After 2 years in forex market !! why i am not rich person ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1501 Collapse

    hahahahahah lolz yar bhai mery ap ko itna pata hai k ap ki jo ap ki bnai hoi startgy hai wo ap ko kabi profit b de saki hai k nai baki ap ko ye pata ho na chaye k ap ko jitna ho skay is ko serious ley
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1502 Collapse

      bhai apne sahi tarah se trading emin tawajo nahi dii na apne sahi tarah se seekha nahi na agar seekhte to 2 year long time hota hian apko successfull trader and rich person hjojan achahhye tha
      • #1503 Collapse

        mera khayal ha ap ko daily,weekly,or monthly jo bhi profit hota ha ap use withdraw kar laite hain aur wo amout shayas kam hote hain jis ki waja se ap rich nahi ho pa rahe wo amount ap ki jaldi khatam ho jate hain ya phir ap abhi tak forex main expert nahi howe ya bhi ho sakta ha k ap forex main kam amount use kar ke trade kar rahe hu
        • #1504 Collapse

          yes dear member aisa hi hai mere sath bhi same thing hai actually pakistan mein economy problems itni hain aur itni mehngai hai kay hum jo bhi earn karty hain sari earning kharch ho jaati hai yehi wajah hai kay hum rich nahi ho saktay saari earnings spend ho jaati hain
          • #1505 Collapse

            yeh aik trader ki ghalti hoati hay keeh woh lalach say kaam laytay hooay trading main jis waqt ay trading laga daytay hain halankeh aysa nhe hoata hay aap trade laganay kay waqt ka intazar karrain phir aap daikhain gay keh trade kia hoati hay
            • #1506 Collapse

              Dear is business me app abhi tk rich is liye nahi bn sakyn ha kyun k ye aik asa business ha jis me app ko loss b hota rehta hoga jis ki wajah se app is business me abhi tk rich nahi bn sakyn app ko agr rich bna ha tu us k liye app ko apny loss ko kam karna hoga
              • #1507 Collapse

                practice will be your friend who can make easier road for you. without practice huge knowledge or huge capital is fully useless. until you practiced your knowledge in the demo,you will never get the ability to earn from the real market. your must be nervous in the real market,but practice will help you to overcome this nervousness.
                • #1508 Collapse

                  agar ap shai ntrah se kam kare or hard work karen to ap is busienss ko 6 month main seekh skte hain or ap easily apnilife ko change kar skte hain ye busienss main apko thorei mehnat ki zrurat hay ap easily is main rich admi ban skte hain.
                  • #1509 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: hamadmuneer پيغام ديکھيے
                    pory 2 saal ho gy hain mujhee forex market main kam karty huy lakin main abhi tak rich kion nahi ban saka mujhee to is ka aik he reason samjh main ata hai ke main ne shaid kabhi rich banany ki koshish nahi ki ya money managment ka masla hai main jo be profit hota bas nikal ke use kar leta hun main bas aik acha monthly profit banta rehta hun

                    app kia samjhty hian app kion rich nahi ban saky ya kia app rich banany ka wait kar sakty hain?
                    forex ma hum sub sa pala to is ma hum point ko bana ta ha or is ma trade kar ta ha or is ma hum ko ager is ma loss ho ta ah to hum si ma phir sa point ko bana kar is ma trade kar ta ha or is ma hum hud sa be pasa ko laga kar is ma trade kar ta ha or is ma eran kar ta ha or is ma eran akr ta ha or is ma hum ko zada kam be na he kar ta ha or is ma eran kar ta ha or is ma eran kar ta ha
                    • #1510 Collapse

                      agr to aap ko waqai 2 saal ka arsa ho gya hai aur aap k paas savings nhi ho rahi is ka matlab hai k aap k paas experience to hai lakin aap k paas knowledge aur practice nhi hai
                      • #1511 Collapse

                        Mery khyal main eski waja ye ho sakti hay keh hum forex trading ko agy nazeed learn nahi kar rahy humay jitni trading ati hay utni he kar kay jo profit hota hay usko alni needs puri karnay main use kar lety hay
                        • #1512 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: hamadmuneer پيغام ديکھيے
                          pory 2 saal ho gy hain mujhee forex market main kam karty huy lakin main abhi tak rich kion nahi ban saka mujhee to is ka aik he reason samjh main ata hai ke main ne shaid kabhi rich banany ki koshish nahi ki ya money managment ka masla hai main jo be profit hota bas nikal ke use kar leta hun main bas aik acha monthly profit banta rehta hun

                          app kia samjhty hian app kion rich nahi ban saky ya kia app rich banany ka wait kar sakty hain?








                          according to my personal view i think it is your problem because if you have to get the good knowledge and trading experience than you easily earn money from it otherwise you can not earn money from it.
                          • #1513 Collapse

                            Dear sir agar aap hard working ka kam nahi karo gay to earning good nahi kar saktay, wasay jetna marzi long time spend karo agar earning nahi karo gay to rich kasay bano gay.
                            • #1514 Collapse

                              my dear brother mean samjata hoon key ager ap forex trading say apni monthely zaroreat achi thera say pore ker rahey hean to ap ko mazeed risk nahi lena chaheay lakin ager ap thora thora ker kay apny account ko barha lean to lot ka size barha ker mazeed profit hasil kea ja sakta ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1515 Collapse

                                hamay rich k baary ma nahe sochna chae ha har kisi k aik time zaror ata ha ha is liye hamay w8 karna chae ha aur dil laga kar kam karna chae ha isi ma hamari behtari ha
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X