KaYA ap agree kartay hain.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Ap nay achie baat knee hay I agree withyou kay ham trading karty hovy bas profit Kay baray may sohtay hay ya isi soort hoskta hay jab ham apni knowledge skill say or achay experience say hardworking kary to achay profit Kay baray may soch saktay hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      g han daer main apki baat se agree karta hun hamen bas profit ka sochna chahaiy loss ka kabhi iss busienss mai na sochen jis trah ap sochenge waisa hi hoiga so hamesha positive sochen tabhi kamyabi milegi.
      • #78 Collapse

        han bilkul aisa hi hota he lekin ham buhat achchi trah soch samjh ker lot lagate hen kyon hamre mind me yeh bhi rehta ke agar ham bagair soche samjhe lot lagadi aur aur agar hamre against chalea gaye tu hame kafi intizaar kerna parh jaye ga raha sawal loss loss hone ka ham sochte he nahi he kyon hamari lot iitne bari he ke market pore month bhi hamre against khari rahe tu hame koi fikar ki baat nahi.
        • #79 Collapse

          yes ma to aisa zror sochta hon or loss wali bat to har time mere mind main hoti ha or loss and profit to har business ka hisa hoty hain ham agar risk ni lain gay to achy trader kese banen gay risky lena chaheye lakin thora ta k account bhi safe rahy
          • #80 Collapse

            app ko ek baat batata hoon main har trade par loss ka sochta hoon lakin mujay 150 little trades main sirf ek trade se loss howa hay ab 24 november tak do khud little loss par katee hai ghulity se trade lagee thee click ho gaee thee little trades main kul mila kar 140 se zeeda par profit lya ek no loss no profit par ghulate se cut naheen hit hooee kessa hay ager mera account 1000 dolor se zeeda hoota tu mainiss waqt tak zeeda earning kar leeta
            • #81 Collapse

              ham jab full learning k bad trade main kam kartey hain to hum tradeo inter karte howey he pata hota hai k trade mainhum ko profit ho ga or kitna ho sakta hai es ka b pata hota hai
              • #82 Collapse

                Kaya ap pakistan forex forum trading my agar ap is my agar work karty ho to ap is my agar work karty ho to ap is my
                • #83 Collapse

                  lot size agar app ne zeyda lagaya hay to profit b zeyda ho sakta hay or loss ka khayal to mind me har time hi hota hay profit k sath hamy loss b ho sakta hay
                  • #84 Collapse

                    g han bhai jan aap theek keh rahy hen men ap ki bat sy agree krta hn new trader trading krty time ye sochty hen ky itny volume use kr ky hum itna profit earn kren gy to un ko ye bhi soch rakhni chahiy agr loss hua to itna loss bhi ho sakta hy loss or profit is busienss ka hissa hy is liy profit or loss ko bhi mind men rakhna chahiy
                    • #85 Collapse

                      Assalam-O-Alaikum aisa bhai jan tabhi hota hay jabhum bna kisi planning aur money management kay bagair trading kartey hen aur jab hum apni trading me achi money management karen gay to pher hum ko is me loss nahi hoga.
                      • #86 Collapse

                        dear hamin forex main loss or profit dono pahlon ko apnay samnay rakhna hai or is main ham jis terha se kam kerin gay is main usi terha se hi profit or is main loss ho sakta hai
                        • #87 Collapse

                          aik professional trader aur newbie trader mai aik he fark hai ke newbie trader jo hai woh hamesha market mai trade kerte hoe profit ke baray mai sochta hai jab ke aik professional yeh sochta hai ke loss kitna bare karo.
                          • #88 Collapse

                            Bhi jan forex treading business ho ya koi our business loss our profit to dono may hota hay forex treading business may hama jab be lot laga acha he soch kr lagia q good soch sa good he hota hay agar ham ya socha to per business he nahi kr saktay hay hamy business good things he rakni chaia na k bad things ok
                            • #89 Collapse

                              jii haan forex business main jab ap traidng karty hain then stoploss k tool ka use karna kafi important hain kyun k jitny b big traders hain wo stoploss use karty hain kyun iss se hum aur nuqsaan se bachty hain..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Yeah agree, but agar trader experienced and well strategic hoga to woh confidence ho kar easily successful trade kar sakhta he, everything is possible with hard work, so brother agar ap ke pass well experience he to ap asani se munafa earn kar sakhte ho.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X