Had Sy Zaida Atimad Lalach ko Dawat Daita Hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    g han overconfidence bhe trader keh liey buri chez hey kyun keh is mian hum gjlt failsey letey hain aur hm apni trade ko sirf confidence keh hisab sey open kertey hain na keh market ko analyse ker keh aur sahe tarah sey smjh keh aur esa kerney sey hm khud ko ghlt trekey sey trading kerny peh mjbpr kertye hian aur loss kertey hian
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      je han ager app ko overconfidance hai tu app es main kafi loss karoge kiu k ye risky kam hai aur es main app ko nuksan hota hai some time aur some time app ko es main apne sare equity be loss kar jate ho so over confidcnce boht nuskan date hai some time app ko
       
      • #393 Collapse

        ye baat btai gai hai ke over confidence appko greedy bna deeta hai app ko is karobaar mai apne oper confidence hona chahie ke app kis tarha kam ko asani se kar sakte hain aur kisi chez ka lalich nahi hona chahie
        • #394 Collapse

          yes brother overconfidence to waqi mai aik bad thing hai .. greedy approach ki dawat daiti hai .. hame overconfident ni hona chahiye laikin khud par itna to lazmi confident hona chahiye k agr koi b difficulty aye to hum us ko easily tackle kar sakein .. overconfidence hame loss ki tarf lay ja sakta hai kyun k hum ye smajhne lagte hain k hum perfect ho gaye hain aur hardworking chor daite ahi
          • #395 Collapse

            Agree,confidence aur overconfidence mein bohat fark hai ,confidence aik good sign hai aur overconfidence bad sign,overconfident banda samjta hai k ab meri har trade successful ho gi aur esi galt fehmi mein wo lalach bhe karta hai k muje ab kon sa loss hona hai aur ye he us ki sab se bari bhol hai k aik do trade successful hone se ap kamyab trader nhi ban gay ho.
            • #396 Collapse

              yes this is true jub app overconfidance hote ho tu app ko es main boht nuksan hota hai aur app es main loss ki traf jate ho aur app ko hota hai loss so app ko overconfince main nhn karna chahye hai app ko es main ye dkeho k app es main kase greed ko kam karskte ho
               
              • #397 Collapse

                greed ko hum dosron lafzon me dekhen to wo greed he hota hai jiss me hume bhot sara loss hota hai aur ye hame tab hota hai agar hum ek ya do trades me kamyab ho jatay hain tab.
                • #398 Collapse

                  g han bilkul sahi bat ki hai overconfidenc waly main lalach ko dawat deyta hai hamri agr hum khud ko confdince ki jaga over confidnc ko bech main lain gy to humy yeh lalach ki tarf ly kay jaye ga or hamy trading main loss ho ga es lye hamy kabhi bhi overconfdicen nahi hona chaye
                  • #399 Collapse

                    G bilkul theek kaha apne ke over confidence jo hai wo greed ko invite karta hai,uski wajah ye hai ke agar ap over confident honge to ap over trading bhi karenge aur ap sochenge ke main bohat ziyada earn kar sakta hn ek din mein hi,to is wajah se apko phir loss hone ka khatra bohat barh jayega.
                    • #400 Collapse

                      it is the totally right that the the overconfidence invite the greed that is why we should not trade with the overconfidence the low confidence is also not the good and the over is also the not too much good you should trade with the normally
                         
                      • #401 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                        As we knew that when trader are over confident then he completely neglect learning and strategy.He just follow their over confidence and open use less trade and that are dangerous for live account.We need confidence in our learning but when we thinks that we understand market behavior now then we are failed in Forex because when we are using our ideas to open trade and in last our overconfidence wash our account.
                        Share your comments with your past experience.
                        :cool::):o
                        Jee han bilkul trading main hamara over confidence hamary balance ko bilkul khatam kar deta so iss liye zarori hai kay hum aik limit main reh kar aur soch samajh kar trading karen aur apny ap per andhy aetemad say bachen.
                        • #402 Collapse

                          jab se main forex mein aya ho tu main aik dafa over confidence howa tha jis ki waja se muj ko loss ho ga tha main aap ki iss baat se agree karta ho k forex greedy ko invite karta hai . forex mein kabi bhi over confidence nahi hona chaya.
                             
                          • #403 Collapse

                            han jee ap ka confidance buhat achi che hai but aksar traders over cofidance ka shikar ho jatay hain main samjhta hon k over cofidance ka shikar log greed kartay hain aur loss uthatay hin main samjhta hon loss sa bachna k lya greed pa aur apna emotions pa control rakhna bhi rori hai
                            • #404 Collapse

                              Yupp Bro you are Ryt ........ Oveer confidence hamesha hume nuksan hota hai ... hume over confidence se kabhi bhi faida ya profit nai hota Kun ke over confidence hoke hum hamesha sai kaam ko b galat kardete hain ... so thats why hume loss hi loss hota hy ...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                g han brother yh bat to ap ki sahih ha jo yh sochta ha keh main aik acha aor complete trader bn gia hon to yh bat us ki sahih nna ha. is liy overconficdence kabhi na krain blekh sahih toor pr kam krain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X