After 2 years in forex market !! why i am not rich person ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1591 Collapse

    yeh to apki ghalti he keh aap 2year ke bad bhi abhi tak failure hein isliaaye apko apni mistakes se seekhna hoga aur apko chahiye keh aap demo account par ziada se ziada time guzaren then aap is main kamiab ho saktey hain.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1592 Collapse

      agar aap after 2 year bhi forex market mn abhi tak achey trader nahin ban sakey hein to is mn apki apni kamzaaori he keh aap forex ko learn nahin kar sakey hein aur isliye aap is business mein fail ho chukey hein.
       
      • #1593 Collapse

        dear us ki aik he reason ho sakti ha k ap ya to ziyda risky trader hain ya phir ap mistakes say seekhtay nahain hain ager ap un mistakes ko controle ker layain jahan say ap ko nuqsaan hota hai to shahid ap jald rich ban jayain.
        • #1594 Collapse

          Agar aap nay forex trading main say earnin ghi na ki ho to rich kasay bano gay, forex earning to bohat deta hay but es main loss bhee bohat zaida hay, jo trader rich honay kay liay es business ko join kartay hain wo greedy honay ki waja say loss hi kartay hain, so low profit hi aap ko accept karna chhayie.
          • #1595 Collapse

            lack of experience hai ya mare khayal mai ap ko apne expesnes kai pahle sai he ek list bana lane chhaye mai is cheez ko atne mai lo ga us cheez par itne paisyan lgayo ga apne targets set karne chahe month by month mai is month itne saving karo ga next month itne saving karo jab ap ya targets set kar lo ga ap easily apne dreams achieve kar sako ga
            • #1596 Collapse

              Before our favorite ki aik hain ziyda risk trader because he ha ho energy p k before the mistakes of the united nationas mistake seekhtay nahain hain ager ko kontrol ker layain ko nuqsaan.
              • #1597 Collapse

                You have spotted a wonderful point. It's about compounding money for creating wealth. If you are not a rich person then you should think to build investment. If you want career in it then look for a PAMM and multi account management.
                • #1598 Collapse

                  bhai jan ager without learning ap jitne sall merzi lage raho ap forex say profit nahen lay sakte.forex is very risky.ager ap is kee traning nahen len gay to ap kabhee bhee kamyab nahen ho sakte.ager profit lena he to is ko technical or funadamental dono treekon say sekhna ho ga phir ja ker ap kam kerne k kabil ho saktee ho.
                  • #1599 Collapse

                    forex trading aik world wide online business hay iss main loss bhe hay or profit bhe yeh aik highly risky business hay yeh to aap per depend kerta hay kay aap trading kesay ker rehay hoo...
                    • #1600 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: hamadmuneer پيغام ديکھيے
                      pory 2 saal ho gy hain mujhee forex market main kam karty huy lakin main abhi tak rich kion nahi ban saka mujhee to is ka aik he reason samjh main ata hai ke main ne shaid kabhi rich banany ki koshish nahi ki ya money managment ka masla hai main jo be profit hota bas nikal ke use kar leta hun main bas aik acha monthly profit banta rehta hun

                      app kia samjhty hian app kion rich nahi ban saky ya kia app rich banany ka wait kar sakty hain?
                      bhai ap nay 2 years just trading ke hai lakin forex ke har ek cheez ko nhe seekha hai ap ko news ko follow krna ata hai ?? ap ko technical indicators ka pata hai ap ko money manage ment ka pata hai is leya in cheezon ko seekho ap ko khud apni situation ka pata chal jay ga
                      • #1601 Collapse

                        yar meray bahi meray khayal main to aap rich ban chukay ho lekin aap ko khud nahi lagta aisa q k paisa cheeze he aisi hay jitna zaada ho ga itna kam lagta hai or han aap agar monthly profit acha earn kar rahay ho to os ko save rakho dont withdraw it g then make a big and risky trade then u will find that how the rich man like.
                        • #1602 Collapse

                          jee bhai bohat se loog is business mein nuqsaan bhi uthaaty hen uski bohat si wajuhaat hen jese k strategy ka na hona, laluch kr jana, jaldbaazi se kaam lena, experience ka na hona, knowledge ki kmi. aur in sb wajuhaat ki waja se shyd aap achi earning nhe kr paey..
                          • #1603 Collapse

                            Bhae jaan mujhey bhe forex maen takreban 2 saal ho gaey haen rich to doir ki baat continue earning bhe nahe ker pa raha hon ghaltian humeri apni oir wohe purani haen jis ki waja say apna maqsad hasil nahe ker sagy
                            • #1604 Collapse

                              Rich hona forex trading se her kisi ki fate mein nai likha hota, han kuch ehsy hoty hein jo k boht kam waqt mein bhi rich ho jaty hein ap ko two years hogay hein ap rich nai huy reason ye he k ap ne shaid os tarha mehnat nai ki hogi jis tarha karni chahye thi.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1605 Collapse

                                o is laiy hi kay kay agar ap ajarich nai bun sakaty hai tu a[pko boaht hi sabar ka sath lena hai kyu kay ho sakat hai kay ap kal ko is buisness mei iak boaht h achy aur kamiyab tarder bun jaiy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X