KaYA ap agree kartay hain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    forex trading main bohat sy trader forex trading business ky rules ko follow ni krty hai es ly bi account ban ho jaty hai forex main trading krty howy ap ko es main bohat care full ho ky kam krna hota hai ku ky forex trading bohat risky business bi hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      bht he profitable business ha or is man mhanat sa bht sa earn kr skta han or broker hmsha wo he acha hta ha jo spread k daoran apna commision lata ha na k doaran payment laa is sa bhtar ha ap ap asa he brokr chosse kran or insta i think best h is man..
      • #18 Collapse

        mY bro always think +ve isi ley main tu ey nhis ochta hun k mujhe loss hu,.,.keu k si maion meri mehnat huwi huty hai,.aur jub main mehnat zaya huty dekhta hun tu dukh huat hai,.
        • #19 Collapse

          g han bhai jan ap ne bilkul theek kaha hai mai ap ki baat se agree krta hun kuin k hum trading mn humaishan profit k baray mn hi sochtay hain hlan k loss b trading ka hissa hai
          • #20 Collapse

            is mai jub bhi kaam kai jaye na jnab,,,ha g jnab,jub hum traduing ka rahy hotay hain jnab,to hamary sub k zehan mai yai hota hay k hum is say itna pesa hasil kar lain gay jnab,,
            • #21 Collapse

              agar aap profit laina chahtay hain to aap ko ismain loss say samna b karna hota hai is liay k har thread lazmi nai k sahi lagay is main aap ko loss b ho sakta hai or ye aik acha business hai
              • #22 Collapse

                han may ap kay sat agree karta ho kay jab be hum lot lagte hy to serf or serf hum profit ka he sochte hy or loss to humre zahan may he nae hota mager ye to bad may pata chalta hy ka yahan pa be loss be hota hy
                • #23 Collapse

                  g bro mai agree krta ho ap ke question sey becoz profit aik hope hoti hy jis ki waja sey hum trade krtey hain agr hum loss ko dekhten rahe tu trade nahi kr sakey gy bs loss ka hi dar ho ga.tu profit aik hope hy apni hope ko badhain or trade karen.
                  • #24 Collapse

                    ji mere bhi ap ki baat teek ha hume chaye k hum forex par trading k liye proepr training or practice karn k forex par kase trade ki jay is k bad he hum forex par success hasil kr sakte han proper planning bhot zarori ha
                    • #25 Collapse

                      yes brother loss ka kon sochta ha bas jab bhi busniess karo to achy ka hi soch kar karo or allah par bhrosa karo kh ap k sath acha hi kary ga
                      • #26 Collapse

                        g han forex ek risky buisness ha jis mein humen sirf profit ka he nai sochna chahiye balkay humen loss k bare mein b sochna chahiye kiu k ye ek aesa buisness ha jis k zariye se humen loss b ho sakta ha aur is liye hamen sari chezen soch samaj kar he kam karna chahiye
                        • #27 Collapse

                          dear bhla kiy bat hai her koi jb koi bh buisness start krta hai to wo phle profit ka he sochta hai k mjhy is se kitna mile ga aur kiya mera guzara ho jaye ga.but aisa nhe phle loss k about sochna chahye phr profit.
                          • #28 Collapse

                            Dear friend agree karty hain is bat say kay jb trading karty hain to hm just trading say profit earn karnay ka sochtay hain aur hm loss kay baray main nahi sochtay aur jb loss hota hai to dis heart ho jaty hain.
                            • #29 Collapse

                              I think you are right, we have to keep both aspects when we start trading, but we should put the option of Stop Loss and Take profit, which will alive you to do the more business, if you will not put these limit, your account will be washed out and you have no option to trade.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                yes knowledge forex meey success keey bohet hi great power ki terhaa kaam kertaa heey forex working ko agerr aap hobby banayee geey tu aik time aisaa ayee gaa keey yee aap ko benefit deey gaa aur aap iss seey good out put leey raheey ho geey so forex keey bareey meey knowledge and experience liyee begair trades nahi lagani chahyee

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X