how to stop loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Aslam o alaikum ji forex trading mein loss se bachne ka koi bhi tarika nahi hein agar ahsa hota tu is kaam mein kisi ko kabhi bhi loss nahi hota is kaam mein aap ko har trad bhuhat hi ahtyad se lagani hogi ham aap i mein stop loss ka istamal kar ke aap kafi had taq apane loss ko bacha sakten hein
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      forex is most profitable business in the world my dear bother ap forex trading ma hard work karo my dear bother forex trading kon learning karo dear bother paher ap kon loss nahi ho ga ap kon loss ho na ki waja hy hard work nahi kr na bother and it is most huge business.
      • #78 Collapse

        loss se bachne ka ye tareeq hai k aap learning and practice pe tawajja dain is se aap ko experience hasil ho ga aor aap success hasil kar sake ge
        • #79 Collapse

          bilkul dear agr hum trading mai stop loss ko use karte hai us say humay ziayda loss ka samna nhe hota hai aam tor per seniors trading mai stop loss ko he use karte hai ye aik basicaly strategy hai jis mai hum take profit k saat stop loss ko use karte hai us say hum easily trade kar sakte ha and mazeed loss say b bach sakte hai
          • #80 Collapse

            Forex trading main stop loss or take profit ki help sy trading karna easy ho jaata hai.agar hum stop loss use krain gay to phir kisi bhi trade main big loss nahi hoga.or agar loss ho ga to wo recoverable ho ga.hum loss ko recover kar kay earning kar sakain gay.
            • #81 Collapse

              Asslam-o-Alakum my dear brother ager forex trading main humain loss ho reha ho to hum is trade main to is loss se ni bech sektay mare khyal main humain wo trade little loss lay ker close ker dani chahie aur kisi aur trade se wo loss cover ker lana chahie loss b business ka hisa hota hai but hum mazeed trading ker is loss ko poora b ker sektay hain aur mazeed profit b earn ker sektay hain.
              • #82 Collapse

                Bhai main abhe is business main new hun or mujhko abhe is business main ziyada time nahi hoa is liye mujha is baray msin kuch pata nahi hai.
                • #83 Collapse

                  brother loss se bachney ka koi be tariqa nahi hai loss ko recover toh kar sakthey hain magar bach nahi sakthey isliya forex mein stop loss aur take profit lagana behad zaroori hai aur learning key sath forex mein agay chalien.
                  • #84 Collapse

                    dear forex international trading business ha jis may hamay work karnay kay ley knowledge learning experience practice skills aur planning ke zarorat hote ha jis say hamay kafe benefit hasel hota ha earnings or learning dono my aur stop loss strategies ko follow krna say both benefits hasel hota ha loss say Bach jatay han aur profit bhe increase hota rhta Ha ager loss na ho to
                    • #85 Collapse

                      My dear friends agar app ko ek bar loss ho jae to ya to us ko recover karne ki koshish karin ya phir app us main muzeed loss se bachne ke liye stop loss laga din agar app ki trade muzeed loss main jae gi to khud hi close ho jae gi.
                      • #86 Collapse

                        To face loss or earn profit is the game of forex business thus do not worry change your strategies and ask your seniors to guide you about your short comings.this will all help you.
                        • #87 Collapse

                          my dear friend main apko bata deta hon k stop loss kyia hota hai agar ap trading karte ho to markeet k loss ko control karta hai is ko stop loss kehte hain
                          • #88 Collapse

                            loss se bachny ka easy tareqa ye hy ke jab tak complete experience aur knowledge na ho ap live trading na kary aur hamesha thory profit ka sochy agar loss be ho jae tu ap easily recover kar sakty hy..
                            • #89 Collapse

                              forex trade kerte hoe hamesha koish kerahe ke app jo hai woh market mai money management ke sath chalen aur stop loss ka use kerahe market mai is tarha se kerne se app ko market mai faida hota hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Stop loss key use sey aap big loss sey bach jatey hain. New traders ko aur aisey traders ko jinhain loss ziada hota hy, unhain stop loss ka regularly use krna chaheye takeh aap apni equity ko safe rakh sakain. Equity key mutabiq stop loss lagaya jata hy aur jab aap ka order poora ho jaye to lots automatically close ho jati hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X