After 2 years in forex market !! why i am not rich person ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2056 Collapse

    Forex me hone ka mtlb ye nhi hy k ap 2 saal me rich hojaengy ye to ap per depend krta hy agr apke pass knoweldg or expernence hy to ap jaldi rich bn skte hen agr knoweldge nhi hy to apko 10 saal b lg jaen ap rich nhi ban skte or forex me jaldi rich banne ki na sochen ap loss krengy warna esko ap learn kren then agy barhen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2057 Collapse

      Forex trading per work kartay huway zayada dreams dekhney say ijtinaab karen kyun kay jab dreams poray nahi hotay to ap ko bohat dukh hota hai is liye kabhi tension na lein positive ho kar agay barhein yeh na sochein kay 2 saal ho gaye main ameer nahi huwa etc yeh sub fazool batein hoti hein.
      • #2058 Collapse

        Assalam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot acha sawal kia hy dear app ko rich karne ke liye koi bhi business nahi banta hay app ko khud hi sab kuch karna huta hay app ki investment achi ho tu app ko yeh market kuch month main hi rich kar sakta hay per app ko na tu is kam ka pata huat hay aur na app ko is main investment itni karne ka muqa milta hay ke app ko rich hune main deer na lage per app tu jaldi se rich hune main hi poor ho jate hay is ki waja hay app greedy ho kar is kam ko karte hay jo thik nahi hay .
        • #2059 Collapse

          Aapki Soch hai galat hai ke Aap do saal mein Forex me Amir tarin Ban Jaoge forex business patience or planing ka kaam hai Laga Chunri Ke Badle Mein Sirf aur sirf nuksaan ke Alawa kuch Hasil Nahi Hota Forex se aap rich nahi ban Sakte rich banne ke liye bahut saal chahiye achi Mehanat chaiye
          TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
          Please visit my trading journal from here
          • #2060 Collapse

            dear friends, forex market main wahi traders kamyab hotay hain aur rich ho saktay hain jen k pas acha knowledge hota hay aur woh money management k sath trading karta hain aur un ka capital bhi bara hota hay...aisay traders acha profit earn kar k kuch hi arsay main ameer ho saktay hain.
            • #2061 Collapse

              is forex main plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon ga aur hamain market main sab kam kar k rich hho sakty hain aur haamin market main is k bary main hard work kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karien gay aur hamain market main anlasye kar k hi hum real main earn karein gay
              • #2062 Collapse

                market main kisi bi waqt trade kar sakty hain aur hamain market main is k bary main greed ko avoid karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur is forex main rich bi ho sakty hain aur hamain market main is k up aur down ko dekh k hi hum real main achi trade kar k hi hum run karein gay
                • #2063 Collapse

                  ek trader ko rich hona time pa dependent nahe hai trader ka experience or us ki strategy he usy rich banati hai so rich or successful banny k lye hamara experinence hona bahat zruri hai or earn kerny k lye haari planning ka strong hona zruri hai ta k hamain loss k chances kamm sy kamm hon or ham jaldi rich bann skein
                  • #2064 Collapse

                    is ma kio be aik din ma rich nhe ho sakta ha is ma boht zada time lagat ha aap ko to is ma pahlay is ki knowlged hasil karnay ma boht zada time lag jata ha is ma aap ko jo profit hota ha aap is ma sa koch money bank ma invst kar day our koch apnay uues kay liay rakay is trah karnay sas he aap is ma rich ho gay agr aap sara profit saht saht ues kary jay gay to is ma aap kad zamdara ha
                    • #2065 Collapse

                      is forex main bi koi kam k ar sakta hai so hamain is k bary main learning karni ho gi ta k achi trade karny main bi asani ho saky gi aur ye sab k liye best hai is main hum part time main achi trade kar k boht hi acha bonus hasil karein gay aur hamain market main earn karny main bi asani ho saky gi it is good job
                      • #2066 Collapse

                        Dear yah bat to bary asan hai k ham kab se forex main kam kar rahy hai lakin dear hamin is bat per dhyan daina ho ga. ham na forex ko samjha katna hai q k agr ham forex main waisy kam kar rahy hai to earning kahan kahan hony hai. mazeed yah bat k ham na katna risk lai hai. q k ham forex main zyda risk nahe laity to ham kaisy mumkan hai k bohat zyda earning kar sakain. to simply finall yah bat kaho ga k agr ap forex ko full learn kar chukhy hai or confident hai to phir bara real account bana kar earning kain bejain is bonus waly k . q k bonus wala account ham ko earning to da sakta hai per ham ko rich nahe kar skta jo ap soch rahy hai.
                        • #2067 Collapse

                          kasmat ki bat hote ha kay aap is ma itnay arsay sa trading kar rahay ha aap ko trading ki knowlged be ha our aap is ma rich na ho saky is ma aap ko rich honay kay liay is ma mahnat karne hote ha our is ma aap ko apne fazol karche be kam karne ho ge is trah to nhe hota ha kay jitna paisa aaga aap is ko katam kar day is ma aap ko invst karna cahay save karna cahay
                          • #2068 Collapse

                            After 2 year forex mein aap isliye abhi tak rich nahi bane hein kioun keh apne forex ko abhi tak learn hi nahin kiya hey aur aap jab tak forex ko achi trha se learn anhin kartey hin aap kabhi bhi is business mein achi trha se successful nahin ho saktey hain aur na hi rich ban saktey hain.
                            https://t.me/pump_upp
                            • #2069 Collapse

                              G bhai ye ap pe depend krta hai.k ap kitni saving karta hain mera ap ko mashwara hai k ap jo profit forex se gain kartay hai n usay widraw na karwaein or apnay account ko bara krein kionke jitna bara account hoga utna zyada profit hoga or ap jaldi rich bn payen ge
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2070 Collapse

                                is main hum sab trade kar sakty hain so hamain is k bary main planing karien gay tab hi hum run karein gay aur market main expeience hasil kar k hi trade kar skaty hain aur makret main is forex main knowldge hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur market main planing karein gay ta k loss kam ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X