After 2 years in forex market !! why i am not rich person ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1606 Collapse

    bhai mera khayal se apko forex ki info kam hai apko forex ka a to z malum nh tabhi apne itne saal spend krdiye or ap earn kr sake jitna apka target hai , bhai ajkl to jis k pas experince or forex ki a to z knowledge hai wo monthly 1000 to 2000$ earn kr rha hai q k usko iska experince hai ap apna experience gain karen jitna apk lye possible hon bro
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1607 Collapse

      ho gy hain mujhee forex market main kam karty huy lakin main abhi tak rich kion nahi ban saka mujhee to is ka aik he reason samjh main ata hai ke main ne shaid kabhi rich banany ki koshish nahi ki ya money managment ka masla hai main jo be profit hota bas nikal ke use kar leta hun main bas aik acha monthly profit banta rehta hun
      • #1608 Collapse

        dear aap ki dono batain hi dil ko lagti hane masla ya hay kay jo ALLAH chahta hay wahi hota hay ya us ki bath hay insan kay bas ki bath nahi hay aap mehnat kitni kar rahay ho agar ziyada kar rahay ho to phir to aap ko iss ka phal bi milna hay.
        • #1609 Collapse

          G forex se ap apni zaroort to puri kar rahe han aur2 years se ap apni zaroort puri kar rahy han tu kia ye kam hy aj k is waqt mein insan apni zaroorten hi puri kar Len tu ye bari baat hy ap ne kaha hy k ap aameer nhi hwye ap ne apni zaroort puri kar li buht han
          • #1610 Collapse

            dosto main khude trade kay kaam main new mujay is kay baray main zayda informartion nai ap ko agar kuch masla lagta ha trade main to wo ap ki investment kam ha agar ap ki investment zayda ho gi to ap ko profiyt be zayda ho ga
            • #1611 Collapse

              mere khiyal say apko tu is ka faida ho raha hai ,ye aur bat hai k ap apni profit ki earning sath sath nikal lete hein,gar ap aisa nahi karte tu shaid aj ap k pass aik bara capital hota,jis kiwaja say apki earning ziyada strong hoti,bas apka capital kam hai jis ki waja say ako earning bhi kam hai
              • #1612 Collapse

                mujhe rich banne ka koi shoq nahee hai main bas aik aisi life chahti hoo jis main tamam zarooriat araam se poori hoo aor ham doosro ki madad bhi kar sake
                 
                • #1613 Collapse

                  Dear Forex main sirf wohi banda rich ban sakta hai jo learning aur experince kay trading start karna bina experience kay loss hi hoga iss liye aap demo account say experience gain karen.
                  • #1614 Collapse

                    forex main zarori ni k ap ameer bany is main ap ko kabhi kabhi package acha mil jata hai is main banda rich b ho jata hai boht rich ho sakta hai lekn is main luck boht chalta hai
                    • #1615 Collapse

                      Agar aap ko 2 years ho gay hain and earning nahi hoi es ki waja forex nahi hay bilkeh aap ko learning and hard working hay agar aap nay es main hard working say kam nahi kia to earning kasay ho gi.
                      • #1616 Collapse

                        forex ek normal business hai jaise k baaqi tamam busienss hai.iss mein bhi aap otni he imcomme kar sakty ho jhitni onn mein karty ho. ageraap iss mein expert ho to aap ziada kama sakty hio oss k rasty hian bohot . pamm.signals fund management.
                        • #1617 Collapse

                          Mery khyal main aisa tab he hota hay jab hum market sy earn kea huwa profit apni life ki needs ko pura karnay kay liye use kar lety hay so humay chahiey keh hum market say jo bhi profit earn karen uska kuch hiss safe zaroor karen
                          • #1618 Collapse

                            You are work the market with the patience. You are not a greedy. You are earn the money. You are rich after two years. Forex market earning is very high. We are earn it.
                            • #1619 Collapse

                              Forex main agr learn karty hain to hum is main big risk bhi lay sakty han or is main sL k use say hum kamm time main zada earn earn kar sakty han agar hum sI k use karty han to ya boht he use ful hai or hum is ke madad say earning lay sakty hn or is business say apna acha career bna sakty han...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1620 Collapse

                                After two years market agar ap pakistan forex forum trading my agar work karty ho to ap is my bhot achy sy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X