Had Sy Zaida Atimad Lalach ko Dawat Daita Hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    Humhe overconfidence se kam nahi lena chiye ye hamare liye lose ko dawat deta ha ha forex me over trading to sahi ha is se practise bharti ha lekin overconfidence hamari knowledge ko aur stretegy ko waste ka deti ha is liye hamhe overconfidence se avoid karna chiye
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      confidence or overconfidence ya 2no cheezin forex may boht zyada mainay rakhti han q k kuch traderz jo k joiner han wo sochtay han k wo forx k zarya raato raat ameer ban jain gay or over confidence may wo apni saari ki saari investment ko kho baithtay han or phr sochtay han k yar kya pata is k baad wali se mujhay faida ho jay to aisa mumkin ni ha investment karnay k leya ap ko forex ko achay se samajhna chahey or phr investment karni chahey or overconfidence to bilkul ni hona chhey.
      • #348 Collapse

        this is absolutally right that overconfidence invites the greed, and greed is very harmfull in all the business and all the fields of life, so one should avoid from this habbit. and do work with hard and honestly.
        • #349 Collapse

          Confidence is good thing in the trading and it helps to make the good trading orders but over confidence means that you will not get correct order in the market
          • #350 Collapse

            yes, overconfidence always invite greed for a trader in forex business. I think it's a very bad habit of a forex trader to over trade. we need to control our greed as well as over trading and over confidence.
            • #351 Collapse

              well agree insaan jab over confidence hota tu woh jazbati aur chora hojata jis ki waja sa woh lalach karta and at the end of it he turns to loss and a great loss
              • #352 Collapse

                Overconfidence invite greed bilkul sahi kaha hai apne mere brother kyun kay main yeh batata chalun kay agar ap forex main bohat ziada overconfident hojate hain to apke sath aik cheez hojati hai aur woh hai lalach phir lalach apka sath nahin chorti
                • #353 Collapse

                  yes friend you are right hamain trading k liay confidence ke zarurat hote har par agar ham overconfedence hojaen gay to is say loss ke taraf move karjaen gay,or hamari greed hamain successful trader nhe bnny day ge
                   
                  • #354 Collapse

                    koi bhi kam kerny se pahly is ko achi tarah se jan lena chahye phir hi is men working kerni chahye or is men over confidence nahi kerna chahye is se hamain kisi bhi working men kamyabi nahi milti hai loss hi hota hai.
                       
                    • #355 Collapse

                      aver confidence main aadmi ko apni ghalti ka ehsas nahin hota aur wo samajh raha hota hai ke jo wo kar rah hai wo sahi hai lakin over confidence main kia huwa faisla baaz oqat sahi nahi hota aur wo nuqsan ka bais banta hai is lye over confidence se bachna chahye.
                      • #356 Collapse

                        ji ye bat hai k humko overconfidnce ki koi zarort nh hai es liye hum ziyada he out ho jate hain phr acha kam bhi galat ho jata hai es overconfidance se.
                        • #357 Collapse

                          Yes agar ap overconfident ho jaty hyn or samajty hyn k apko full experience hai trading k bary mei or learning chor dety hyn or earning ki taraf focus karty hyn then unhen is se just loss he hota hai q k greed jesa factor un mei ajata hai traders just ziada se ziada earn karna chahty hyn learning chor dety hyn jis ki vja se failure ko face karna parta hai so overconfident isn't a good thing.
                          • #358 Collapse

                            g jnaab ap nay thik kah ha k jab koi banda confident hota ha to yeah us k liye bohat acha hota ha q k usy kaamyaabi apnay samnay dikhai deti ha or wo profit kama leta ha or jab koi shaks over confident hota ha to wo profit ko loss mein tabdeel krva baith'ta ha
                            • #359 Collapse

                              trade karty howay ap kko over confidence nahe hona chaia lakin ap ko apny ap pay confidence b hona chaia, lakin over confidence say ap ko loss b ho sakta h ager ap ko proper knowlge na ho to,
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                ager ap over confidence ho jatya hain to es say ap ko loss b ho sata h, ap over confidence ho kar wrong trade laga daty hain to ap ko us say loss ho ga, ap ko chaia ap apny set patren kay mutakab chalain'
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X