KaYA ap agree kartay hain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: muhblal پيغام ديکھيے
    Main ye keh raha hoon kay ham jab bhi trading kartay hain or lot lagatay waqt ye soch rahay hotay hain k iss say ham itna profit lay saktay hain.
    Lekin kabhi yeh nahi socha k itna loss bhi ho sakta hay.
    yes i agree with you every trader should be want to get success because it is very good and very profitable business so we need to learn forex trading business then we can make huge profit and life can be change so with out knowledge and skill we can not make any money.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Dear sari ki sari bath aap ki analyzing par hoti hay quen kay ham ko apni analyzing par aytimad hota hay iss liya ham ya nahi sochtay kay iss ka anjam kiya hoga or ham achay ki umeed kay sath entry laga daytay hane.
      • #33 Collapse

        bro hamin ak hi cheez ki tarf tawajo nahi dani chiye hamin profit or nuqsan dono kay bary main hi apny mind main rakhna chiye phir hi hamin pata lagy ga kay hamin kaya karna chiye.
        • #34 Collapse

          Dear friend basically forex trading business ko ham profit kamane ke liye hi join karte han. Trading me profit ya loss apke hath may nahi hota or nahi apko ye pata hota ha ke iss trade me apko profit hoga ya loss. App ziyada se ziyada market ke trend ko dekhte hoay, Currency ki history or behavior ko dekhte han or trade lagate han. Ab apko trade me lose hoga ya profit ye to trade lagane ke bad hi pata chalta ha.
          • #35 Collapse

            zahir jo b trader trde lgata hai to us ka muqsad aik her hota hai k wo is trade say apnian liyeh kuch profit earn ker saky is liyeh loss ka khiyal nahain hota.
            • #36 Collapse

              ji market pr koi trust nai k agr hum sochy k yek profitable hai to koi pta nai k yeh kb loss main change ho gay or or koi pta nai k hmain loss ho raha ho to kb yeh market sy hamian profit ho jay
              • #37 Collapse

                in the process of learning at least use pattern MM loose, so that the learning process can be more lasting. it means maybe we could better the financial manage in loose condition but with clear targets and certainly, if it is achieved will certainly know where the weak side of a system used
                 
                • #38 Collapse

                  Han eisa he bhaei hum jab bhi trade karin na to sab se pehle hum apne account balance ka andaza kar lin kiya eitni investment min hum eitna bara risk le sakte hin phir hum sakoon se trade kar sakte hin agar hum kam risk lin to acha he us se kam hi earning ho gi magar sure ho gi.
                  • #39 Collapse

                    kia ap is forum ki term par agery kartay hain.phelay yeh foru kafi acha tha.aj kal yeh kafi problem kar raha hai.is main ham daily k 20 post bhi kafi mushkil kar saktay hain
                     
                    • #40 Collapse

                      ham agree kar rahay hai k is forum nay ab sab logon ko zaleel karna shuruh kar dia hai.ab main is main daily k 5 doller bhi nahin bana sakta.problem ho gia hai
                      • #41 Collapse

                        g han han han dost ma ap ki bat sa agree krta hu aur mjy b ya hi lagta ha ha forex aik achaw bussiness ha aur is ma kam krna boat risky ha aur hamay is ma boat souch samg ka kam krna hota ha tb b ham trading kr rahy haoty hain aur forex aik perfest job ha aur ap ko is ma zada sa zada learning krnhi ha aur tb hi ap success ho gay/...................
                         
                        • #42 Collapse

                          g haan g bilkul myn bilkul agree krti hoon iss business sey ye aik acha online business hai iss sey hm achi earning kar saktey hein ye earning karney ka boht acha tarika hai...
                          • #43 Collapse

                            mere bahi je se k ap ne kay he k KaYA ap agree kartay hain to mere bahi bahat ye he k ham jab Forex trading business me kam karthe he to ahme ye soch le na chaye k business me loss bi hotha he or profit bi ho tha he.
                            • #44 Collapse

                              yeh bat to her admi ko apne zehen main rakhni chahey ke agar apko koi bhi business karte han to apko losse bhi hoga aur profit bhi ho ga aur agar ap hard work karne gay to ap apne lose per control kar len gay aur profit ko increes kar len gay toab hi ap kamyab hon gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                dear bro
                                jee haan yeh aik acha sawaal hai lakin koi acha trader iss per kaam kernay say pahlay achi terha samjhta hai or bhir bid lagata hai or sab say pahlay stop loss lagana nahi bhoolta ta k hum zayada nuksaan nah uthaain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X