Tension zaida loss deti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Tension zaida loss deti hai

    Forex ek Aisa kaun hai jis per profit ke sath sath loss bhi hota hai isiliye hamen hamesha apne kam ko aur apne mind ko set rakhna chahie ki hamen nuksan bhi ho sakta hai aur hamen hamen hamare har nuksan ke liye taiyar rahana chahie jab Ham apne mind ko fully taiyar rakhte Hain to hamen nuksan ka koi bhi asar nahin hota aur ham apne kaam par focus karke apne loss ko maintain kar lete hain isliye hamen apne kaam par focus karna chahie aur hamesha khud par bharosa rakhna chahie jab Ham khud par bharosa rakh kar kam karte Hain to hamen fayda hota hai aur ham kamyabi Ho jaate Hain aur hamen kamyabi hasil hoti hai main bonus bhi milta hai aur ham kamyab bhi ho jaate Hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Tension zaida loss deti hai

      G haan dear sahi baat ki hai tension zayada loss deti hai is liye hamen tension ni Leni chahye aur hamen sakoon say trade karni chahye aur hamen active ho k fresh mind say trade karni chahye aur hamen apne mind ko relax rakh k trade karni chahye qk jb hum tension zayada laity Hain tu hum sahi say market ko watch nh Kar sakty aur market ki movement ko study nh Kar sakty aur hum tension me aa k galat faisla Kar laity Hain aur is trah hum market k opposite trade open Kar sakty Hain aur hamen loss ho sakta hai aur is liye hamen chahye k zayada tension na lain aur calm feel Karen
      • #18 Collapse

        Re: Tension zaida loss deti hai

        Gyan bhai aapane bilkul theek hai agar trade ko open Karen aur tension way to Ham ismein nakam yahan se kar sakte hain Ham is mein trade ko open Karen aur Sach mind ke sath kam karenge to Ham ismein achcha se achcha profit hasya kar sakte kyunki Ham acchi se acchi trade use waqt open kar sakta hai jab hamara mind fresh ho isliye hamen ismein to ek acche trader banne ke liye apne kaam par focus karna hoga vah mehnat se kam karna hoga aur tension aur ghar banane se avoid karna hoga himmat se kam karna hoga jisse hamen kamyabi yahan se ho
        • #19 Collapse

          Re: Tension zaida loss deti hai

          ge haan ap nay theak kaha hay kah ap ko agar tenshan ho ge to woh ap ko loss day ge ap ko chaay kah ap ko tenshan loss main hote hay to is sy ap ke tenshan sy woh hal thori ho ga ap ko chahay kah ap ko loss sy bhe seekhana chahay kah ap agra is sy seekhatay ho to ap ko agay mouka malta hay kah ap ko ko next ismain loss nahin ho ga agar ko chahay kah ap coll and calm rahain gay to ap ko madad kalay ge kah ap ko kam main asano ho ge ap ko loss ke bajay ap ko profit ho ga
          • #20 Collapse

            Re: Tension zaida loss deti hai

            forex mein kam karte hue hamesha relax sorry ho kar rahe hain kyunki agaram relaxo karenge aur tension nahin lenge tabhi Ham kamyab honge agar Ham tension ke sath kam karenge to fir Ham kabhi bhi kamyab nahi ho sakte isiliye hamesha soch samajh Kar kam Karen aur apne kam ko importance dete hue aage badh forex mein kamyab hona mushkil nahin hai bus samay yahan per bahut jyada mehnat ke sath kam karna padta hai tabhi Ham kamyab hote Hain
            • #21 Collapse

              Re: Tension zaida loss deti hai

              Assalamu Alaikum dear friend how are you all Navneet karta hun sab log theek Honge ji bilkul business Ek Aisi chij hai jismein fayda aur nuksan donon Milte Hain Agar Kisi Insan ko loss ho jaaye trading karte hue to use Himmat Nahin aani chahie aur apne aapko depressed state mein Nahin le Jana chahie isase sirf nuksan hi hota hai fayda Kuchh Nahin
              • #22 Collapse

                Re: Tension zaida loss deti hai

                Dear friend hamen always he fresh mind or relax hokar kam karna chahie agar aapko kabhi bhi apni mistake aur galti ki vajah se loss ho jaaye to aap ko tension Nahin leni chahie jab aap tension mein aakar kam karte Hain to aap jyada loss kar sakte hain isliye hamen relax hokar fresh mind ke sath working Karni hogi taki ham apna maksad Hasil Kar paye
                • #23 Collapse

                  Re: Tension zaida loss deti hai

                  Assalam walekum Pyare doston kaise ho aapane Umeed karta hun aap sab theek ho Gaya Yaar Apna Kam acche tarike se kar rahe Honge ji yah Baat bilkul theek hai Jyada tension aapko yah to last deta hai agar aap kar liya Dala so Jaaye to aap ko tension hoti hai isliye aapko chahie kya aap Nalayak Karenge Sath trading Karen kam se kam rate lagaen Nalayak Pratham Yadav sakte hain Nahin karne se kam karna hai tera ho sakte hain aur last se bus sakte hain
                  • #24 Collapse

                    Re: Tension zaida loss deti hai

                    Forex trading mein kamyabi hasil karne ke kuchh rules agar aap log UN rules ko follow kar lete ho to aap log bhi forex trading mein kamyab ho sakte ho UN rules mein kuchh rules kiye Hain ki aap log jab bhi training karo to apne mind ko fresh rakho sabar ke sath trading karo aur trading start karne se pahle market ka acche se analyses Carlo analysis karne se aap logon ka market ka das ho jata hai aur dusra kya bhav fresh mint se trading karoge to aap logon ko trading ki acchi samajh hogi tabhi aap log acha profit hasil kr sakte ho
                    • #25 Collapse

                      Re: Tension zaida loss deti hai

                      G bilkul tension sirf or sirf humey noqsaan puhnchati hain Tension leyney se hum sust perh jaatey hain Mehnat nahi krtey Forex mein agar loss hojaey tu tension na le balkey apney knowledge ko mazeeid improve krey or Apni intention ko saaf rahky Yaqeein krey hum bahoot zayaada faida eis strategy ko apna ke apney ap ko puhncha sahkty hain
                       
                      • #26 Collapse

                        Re: Tension zaida loss deti hai

                        Assalam walekum Forex member ji member are bilkul theek hai rahe hain aapane bahut acchi baat hi Hai Tujhe apni baat bahut acchi lagi hai bilkul perfect baat kar rahe hain the tension Lene se lock hota hai ji member aapko tension Nahin leni chahie agar aap tension lete hain to aapko bahut jyada lock ho jata hai isliye aapko kabhi bhi tension Se Kam Nahin Lena chahie aur Sabar se kam Dena chahie agar aap Sabar se kam Milte Hain To ismein hi Aapka fayda Hai Kya bahut jald Kamyab ho sakte hain Jo log tension Lete Hain vah Log nuksan Mein Hi Jaate Hain tension Se Kabhi Bhi kam theek Nahin Hota aur aap kabhi bhi achcha profit Hasan nahin kar sakte
                        • #27 Collapse

                          Re: Tension zaida loss deti hai

                          G Han bilkul he Sahi he tenshin zeada lany se loss hota he kun hum sub janty Hein keh Pak Forex business profitable business he or international level ka business he keh humid me relex ho ker he Kam Karein cool mind key SATh he hard work Karein inshallah kamyabi zror mily gey is business me jitni he zeada tenshin Lein gey autna he zeada hum loss key taraf jaein gey tenshin free ho ker he Kam Kerna chaey
                          • #28 Collapse

                            Re: Tension zaida loss deti hai

                            ji han pyara bhai jaan Apne theek kaha hai kya Josh extension leta hai vah loss Ka shikar ho badhta hai
                            • #29 Collapse

                              Re: Tension zaida loss deti hai

                              ji han trade karte waqt apni motions ko control karna bahut hi jyada jaruri hota hai agar aap apni majesco control kar lete hain to aap acche tarike se train kar sakte hain aur aap bahut hi achcha profit hasil kar sakte hain lekin agar aap apni motions ko control nahin kar sakte to aap kabhi bhi achcha profitous nahin kar sakte isliye trade karte waqt hamesha soch samajh Kar kam Karen aur apne emotions ko control mein rakhen Taki aapko achcha fayda ho sake
                              https://t.me/pump_upp
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Tension zaida loss deti hai

                                asslam.o.aliakum dosto ji bilkul theek kaha hai tension mein aa kar insan aksar kam mein mistake kar deta hai jo ke loss k sabab banti hai agar aap log achi trading karna chahte ho aur ache trader banna chahte ho to aapko chahie hamesha apne mind ko fresh Rakh kar apne mind ko active rakh kar relax kar Sabar ke sath market ki movement ko samajh Kar trade open karni chahie tabhi aap achi trading kar ke kamyab ho sakte ho agar aap jaldbazi mein ya tension mein trade open karoge To aapko loss hoga isliye kabhi bhi jaldbazi mat karo hamesha Sabar se kam lo.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X