Tension zaida loss deti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tension zaida loss deti hai
    Hi Hamen tension Nahin leni chahie Agar Ham tension Lenge To isase Hamen zyada loss ho sakta hai is wajah se relax Rahein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Tension zaida loss deti hai

    Dear friend ap ki bat bilkul theek hey forex trading men tension lenay se loss mazeed increase hota hey iss liay forex trading men situation jesi bhi tension nhi leni chahiay balkay strong heart k sath loss pe sabr karen aur itni mehnat karen k loss profit men badal jay
    • #3 Collapse

      Re: Tension zaida loss deti hai

      bilkul thek kaha ap ny bhai likn hd sy zyada relax rehna tension sy bhi zyada nuqsan deh sabit hwo skta hy because kuch krny ky ly thori se tension to leni prti hy mera keny ka mtlb yh hy keh ap kam krty wqt na itna tension len keh nakam ho hain na hi inta relax ho kr kam kren
      mtlb moderate rahen miana rwi akhtiar krey
      • #4 Collapse

        Re: Tension zaida loss deti hai

        Je friends hamain forex main ziyada tension nhi lyna chahiay balke relax hokar kam karna chahiay or fresh mind k sat forex par mehnat karni chahiay ta k hum acha bonus earn kar sakain or forex main tarakki kar sakain
        • #5 Collapse

          Re: Tension zaida loss deti hai

          g waqai hum jitni zeada tension lety hain hum utna he zeada loss karwaty hain hamen cheye k hum tension na lain or tension free ho kar he kam kia karen jis ki waja sa hum bary loss sa bhe bach jaty hain ...
          • #6 Collapse

            Re: Tension zaida loss deti hai

            asalam alikum g dear membars ap sub kase haen umeed karta hon kah al sub thik honge g dear apne thik kah hay kah forex meen tread kane kae baad ham jitna tansan lien ge utna ziada hamen loos hoga agar hamen es meen kaam karna hay to hamen ziada se ziada mahnat karna hoge
            • #7 Collapse

              Re: Tension zaida loss deti hai

              jee han mre dost aapki baat bilkul drust hai kay hum jitni zyada stress main aa kar kaam krain gay hmara business utnay hi loss main jaa sakta hai hmain chahiay kay stress mai kaam karnay ki bijaye achi trah fresh or relax mind kay sath kaam krayn is trah hum loss se buch saktya hain
              • #8 Collapse

                Re: Tension zaida loss deti hai

                G han friends ye bat bilkul theek kahi he ke tention bahut ziada loss deti he q ke jab ham tention me hote hn to koi bhi kam ham ache treeke se ni kar pate quality se kam ni ker sakte jis se hamen loss ka samna karna parta he. To friend jab bhi ap koi bhi kam kerne lagen to apne mind me koi tention na rakhen aur aur fresh mind se kam kren to inshaallah apko ziada se ziada profit hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Tension zaida loss deti hai

                  Tension zaida loss deti hay gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hoay ager aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex trading main aap acha knowledge oor expriences hasail kerain gay too aap zaroor kamyab hoty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Tension zaida loss deti hai

                    g tention ka hmari trade ki quality ko kharab karny kye bht hi ahym kirdar hy ar yy hmyn kbhi bb aik acha traders nhi bana sakti to apny minds ko frash kar ky hi trade lagani ho gi ar aik acha traders bn kar apni qualkity ko bhytr sy bhytr banana ho ga jitni hm tention lyty hn to apny loss ko covers bb nhi kar saktry ar aik achy traders bb nhi bn sakty to mhynat ar aik planning ky thyt kaam ko karna ap ko aik bary loss sy save rakah sakta hy ar ap ko aik acha traders bana sakta hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Tension zaida loss deti hai

                      Assalamu Alaikum ummid karta hun aur sab khairiyat se Honge Forex Mein Acha profit Hasil kar rahe Honge Apne work se satisfy Honge apane bahut pyari baat ki hy Tension Jyada loss Deti Hai Main aapko batata chalo agar aap tension se work karte ho ek to Aapka work bhi acha Nahin Hoga aur aap ko apne business aur use work Mein loss Hoga Kyunki tension Se Kiya Gaya kam kabhi bhi achcha Nahin Hota aap Agar Forex Mein Kamyab Hona chahte hain aap ko Sabar aur Himmat ke sath work karna hoga tension Nahin leni Hogi aap Hamesha fresh mind aur strong mind ke sath work Karen Inshallah aapko kamyabi Milegi Kyunki tension Insan ko bimar kar deti hai aur kahin ka Nahin Chorte isiliye ismein loss hone ke chance zyada Hote Hain Jab Ham tension se work karte hain Hamesha fresh mind ke sath work Karen thank you

                      • #12 Collapse

                        Re: Tension zaida loss deti hai

                        Tension ka asar hota hai hamari soch par agar hum tension ko apney mind mai bitha len gay tu koi kaam sahi nahi hoga na hi post sahi hongi or na hi trade sahi hogi is liye agar kisi ko loss hota hai tu sabar karey or acchey waqt ka intazar karey lekin mehnat jaari rakhe jis say himmat barhey gi magar ziyada sochney say sirf tension hi paida hogi or insaan sahi kaam nahi kar sakey ga.
                        • #13 Collapse

                          Re: Tension zaida loss deti hai

                          Assalamu alaikum friends ji han aapki baat bilkul theek hai tension jyada lost Deta hai ismein koi badi baat Nahin hai business mein loss or profit hota rahata hai isliye aap pareshan hoon Apne varg ko achcha Karen apni trading co acche Karen achcha knowledge increase Karen treading ke related taki aapko ho aur taki aap ho pareshani Na ho ab mehnat karenge kamyab rahenge aur profit bhi le sakte hain apne work achcha Nahin karenge trading co Nahin samajh jaenge practice Nahin karenge trading per to aapko loss hota rahega isliye apni pareshani ko dur Karen mehnat karne Dil lagakar work Karen Apne knowledge countries Karen aur chin trading karne mein kamyab ho sakte hain 👍
                          • #14 Collapse

                            Re: Tension zaida loss deti hai

                            zee hardware and loss hamen tabhi hota hai jab ham tension mein aakar trade lagati hai hamen all Vedic trade karne ke liye fresh mind aur Forex jay active hokar trade karne chahie aur acchi Tarah se market ko analyse karna chahie jab ham relax Hun Tu hi ham trade open Karen jab ham relax mind ke sath trade open karenge to ham profitable trading kar payenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Tension zaida loss deti hai

                              assalamu alaikum hamen tension nahin leni chahie jab Ham re lagate Hain hamen French mind ke sath apni trade ko dekhna chahie agar Ham tension lenge aur hamara mind refresh nahin hoga to isase bhi hamen bahut jyada lost a sakta hai Ham mehnat Karen aur achcha kam karne ki koshish karen tension bilkul nahin hai agar hamara Mike tension mein hoga to isase hamen trading main samajh nahin aaegi aur ham Jo step uthaenge vah Mila uski jaane lekar jaega hamara account bhi was ho jaega isliye hamen aisa kam bilkul nahin karna chahie apne mind ko fresh rakhna chahie confidence ke sath soch samajhkar market ki movement kara licence karne ke bad acchi tarike se dekhne ke bad hamen trade lagaen aur jab Ham acchi trade lagaenge to main isliye profit bhi achcha sal ho jaega aur ham log kamyab Ho jaenge Forex main vahi log kamyab hote Hain Jo achcha kam karte Hain Jo log mohabbat karte Hain apni market ki vartman kyon per focus karte hain tension nahin lete aur apne mind ko fresh rakhte Hain jab Ham freshman ke sath achcha kam karenge to vah Kam hamara kamyab ho jaega usmein hamen Na kabhi hasil nahin ho jayegi agar Ham translate to isase bhi hamen tension hoti hai aur hamara kam acche tarike se saranjam nahin Ho pata isliye hamen stress aur tension se dur rahana chahie hamen achcha kam karne ki koshish karni chahie apne mind ko fresh rakhna chahie tha ki hamen kamyabi mil sake

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X