440 Collapse

                                money managment bohat zaroori hay agar hum apny account ki money ko manage kar kay lot size manage kar kay trade place nahi karen gay to es waja say hum market main achi earning nahi kar sakty so humay chahiiey keh trading ko sahi say manage kar nay kay baad trade karen
                                ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X