After 2 years in forex market !! why i am not rich person ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1456 Collapse

    dear friend forex k trade mien hum jab experince,knowledge or demo account py practice hoti h ager in sab chezo ka pata ni to pher hum successful ho sakty hien
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1457 Collapse

      Bahi jan forex trading busienss say trader rich nahi ho sakta but es say aik good earning ho sakti hay, jes say hum apni life ko best kar saktay hain.
      • #1458 Collapse

        Base on me i will say that if you can be able to trade well then you must so always see the sure trend that will give you market at any given time
        • #1459 Collapse

          g bhai jaan is mai aisa nhe hota hai is mai humay saal to lag he sakte hai is mai humay theak say he learnign karni chaiey and ye sab say best hai
          • #1460 Collapse

            Jnab koi bhi forex k busness se rich nahi ban skta chahe pore 10saal lga lo mene nhi kabhi suna kisi se k me is busness se rich hogya
            • #1461 Collapse

              all decisions depend on the trader respectively, that are important we should not blame an analysis when experiencing loss, because every analysis has the possibility of loss, we can do just by looking analysis to minimize the possibility of profit more than false signal.
               
              • #1462 Collapse

                bhai jaan main to abhi new haon lekin aap ko itna bata sakta hon kay ap apni trading par nazarsani karin ho sakta hain kay kahan aap mistake kar rahay haon
                • #1463 Collapse

                  Brother agar aap forex men ik long time say working kar rahay hen to app ko chahiye k aap apni mistakes ko parkhen aur unhen improve karny ki koshihs karen.. Jab hi kuch behtr ho sakta hay..
                  • #1464 Collapse

                    yar is ki kafi sari wajohat ho skti hen, jis ki wajs se hum trading bhi kertay hen magar oska result nahi mil pata hai, is ki waja se ye hai kay kabhi hum trade ghalat laga detay hen, kabhi poora time nahi de patay hen ya kabhi experience kam hota hai or kabhi practice kam kertay hen, in ki wja se bhi achi earning nahi ho pati hai, in sab cheezon ko dhiyan ma rakhen
                    • #1465 Collapse

                      bhai jan aap is lye rich nahi hue hon ge kiun ke aap ne is me sahi se learning hasil nhi kari ho gi ya phir aap ki investment kam ho gi is business me experience ke sath sath investment bhi achi honi chahie tab he ap ko faida pohanch sakta hai .
                      • #1466 Collapse

                        bahi app rich ban to gye ho r apko kis trah sa rich banna ha r app jo 2 year sa kar rahy ho traidng r app sath sath profit b lay lay ho r apni life ko enjoy kar rahe ho esi ko to rich kahty ha forex ma agr app dosry wala rich keh rahy ho to app ko wo b ban jyo ga r hard work kar ka
                        • #1467 Collapse

                          Han bhaei apka sawal aik haqeeqat pe bunyad karta he aur ye hum sab traders ka bhi sawal he k eitna waqat guzrne k bad bhi hum rich kuwon nahi hin to bhaei es ki wajah he k hum money management k asoolon k mutabqi na trade lagate hin aur bar bar same mistakes hi ko repeat bhi karte hin.
                          • #1468 Collapse

                            I don't know bro agar ap itnay arsay say is market main mehnat kar rahay hain tu ameer kiyon nahin ban paye abhi tak I think ap ko apni strategies ko dhaikna ho ga kahin ap ki strategies tu galat nahin hain agar galat hain tu ap ko apni strategies ko theek tarhan say implement karna ho ga.
                            • #1469 Collapse

                              My dear friend aisa nai hai k ap bht hi zaida amir bn jaye forex mein trading krne se. agr aisa hota tw aj bht sare forex traders bht ameer hote. lekin sari yeh bat hai k ap is mein se daily, weekly ya monthly kitna earn krlete hain. agr ap usko accumulate krnge tw apko pata chale ga k apne ghar behte kitne kamliye hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1470 Collapse

                                dekhyn bhai is kaam mai apko sabar ki bohat ziada zarurat hoti hai baaz oqat aisa hota hai k ham monthly basis per apna acha profit nikaalty rehty hain or kharch karty rehty hain magar phir akhir mai dekhty hain to hamary paas kuch bhi jama nahi hua hota to is waja se aisa feel hota hai k kuch bhi earn nahi hua.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X