After 2 years in forex market !! why i am not rich person ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2011 Collapse

    mere bhai zarori nahe hai ke ap do sal mai rich ho jain ye to ap ke uper hai ap kitni invest karte ho ap ki invest ke hisab se profit be utna he hoga or ap jaldi he achi incom kama sakte ho kam invest se ap rich banna cha rahe ho to ye mushkil hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2012 Collapse

      Agar aap rich ni huye to aap har month aik acha profit to gain kr lete ho jo aapka kharcha to mazze se chal jata hai.
      Agar aap mony managment chor dete aur rich hote ki koshish krte to shaid aap zarur loss kr jate, agar rich ni huye to forex se aapko loss bhi to ni hua hai.
      Hamen rich hone ka wait kerna chahiye pehle hamen apna balance increase krna chahiye tab ja k ham rich hone ka soch sakte hain.
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • #2013 Collapse

        agar humara forex trading main ziada time guzarnay kay baad bhi earning achi nahi kar saky to humay chahiey keh esmain konsi galtia bar bar kar rahy hay aur humay apni learning par twajo karni chahiey tab he hum esmain kamyab ho sakty hay
        • #2014 Collapse

          janab forex men bahut aesay tarders hain jinko forex men kafi sal ho gay hain trading karty huwe us k bad b wo kuch hasel nhi kar pay hain forex men is ka reason ye hay wo apny stratgey ko pher kabi nhi dekhty is trah say unko apni mistake ka kabi pta nhi chalta so wo is trah say trading men nakam hain
          • #2015 Collapse

            agar hum forex trading main regular earning karen gay tab he hum esmain acha earn kar sakty hay ye aik bohat acha business hay esmain sai say time dai kar he hum future bna sakty hay aur humay esmain apni trading skill ko improve karna chahiey
            • #2016 Collapse

              agar hum esmain ziada time lga dainay kay baad bhi esmain rich nahi huway to humay chahiey keh pehli baat to trading skill ko improve karen aur ye hum demo account par trading kar kay bhi kar sakty hay aur dusri baat humay esmain saving karni chahiey tab he hum paisa bcha sakty hay
              • #2017 Collapse

                Ia liya ap amer nai howay hogy kionk ap konis ki abhi tak smjh hinnai ai hy is waja sy bs nai to ap is my bhot zwada amer ho jaty hybianmy ham dinonmy hi amer ho jaty hy jab ham konya smjh ah jati hy or smjhny my hi kafu taume ham konlg jat hy is bisness my
                https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                • #2018 Collapse

                  kuch log Toh aise score issues kar rahe hain long time ke baad bhi movies paise Jyada Mount nahi bana rahe hai aapko chahiye Aapko Pehle acche se seekh le phir invest kar ke kaam karna start kar de
                   
                  • #2019 Collapse

                    agar kafi time guzarnay kay baad bhi hum forex trading main achi earning nahi kar saky to humay chahiey keh forex trading ko sahi sy seekhy aur daikhy keh kahan hum galti kar rahy hay agar hum apni galtio ko theak kar kay trading par focus karen gay to acha earn kar sakty hay
                    • #2020 Collapse

                      market main boht say log kam karty hain agr humain success hasil karni hay to hard work kar kay achy say kam karna ho ga ta kay trade karna kafi help full ho sakay is main log rich hoty hain magr trade main kam karny main achi earning hasil karny kay liye humain demo ko use kar kay pracctice say kam karna ho ga ta kay los skm ho sakay
                      • #2021 Collapse

                        agar hum market main experince ko enhance karty huway trading karen gay to he humari trading esmain achi ho sakti hay aur humay chahiey keh esmain khoob mehnat karen aur humay chahiey keh dil lga kar tradsinga chi ho sakti hay humay chahiey keh esmain time sahi say dain
                        • #2022 Collapse

                          agar hum esmai kafi time guzarnay kay baad bhi rich nahi hoey to humay note karna chahiey keh kis waja say humary sath aisa ho raha hay so humay chahiey keh es business ko shi say learn kar kay run karen aur tab he hum esmain achi earning gain kar kay uski saving kar sakty hay
                          • #2023 Collapse

                            agar hum theak say money management karty huway bina lalach kay forex trading karen gay tab he hum market main achi earning kar sakty hay so humay chahiey keh esmain theak say time dain kyun keh time dai kar kam karnay main he faida hota hay
                            • #2024 Collapse

                              market main trade karny k liye learning karni ho gi tab hi hum run karein gay aur experience hasil kar k hi hum achi trade karein gay aur is main hum kam kar k apni har zarorat ko pora kar saky gay aur market main profit hasil ho saky ga
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2025 Collapse

                                market main trade karny k liye learning karni ho gi tab hi hum run karein gay aur experience hasil kar k hi hum achi trade karein gay aur is main hum kam kar k apni har zarorat ko pora kar saky gay aur emotion ko kabo main rakhana ho ga
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X